Tumgik
#ahmed faraz
mehreenkhan · 1 year
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
mohabbat mein nahin hai farq jeene aur marne ka usi ko dekh kar jite hain jis kafir pe dam nikle
2K notes · View notes
komal01 · 7 months
Text
Har raat meri aankhein inhi sochon mein ghum ho jaati hain;
Ke mera maqsad-e-hayaat kya tha,
Aur mujhe thaka kin kaamon ne diya!
501 notes · View notes
rekhtaa · 2 months
Text
“Mere paas khaamoshi ke siwa koi hal nhi hai, . Main baat karta hun toh baat bigad jaati hai.”
Credits : open
February 11, 2024
Sunday, 9:00 PM
Bangalore, India
125 notes · View notes
Text
" give me a house with tall windows and white chiffon curtains, a warm kitchen hearth and the home of your even warmer arms. a little garden where we plant flowers and fruits together, laughing on lazy sunny days and read together with your head resting in my lap. "
"'مجھے لمبے کھڑکیوں اور سفید شفان کے پردوں کے ساتھ ایک گھر، ایک گرم باورچی خانے کی چولہا اور آپ کے اس سے بھی زیادہ گرم بازوؤں کا گھر دیں۔ ایک چھوٹا سا باغ جہاں ہم پھول اور پھل اکٹھے لگاتے ہیں، سست دھوپ کے دنوں میں ہنستے ہیں اور کتابیں پڑھتے ہیں جبکی آپکا سر میرے گود میں ہو "
152 notes · View notes
his-heart-hymns · 7 months
Text
When Vincent van Gogh said:
I thought I would be understood without words.
And when Jaun Elia said:
Yani ye khamoshi bhi kisi kam ki nhi,
Yani mai bayaan karke batau ki udas hu.
We all yearned for someone who could understand our silence.
160 notes · View notes
fatimazainab · 8 months
Text
Tumblr media Tumblr media
Mahmoud Darwish // Ahmad Faraz
187 notes · View notes
kafi-farigh-yusra · 1 month
Text
ضبط لازم ہے مگر دکھ ہے قیامت کا فراز
ظالم اب بھی نہ روئے گا تو مر جائے گا
Tumblr media
Zabtt lazim hai magar dukh hai qayamat ka Faraz
Zalim ab bhi na roye ga tw marr jayega
63 notes · View notes
blogbyher · 10 months
Text
Life is too short to worry about people who leave you, Just say:
Ye umr bhar ki masafat hai, dil bda rakhna ke log milte bichhadte rahenge raaste mei
-Ahmed faraz
260 notes · View notes
verses-n-moon · 10 months
Text
Nizar Qabbani once wrote:
"There are some people that we didn't forget, but we don't smile anymore when they're mentioned."
Just like Ahmad Faraz said:
"Ab tere zikar pe hum baat badal dete hain, kitni raghbat thi tere naam se pehle pehle".
194 notes · View notes
suniah · 3 months
Text
aaj mujhko bohot burah keh kar, apne naam to liya mera
-gumaan, jaun elia
63 notes · View notes
mehreenkhan · 4 months
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
Parallels💌
186 notes · View notes
komal01 · 7 months
Text
Nafrat se aaj tak mujhe koi haraa nahi saka;
Main jab bhi haara hoon, mohabbat se haara hoon!
236 notes · View notes
Text
When Parveen Shakir sahiba said "Mere paas se jo guzra, mera haal tak na pucha, main kaise maan jaun ke wo door jakar roya", and Faraz sahab said "Tere paas se jo guzre toh junoon main the Faraz, jab door jakar socha, toh zar zar roya".
393 notes · View notes
rekhtaa · 1 month
Text
Umr hi guzregi imtihan mein kya,
Daagh hi denge mujhko daan mein kya
.
Meri har baat be-asar hi rahi,
Nuqs hai kuch mere bayaan mein kya
.
Yun jo taakta hai aasman ko tu,
Koi rahta hai aasmaan mein kya
.
Ye mujhe chain kyun nahin padta,
Ek hi shakhs tha jahaan mein kya
-
Poet : Jaun Elia
Wednesday, March 20, 2024
8.25 PM, Bangalore, India
85 notes · View notes
stickyblazecreator · 3 months
Text
MOHSIN NAQVI:-
Asoole muhabbat me tum khud bewafa ho!!
wo Jo bichda to tum mar kyu nhi gye...
WASI SHAH:-
Marna to hai upar wale ke hukum se !!
asoole muhabbat me ek naam intezaar bhi hai...
FARAZ AHMED:-
intezaar to unka kiya jata hai jinhe wapas aana ho!!
jo khudgarz ho unke liye mra nhi karte...
SHEIKH SAADI SHIRAZI:-
zindagi to khuda ki dein hai!!
fir bhi jinse muhabbat ho unke bagair jiya nhi karte...
ALAMA IQBAL:-
beshaq zindagi khuda ki dein hai!!
to muhabbat us khuda se kyu nhi karte...
60 notes · View notes
his-heart-hymns · 28 days
Text
Tumblr media
Apni-apni chahate hain log ab jo bhi kahe
ik pari-paikar ko ik ashufta-sar achchha laga.
-Ahmed Faraz
Pari-paikar=fairy-like appearance
Ashufta-sar=afflicted/wild
107 notes · View notes