Tumgik
#saanson ke
pixlerelish · 1 month
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
9 notes · View notes
theinfinitedivides · 2 years
Text
put my Bollywood playlist on shuffle today and it brought up Ajab Si and Saanson Ke one after the other and i went through every stage of grief that is f*cking imaginable and back again
14 notes · View notes
hi-avathisside · 1 month
Text
Gup-chup baatein, tumhari aur meri . ݁₊ ⊹ . ݁˖ . ݁
25 August, 2024
humari 50 minute baat hui, aur humne actually kuch khaas baat nahi kari, bas apne apne dinon ke baare main bataya, tumhari awaaz sunkar aisa laga jaise you were sad, and i was right. Aur phir mujhe pata tha kya kya karna tha, maine woh saari baatein boli joh tumhe haasayengi aur tumhe hasta hua dekhakar, mujhe pata bhi nahi chala ki kab mere chehre par muskurahat aa gayi. humara rishta bhi kuch iss tarah hi hai, tumhari khushi, meri khushi kab baan jaati hai mujhe pata hi nahi chalta. humne bohot saari baatein kari, aur khoob hassein. tumne mujhe chiddhaya aur maine tumhe.
aur shayad mera mood kuch zyada achha nahi tha lekin tumse baat karke pata nahi kaise, zindagi main khushiyaan iss tarah bhar jati hain, jaise meri saanson main tumhari khushboo. 
Iss duniya main jitna pyaar hoga, mujhe tumse usse thoda zyada hi hoga. 
22 notes · View notes
misha-69innit · 2 months
Text
so called calm and composed girlies when saanson ke comes on
Tumblr media
7 notes · View notes
pyaariposting · 1 year
Text
Tanhai ke baad phir yakeen se mulakaat hoti hai. Jab tanhai rooh ka hissa bn jaati hai tab Allah rooh ko yakeen se roshan krdeta hai, harr uss baat ka yakeen jisse aam shakhs dekhne se kasir hota hai, Allah ki moujoodgi ka yakeen, uski maslihaton ka yakeen, uski raza ka yakeen, uski muhabbaton ka yakeen, usse dekhne wali aankhon ka yakeen, saanson ke behaal silsiley ka yakeen, la-hasil ke hasil hone ka yakeen, na-mumkin ke mumkin hone ka yakeen, muskurahaton ke laut aane ka yakeen, waqt ke guzar jane ka yakeen, maut ka yakeen aur phir maut ke baad Allah se mulakaat ka yakeen.
31 notes · View notes
knittedwithhope · 11 months
Text
Saanson se mohlat zra maang lena,
Yu'n uth ke jaate nahin......
14 notes · View notes
qalbofnight · 1 year
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
Waqt ki Adhuri nazm'.
Aj arse baad akhir vo dikha Mujhe,jo raha umr bhar ba nazr khyalon mein,
sochti hoon ja key poochoon us se aj , kyun nahin siyah ranga hai usne baalon mein,
door se hi dekhti hoon sochti hoon , jhuk chuki hain usk vo taney baazu seena-e-manasab
Hairat hai akhir kya kya bojh uthayein honge uski shanon ne,
ek waqt tha ki ye ab ki bezar-o-besakht shanein , faqat merey sar ka bojh uthaya karti thi,
yad ata hai ki kis tarah main uskey kandhe pe, sar karke so jaya karti thi,
ek baar usne mujhse kahi thi ye baat ki, tum dheere se bhi nam leti ho to ragein bhi Goonj jaati hain, khyal ata hai apna ye fun Aaj Azmaate Hain,
Magar ukhadti saanson se kse pukarun usey, aur ky mumkin Hai Ki vo sun bhi paye ye awaz Apne kamzor kaanon mein.,
phir gaye dinon ke ghair amli fun yukdum Kahan kaam aatey Hain,
Daraz- E - umr ba furqat phir bhi Asaan hai Qazi, magar fiza E wasl be waqt agar Chhu K guzar jaye to , badan ke andar qaid yafta-E-sabr ke zinda'n bhi ukhad jaatey Hain,
Mein khadi ghum khyalon mein aur,dhoop ke tang dhaagon ke beech Usk shakl-o- saayein dhundhle hotey jaatey Hain,
nazar apni hatheli ki taraf jati hai phir uski taraf, shayad ye lakeerein waqtan hmarey saadey chehron pe bhi phail gayin,
umr e shabab zindagi key jild pe dhool ki ek parat hai, hum dono ki kitabon se kab ka ud kar vo mail gayi.,
20 notes · View notes
sankalpsometimes · 7 months
Text
har ek baat pe kehte ho tum ki mere liye tum kya ho,
ab kaise btaun tumhe ki tum mere liye woh sab kuch ho jo maine manga hai
tumhare liye ab kitne aur sabdh likhun, mai likhne baithta hoon toh ab tumhare khyaal likhne nhi dete,
aanken band karlun toh sheeshe si saaf tumhari hassi dikhai deti hai, bheed meh bhi bas tumhara hi chehra dhundhta hoon,
tumhari aanken sard ki dhoop ke jaise mujhe dekhti hai,
tum nayaab itne ho ki mere sabdho ka koi wajood nhi rha,
akele kamre meh tumhe nhi tumhari hassi, tumhari baatein aur tumhari saanson ki lay ke baare meh socta hoon
mai tumhare intezaar meh tumhe shayad tumse jyaada jaan gya hoon, aur shaayd isiliye kabhi bta nhi aaye ki tum mere liye kya ho.
3 notes · View notes
lostchild02 · 2 years
Text
Remember When NFAK said,
"saanson ki mala pe simru me pi ka naam
prem ke rang mai aisi dubi ban gaya ek hi roop,
Prem ki mala japte japte aap bani mai sham"
11 notes · View notes
Text
Kaisi yeh zindagi,
ke saanson se hum uube,
Ke dil dooba.. hum doobe.....
5 notes · View notes
pixlerelish · 1 month
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media
3 notes · View notes
g0j0s · 2 years
Text
shab e hijr khadi hai tumhare darwaze par, meri bahoon ki panah mein chup jao
intezaar ki us ghadi ko mere saanson mein apni saansein mila kar sataao
lekin dekho agar aaj tum uski nigah se bach gai to vo sama jayegi subh ki us guftagoo mein jo us parijat ke pedh ke neeche betheen auratein karengi
zindagi bhar ki zillat seh logi meri aghosh mein ya aaj tum is zaalim raat ka haath thaam logi?
2 notes · View notes
lyricsssdotin · 1 month
Text
Tumhein Pyarr Kar Lenge Lyrics
Singer:Sayli KambleAlbum:Himesh Ke Dil Se The Album Bada keemti hota hai waqtIshq mohabbat aur pyar kaKabhi kabhi aata haiAisa mausam izhaar ka Saanson mein chhipa ke rakh lengeTumhe dil mein basa ke rakh lengeChand lamhe de do hameinTumhein pyarr kar lenge Tumpe hum apna sab kuchNichhaawar kar dengeTumpe hum apna sab kuchNichhaawar kar denge Kitni hai haseen yeh mulakaateinSamjho zara tum…
0 notes
tanhasafar · 1 month
Text
Judaa Hum Ho Gaye Maana Magar Yeh Jaan Lo Jaana Judaa Hum Ho Gaye Maana Magar Yeh Jaan Lo Jaana Kabhi Main Yaad Aaun Toh Chale Aana, Chale Aana Tumhe Main Bhul Jaaungi Yeh Baatein Dil Mein Na Laana Kabhi Main Yaad Aaun Toh Chale Aana, Chale Aana Tha Kaun Mera, Ek Tu Hi Tha Saanson Se Zyada Jo Zaroori Tha Tere Liye Main Kuch Nahi Lekin Mere Liye Tu Mera Sab Kuch Tha Nahi Jaana Bhula Kar Ke Yeh Baatein Tum Hi Kehte The Rahi Khushiyan Nahin Meri Ke Tum Bhi Waqt Jaise The Tumhara Tha Rahega Bhi Kare Kya Dil Hai Deewana Kabhi Main Yaad Aaun Toh Chale Aana, Chale Aana Maine Tumhari Baat Maani Hai Maine Manaya Dil Ko Hai Kaise Abse Raho Tum Khush Jaha Bhi Ho Mera Tumhara Tha Bhi Kya Waise Bhale Doori Rahe Jitni Nigahon Se Nigahon Ki Magar Khwabon Ki Duniya Mein Milungi Tumse Rozana Yahin Tak Tha Safar Apna Tumhe Hai Laut Kar Jaana Kabhi Main Yaad Aaun Toh Chale Aana, Chale Aana
0 notes
deuvdas · 5 months
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
mmmm okay. i'm completely fine. definitely not in the verge of crying like a baby. *Saanson Ke slowly plays in the background*
0 notes
kunalkarankapoor · 5 months
Text
Tumblr media
"Akelepan ke huye phir lamhaat mere... Kuchh iss kadar beasar jazbaat mere. Taqdeer ki aaj ek thokar par aaye... Wajood ke naam par phir sawalaat mere. Kyon haasil nahi mujhme jo mera hai... Dikhe jau kahin ki gahra andhera hai... Baandh na sakun mutthi mein rishte ret se... Fisal jaate yun na haq mein saath mere. Churaata hun daaman mera hi chupke se... Saanson mein ehsaas bhi ruke ruke se... Sambhalne ko kah rahi dhadkane ke bas... Ae Dil..ab na bayaan kar halaat mere." @preetirajkotiya 
Tumblr media
"Mil jaaye jawaab kuchh to mere sawaalon ko... Be-aas hun..phir sun lo mere khayaalon ko. Bujh na paaun shaayad aur pyaas ho jaaun... Ke de dun naam ek jo mere ehsaason ko." @poetryinmotion_1982
Tumblr media Tumblr media Tumblr media
"Khizaan mein bahaar sa mausam bhar gayi... Zakhmon par yun lage marham kar gayi. Hai raahatein ab ke bekaraar dil ko... Suna..mere makaan ko kar ghar gayi." @poetryinmotion_1982
1 note · View note