Tumgik
#urdu aesthetic
zauq-e-ishq · 2 days
Text
“mene shadi isi liye nahi ki kay mei apni zindagi mei ek aise shakhs ko shamil karlun jo khuda bann kar mere har amal ko judge kare
Tumblr media
mere liye yeh toheen ka bais hai kay voh ek ahmakana baat par mujhpar shak kar raha hai aur toheen se zyada yeh mere liye takleef day hai.”
59 notes · View notes
his-heart-hymns · 2 days
Text
5 reasons why you are Mirza Ghalib:
Aapko neend raat bhar nahi aati.
(maut ka ek din muayyan hai,niind kyu raat bhar nahi aati)
Har kisi se Wafa ki ummeed rakhte ho.
(ham ko un se wafa ki hai ummeed,jo nahi jante wafa kya hai)
Aapko ishq ne niqamma kar diya hai.
(ishq ne 'ghalib' nikamma kar diya varna ham bhi aadmi the kaam ke.)
Junoon mai kuch bhi bakte rehte ho.
(bak raha hu junoon me kya-kya,kuchh na samjhe khuda kare koi)
Sab se tawaqqo uth gayi hai.
(jab tavaqqo hi uth gayi 'ghalib',kyu kisi ka gila kare koi)
30 notes · View notes
heruntoldfeelingss · 2 days
Text
Jo tujhe paaya naa tha toh tujhe paane ki dua thi, Ab jo tujhe paaya hai toh tujhse kabhi naa juda hone ki dua hai. Meri har dua mei Lekin,Tera hona laazmi hai/
When you were not mine, I asked for you in my prayers. Now that you’re mine, I pray to never be separated from you.
/you are in my prayers, always/
Tumblr media
29 notes · View notes
sophianaseer · 2 days
Text
Appreciation in urdu hits different,
"Aik hi dil hai, kitni bar jeeto gai"
21 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 2 months
Text
In English we say:
“Out of all people you misunderstood me”
But in Urdu we say:
“Usay meri baatein ab samajh nahi aati,
Kabhi jo meri khamoshi ki tafseer likha karta tha.”
412 notes · View notes
noorjehan · 30 days
Text
"tumne shayad galati se dhund liya tha mujhe,
tumhe talaash kisi aur ki thi"
192 notes · View notes
creatinganewwlife · 16 days
Text
When Jaun Elia said
“Dil takleef mei hai aur takleef dene vala dil mei.”
183 notes · View notes
midnightsoulsworld · 2 months
Text
Kitaab-e-taqdeer se kya shikwa aye dil-e-nadaan ..
Jab har shay ne mit jana hai toh khwaish kaisi?
~Z
185 notes · View notes
inkandpaperstuff · 3 months
Text
We often hear people saying that:
He/She is not written for me.
But someone poured my heart into words when they wrote:
Yun bhi ho sakta hai ke kisi parinday ko kisi machli se muhabbat ho jaye lekin museebat ye hai ke jaa kr rahen tou kahan rahen?
Kuch aesa hi un logon ke sath hota hai jo aesi cheezon ya insano ki chahat kar beth'ty hain jo un ke liye bani hi nhi hoti. Phir aakhir mai aik ko ur jana hota hai or dusry ko gamon ke samandar mai garq hona parta hai.
251 notes · View notes
uroldhomie · 3 months
Text
muhabbat ka sabsy afzal tareen darja yeh hai k tum us shaqas ki khushi ki tamanah karo yeh janty hoye k tum us shaqas ki khushi nahi ho.
179 notes · View notes
mehreenkhan · 19 days
Text
Tumblr media Tumblr media
ye khwab hai khushbu hai ki jhonka hai ki pal hai
ye dhund hai baadal hai ki saya hai ki tum ho
Tumblr media
ye umr-e-gurezan kahin thehre to ye jaanun
har sans mein mujh ko yahi lagta hai ki tum ho
Ahmad Faraz احمد فراز
124 notes · View notes
his-heart-hymns · 3 days
Text
My heart has reached the epitome of rotteness.
-Friedrich Nietzcshe
Afsurda-dil ke vaste kya chandni ka lutf,
lipta pada hai murda sa goya kafan ke saath.
-Qadr Bilgrami
[Afsurda-dil=depressed heart.] [Lutf=pleasure.] [ Goya=as if]
20 notes · View notes
heruntoldfeelingss · 11 months
Text
ما أجمل قلب أولئك الذين يمرون بأسوأ العواصف في الحياة وما زالوا يختارون البقاء لطيفًا وصامتًا وصبورًا ولطيفًا ومتواضعًا. إنهم يفوزون مرتين - هنا وفي الآخرة.
How beautiful is the heart of those who go through the worst storms in life and still choose to stay gentle, silent, patient, kind and humble. They win twice - here and hereafter.
Lakh tufaan aaye magar, uska dil kharab naa kar sakey- jisey bawra samjhti rahi duniya, vo sayana narmi se, khamoshi se, sabr se, tahammul se, aajizi se -dono jahan ki jung jeet gaya.
Tumblr media Tumblr media Tumblr media
917 notes · View notes
nabxtangled · 2 months
Text
Tumblr media Tumblr media
Tu ne bhi orh lia rang zamana akhir
Tujh ko tu hum ne zamane se juda jana tha
تو نے بھی اورھ لیا رنگ زمانہ آخر
تجھ کو تو ہم نے زمانے سے جدا جانا تھا
167 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 1 month
Text
“Boring days, an unknown future, an irregular sleep, days pass and nothing new."
- Mahmoud Darwish
"Be-dili kya yun he din guzar jayenge,
Sirf zinda rahe hum toh marr jayenge."
- Jaun Elia
161 notes · View notes
noorjehan · 3 months
Text
"dil mein iss qadar mohabbat hai unke liye, ke soye to khwaab unke aur jaage to khayal unke"
240 notes · View notes