Tumgik
#urduadab
curiositykillscat · 3 days
Text
We have always heard “Jo intezar nahi kar sakta voh khaak mohobbat karega!” and its true.Now moving onto Salar Sikandar who waited for 9 years for his wife,Imama just to unite with her.
Salar sey mujhe yeh seekh mili key tum kitne hi bade gunhegar kyon na ho,Agar tum waqai Allah ki zaat pr yaqeen rakhte ho aur iss baat pr key Allah gunah bhi maaf kardeta aur aapko jo chahiye vo ata bhi kar deta toh waqai yeh sach hai.
Vo shaks jise har ek cheez ek baar mangne par mil jati ho uske liye sabr karna kisi aziyat se kam nahi! magar fir bhi usne intezar kiya,usne dua ki,woh Allah ke samne gidgidaya,roya siskion ke saath roya, aankhein lal aur nam ho jati thin phir bhi rota rehta tha aur use mangta rehta tha.Use Allah ki zaat pr itna bharosa tha ki voh yeh cheez itne yaqeen se kehta tha key “Mujhe pata hai mera Allah iss jahan mei bhi use mera banayega aur mujhe lauta dega aur aakhrat mei bhi!” aur waqai Allah ne uski vo dua sunn li.
Ek gunhegar jisne beshumar gunah kiye ho magar Allah use aisi hidayat de dein ke Allah pr uska tawakkal iss qadar mazboot ho jaye aur vo Allah se iss qadar nazdeek chala jaye key hame hairat ho magar “Allah jise chahta hai hidayat ata karta hai aur jise chahta hai Gumrah karta hai!”
Hum dua toh maangte hai magar kya humari dua’on mei aur hamare dil mei itna yaqeen hota hai? Shayad Haa ya fir naa? magar Salar dua maangne se pehle apne dil ko mazboot kr leta tha aur Allah se dil mei hi use pukarne aur mangne lagta tha aur fir jab haath utha kr use maangta tha toh phir toh mera Rabb khud kehta hai “key Jab mera Banda haath utha kar mujhse kuch maange toh use khaali haath lautane mei mujhe sharam aati hai!”
Mere Allah ki zaat par itna yaqeen rakho key dua maangne se pehle sochlo key yeh mil gaya toh shukr aur na mila toh bhi shukr.
16 notes · View notes
thatanonymousgirl · 1 month
Text
Tumblr media
246 notes · View notes
his-heart-hymns · 2 months
Text
I wish we were pressed flowers on the same page.
-Unknown
Tumblr media Tumblr media
Ab ke ham bichhde to shayad kabhi khvabo me mile
jis tarah sukhe hue phuul kitabo me mile.
-Ahmed Faraz
Tumblr media Tumblr media
242 notes · View notes
inkandpaperstuff · 3 months
Text
We often hear people saying that:
He/She is not written for me.
But someone poured my heart into words when they wrote:
Yun bhi ho sakta hai ke kisi parinday ko kisi machli se muhabbat ho jaye lekin museebat ye hai ke jaa kr rahen tou kahan rahen?
Kuch aesa hi un logon ke sath hota hai jo aesi cheezon ya insano ki chahat kar beth'ty hain jo un ke liye bani hi nhi hoti. Phir aakhir mai aik ko ur jana hota hai or dusry ko gamon ke samandar mai garq hona parta hai.
255 notes · View notes
blogbyameera · 2 months
Text
Here's a piece of advice for you -
" Dil se nikaal dijiye ehsaas e aarzu , mar jaiye par kisi ki tamanna na kijiye "
156 notes · View notes
nabxtangled · 10 days
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
When kashaf in zindagi gulzaar h said,
زندگی میں آنے والی ہر مصیبت پر
zindagi me aane waali har musibat par
میں سوچا کرتی تھی کی شاید
main socha karti thi ki shayad
یہ آخری مصیبت ہو
ye aakhiri musibat ho
all the ones suffering felt the harsh reality.
141 notes · View notes
nemralam · 6 months
Text
Tumblr media
-Majnuu
Story of Layla and Majnun // October 11, 2011 ~ ecstasyoflove
336 notes · View notes
kafi-farigh-yusra · 24 days
Text
گماں تم کو کہ رستہ کٹ رہا ہے
یقین مجھ کو کہ منزل کھو رہے ہو
حبیب جالب
Tumblr media
Gumaa'n tum ko k rasta katt raha hai
Yaqee'n mujh ko k manzil kho rahe hou
Habeeb Jalib
93 notes · View notes
mahv-e-hayaat · 7 days
Text
Bebasi itni badi cheez hai ke kabhi kabhi aap sirf saans lene ke alawa aur kuch nhi kar saktey
Tumblr media
122 notes · View notes
heruntoldfeelingss · 7 days
Text
Jo tujhe paaya naa tha toh tujhe paane ki dua thi, Ab jo tujhe paaya hai toh tujhse kabhi naa juda hone ki dua hai. Meri har dua mei Lekin,Tera hona laazmi hai/
When you were not mine, I asked for you in my prayers. Now that you’re mine, I pray to never be separated from you.
/you are in my prayers, always/
Tumblr media
64 notes · View notes
curiositykillscat · 7 days
Text
“mene shadi isi liye nahi ki kay mei apni zindagi mei ek aise shakhs ko shamil karlun jo khuda bann kar mere har amal ko judge kare
Tumblr media
mere liye yeh toheen ka bais hai kay voh ek ahmakana baat par mujhpar shak kar raha hai aur toheen se zyada yeh mere liye takleef day hai.”
128 notes · View notes
thatanonymousgirl · 1 month
Text
Aye gardish e aayam mujhe ranj bohot hai
Kuch khwab the aise jo bikharne ke nahi the..
Tumblr media
104 notes · View notes
his-heart-hymns · 4 months
Text
American philosopher Ralph Emerson once asked a heart-wrenching question:
"How much of human life is lost in waiting?"
And the stalwarts of Urdu poetry Jaun Elia, Parveen Shakir and Faiz Ahmed Faiz expressed the agonizing feeling of waiting for someone who is never coming back through their poetry:
Jaun Elia wrote:
Woh jo na aane waala hai na us se mujh ko matlab tha aane waalo se kya matlab aate hai aate honge.
Parveen Shakir Wrote:
Woh na aayega hame malum tha is sham bhi Intezaar uska magar kuch soch kar karte rahe.
And Faiz Ahmed Faiz wrote:
Na jaane kis liye ummeedwaar baitha hu Ek aisi raah per jo teri rahguzar bhi nahi.
And I felt like being stuck in time where every moment feels long filled with some hope and the worry that the person I'm waiting for may never return.
213 notes · View notes
notabrar · 23 days
Text
Tumblr media
Baat wafa ki hoti tou kabhi na haarte
بات وفاکی ہوتی تو کبھی نہ ہارتے
Baat naseeb ki thi kuch kar na sakhe
بات نصیب کی تھی کچھ کر نہ سکھے
109 notes · View notes
inkandpaperstuff · 24 days
Text
Someone literally summed up life in two lines when they wrote:
Yahan kisi ko kuch bhi hasb-e-aarzu na mila
Kisi ko ham na miley or ham ko tu na mila
98 notes · View notes
blogbyameera · 4 months
Text
Love is a form of rizq, and you never know in whose heart your rizq is stored
" Muhabbat bhi rizq ki tarah hoti hai , jiski jo jagah jis dil mei likhi ho .. mil kar rehti hai " - usri yusra az husna hussain
202 notes · View notes