Tumgik
#urduposts
zauq-e-ishq · 1 day
Text
“mene shadi isi liye nahi ki kay mei apni zindagi mei ek aise shakhs ko shamil karlun jo khuda bann kar mere har amal ko judge kare
Tumblr media
mere liye yeh toheen ka bais hai kay voh ek ahmakana baat par mujhpar shak kar raha hai aur toheen se zyada yeh mere liye takleef day hai.”
36 notes · View notes
pyaariposting · 8 months
Text
pov : your grief is beloved to you.
"mere gham bohot azeez hain mujhe,
maine inke inaam mein imaan paya hai"
my sorrows are very dear to me, i have found faith in their reward.
~ me
902 notes · View notes
nabxtangled · 2 months
Text
Tumblr media Tumblr media
Tu ne bhi orh lia rang zamana akhir
Tujh ko tu hum ne zamane se juda jana tha
تو نے بھی اورھ لیا رنگ زمانہ آخر
تجھ کو تو ہم نے زمانے سے جدا جانا تھا
167 notes · View notes
chthonic-empyrean · 1 year
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
آمل أن تجد شخص يلره إيذاء قلبك
I hope you find someone who hates hurting your heart.
2K notes · View notes
nemralam · 6 months
Text
Tumblr media
-Majnuu
Story of Layla and Majnun // October 11, 2011 ~ ecstasyoflove
332 notes · View notes
frommydiary · 3 months
Text
Hijr, wafaa, fiqar, dard, majboori, zaraa si umar mei kitne zamane dekhe hain humne!
154 notes · View notes
verses-n-moon · 11 months
Text
Tumblr media
kabhi lagta hai pathar ban gaya hun,
kabhi yunhe tout kar rone ko man karta hai.
- unknown
408 notes · View notes
maihonhassan · 1 year
Text
Urdu is unnecessarily seductive, like lover means dildar, hurt means dilazari, enchanting means dilfraib, dilgirifta means sad, flirting means dilphishori, and beloved means dilber !
737 notes · View notes
heruntoldfeelingss · 10 months
Text
أطال شخص ما دعاءه لأنه يخشى أن يفقدك.
Someone has prolonged their duas because they're afraid of losing you.
Tujhe khone k darr se, kisiki duaein lambi hogayi hai.
Tumblr media
243 notes · View notes
mehreenkhan · 1 year
Text
Tumblr media
kya zamana tha ke hum roz mila karte thay
raat bhar chaand ke humrah phira karty thay
Tumblr media
jahan tanhayian sar phorh ke so jati hain
in makanon main ajab log raha karte thay
Tumblr media
kardia aj zamane ne inhain bhi majbur
kabhi ye log mere dil ki dawa karte thay
Tumblr media
dekh kar jo humain chup chap guzar jata hai
kabhi is shakhs ko hum pyaar kia karte thay
Tumblr media
itafaqat-e-zamana bhi ajab hain Nasir
aj wo dekh rahy hain jo suna karte thay
-Nasir Kazmi
Tumblr media
459 notes · View notes
zauq-e-ishq · 9 days
Text
دوسری بار بھی ہوتا تو تم ہی سے ہوتا ، میں جو بالفرض عشق دوبارہ کرتا۔
Doosri baar bhi hota toh tum hi say hota , mai jo bilfarz ishq dobara karta!
Tumblr media
66 notes · View notes
pyaariposting · 11 months
Text
when mohsin naqvi said,
"kabhi ye dua ke wo mera hai faqat mera // kabhi ye darr ke wo mujhse juda to nahin
Sometimes I pray that he is mine, only mine // Ever out of fear that he might separate from me
kabhi ye dua ke usse mil jaaye saare jahan ki khushiyaan // kabhi ye khauf ke wo khush mere bina to nahin
Someday I pray that all the happiness of the world should be found with him // Sometimes this fear that he is happy without me
kabhi ye khwaish ke zamana ho muntazir uska //kabhi ye vehem ke wo kisi se mila to nahin
Someday this desire that the world is waiting for him // Sometimes this illusion that he had met anyone
kabhi ye aarzu ke wo jo maange mil jaaye usse mohsin // kabhi ye waswasa ke usne mere siwa kuch manga to nahin"
Sometimes I wish he get whatever he asked for // Ever wondered whether he asked for anything other than me.
my heart couldn't decide what it wants.
592 notes · View notes
stickyblazecreator · 2 months
Text
Tumblr media
Allama Iqbal said>>>
Ye Kafan, ye Qabr
Ye janaze, rasm
Shariyat hai iqbal
Mar to insaan tab hi jata hai
Jab yaad karne wala koi na ho...🥀
40 notes · View notes
blogbyher · 2 years
Text
When Jaun Elia said Ek hi shakhs ki baat hai maula, Sara jahan kisne manga hai
768 notes · View notes
nemralam · 5 months
Text
Tumblr media
When will the pain cease, oh heart? When will the night end?
They used to say they would come; they used to say dawn would break.
Faiz Ahmad Faiz // فیض احمد فیض
Nuskha-e- Wafa (Pg. 347)
160 notes · View notes
frommydiary · 5 months
Text
Tumblr media
"Aesa lagta hai ke jesey mere ander do log hain, ek wo jo poori duniya dekhna chahta hai, aur dusra wo jo apna kamra tak chodhna nhi chahta. "
200 notes · View notes