Tumgik
#urduzaban
maihonhassan · 1 year
Text
Urdu is unnecessarily seductive, like lover means dildar, hurt means dilazari, enchanting means dilfraib, dilgirifta means sad, flirting means dilphishori, and beloved means dilber !
735 notes · View notes
nemralam · 1 year
Text
بھولی بسری چند امیدیں چند فسانے یاد آئے
تم یاد آئے اور تمہارے ساتھ زمانے یاد آئے
Some hopes and tales that were long-forgotten came to mind
You came to mind, and the times I spent with you came to mind
RAZI TIRMIZI (1926 - 2013) || رضی ترمذی
114 notes · View notes
blogbyher · 1 year
Text
When Salar Sikandar said Ya toh use mujhe dede ya uska khayal mere dil se nikal de ke mujhe kabhi uska khayal na aye. Woh nahi milegi toh sari zindagi uske liye rota rahunga. Wo mil jaye gi toh tere ilawa kisi aur k liye ansu nahi baha sakunga. Mere ansuo'n ko khalis hone de. Mai yahan khara tujh se pak aurton mei se ek aurat ko mangta hun.
That moment my world had just stopped for a second.
Excerpt from the book peer e kamil by Umera Ahmad
91 notes · View notes
iamfatima · 1 year
Text
yu toh tere zuda hone ka gham
aaj bhi dill dehla deta hai
par tujhse juda hone ka phela mahina ek taraf.
Tumblr media
65 notes · View notes
Text
Tumblr media
34 notes · View notes
rekhtaa · 1 year
Video
Apne har har lafz ka, khud aaina ho jaunga, usko chhota keh ke, mai kaise bada ho jaunga ? . Tum giraane mein lage they, tum ne sochaa hi nahi, mai giraa to, masla bankar khada ho jaunga ! . Mujh ko chalne do, akela hai abhi mera safar, raasta roka gaya, to kaafila ho jaunga . Saari duniya ki nazr mein,  hai mera Ahd-e-Wafa Ek tere kehne se kya main bewafa ho jaunga?
Waseem Barelvi
Sunday, October 2, 2022
12:25 PM, Bangalore, India
72 notes · View notes
hermellowsoul · 1 year
Text
تمہیں یاد کرنے کے اتنے عادی ہو گئے ہیں ہم, کے اب اگر ملجاؤ تو تمہارے ملجانے پر غم ہوگا.
I'm so accustomed of missing you, that even if I get you I'd be more upset of having you.
Tumblr media
21 notes · View notes
insaaneyat · 2 years
Text
kitne lahjon ke ghilafon mein chhupāūñ tujh ko
shahr waale mera mauzon-e-sukhan jaante hain
21 notes · View notes
thodabewakoof · 7 months
Text
Pyaar jab jab zameen par utaara gya, zindagi tujhko sajde mein waara gya
2 notes · View notes
crispypersonacloud · 1 year
Text
Tumblr media
रंजिश ही सही.....
14 notes · View notes
addyrockin · 8 months
Text
kya kahega kabhi milne bhi agar ayega wo
ab wafadari ki qasme to nhi khayega wo
hum samajhte the ki hum usko bhula sakte hain
wo samajhta tha hame bhool nahi paega wo
kitna socha tha par itna to nhi socha tha
yaad ban jayega wo
khwab nazar ayega wo
sab ke hote hue ek roz wo tanha hoga
phir wo dhoodhega hume aur nhi payega wo
ittefaaqan jo kabhi samne aaya ‘ajmal’
ab wo tanha toh na hoga jo tha’her jayega wo
3 notes · View notes
maihonhassan · 4 months
Text
5 Signs you are Faiz Ahmad Faiz:
Kab thahrega dard ai dil kab raat basar hogi
Mujh se pahli si mohabbat meri mahbub na mang
Aur bhi dukh hain zamane mein mohabbat ke siwa
Himmat-e-iltija nahin baqi zabt ka hausla nahin baqi
Tere qaul-o-qarar se pahle apne kuchh aur bhi sahaare the
11 notes · View notes
thepoetesss · 2 years
Text
I thought life would turn out to be easy in the end but it turns out to be even more disastrous with each passing day
Thepoetesss
20 notes · View notes
blogbyher · 2 years
Text
Ittefaq se milne wale marzi se bichhad jate hain
-Wajid Shaikh
94 notes · View notes
iamfatima · 1 year
Text
pas mere baitha tha wo
kitna kareeb tha
wo apna sa lagne wala
kisi aur k naseeb me tha
43 notes · View notes
Text
Tumblr media
5 notes · View notes