dastur-e-ishq
dastur-e-ishq
155 posts
Don't wanna be here? Send us removal request.
dastur-e-ishq · 4 months ago
Text
“—meray aur Allah kay darmiyan khawahishon ki deewar hai, aasaishon ki deewar hai. Meinay apnay ird gird dunya ki itni cheezain akethi kar lee hain kay Allah meray paas aa hee nahi sakta. Jissay wo apni muhabbat deta hai ussay phir kisi aur cheez ki khawahish nahi hoti aur jissay dunya deta hai uski khawahish bhook ban jaati hai, jo phir kabhi khatam nahi hoti.”
Shehr-e-Zaat (drama serial)
47 notes · View notes
dastur-e-ishq · 6 months ago
Text
Tumblr media
Ye aankhein khushk hein, ya Rabb inhein rona nahi aata Sulagtay daagh hein dil mein jinhein dhona nahin aata
These eyes are dry, Oh Lord, for they can not cry // There are burning scars in my heart, still unhealed
cred: @dagheurdu
196 notes · View notes
dastur-e-ishq · 6 months ago
Text
Tumblr media Tumblr media
“Dunya kisi kay pyaar mein jannat say kam nahi.”
for lovers, this world is nothing short of heaven
228 notes · View notes
dastur-e-ishq · 6 months ago
Text
Tumblr media
“Mera dil karta hain ki main poori ki poori Ashar ki pasand ke saanche mein dhal jaun. Jo Ashar ko pasand hai wo apna loon. Jo unhe na pasand ho woh hamesha kay liye chodh doon.”
ہم سفر
132 notes · View notes
dastur-e-ishq · 6 months ago
Text
Tumblr media
main jise pyar ka andaz samajh baiTha hun // wo tabassum wo takallum teri aadat hi na ho
ساحر لدھیانوی
179 notes · View notes
dastur-e-ishq · 6 months ago
Text
Tumblr media
— tumhay iss faani dunya mein har uss cheez say bicharna hai jiss say tum muhabbat kartay ho.
In this fleeting mortal world, you must part with all that you hold dear.
cred: @//devoutedmuslim
430 notes · View notes
dastur-e-ishq · 6 months ago
Text
Tumblr media Tumblr media
598 notes · View notes
dastur-e-ishq · 7 months ago
Text
اصل وفا تو محبوب کی غیر موجودگی میں ہی ظاہر ہوتی ہے۔
true loyalty is only revealed in beloved’s absence.
197 notes · View notes
dastur-e-ishq · 7 months ago
Text
Tumblr media
“Ek chehra hai jo ankhon mein basa rehta hai // ek tassavur hai jo tanha honay nahi deta .”
— a face lingers, etched within my eyes, a vision that never leaves me lonely inside.
جاوید نسیمی
318 notes · View notes
dastur-e-ishq · 8 months ago
Text
Tumblr media
Now, we change the topic whenever your name comes up // How eager we once were to speak of you, in the beginning.
- Ahmad Faraz
219 notes · View notes
dastur-e-ishq · 8 months ago
Text
“Dil de tau iss mizaaj ka parwardigaar day // jo ranj ki gharri bhi khushi say guzaar day.”
Tumblr media
“Grant me, O Creator, a heart of such a nature,
That even in moments of sorrow, it passes with joy’s signature.”
273 notes · View notes
dastur-e-ishq · 8 months ago
Text
Tumblr media
“Izzat o ehteram mohabbat ki sab se badi daleel hai. Aik rishte mai ishq se zyaada izzat ho, aik doosre ka ehteram ho, toh woh khoob nibh jaata hai. Lekin jis rishte main izzat nahin hoti, woh bilkul aise hai jaise bin pahiye ki gaadi. Shuru' kar bhi lo toh usay chalaana na-mumkin ho jaata hai.”
“…a relationship devoid of respect is akin to a car without wheels; even if you manage to start it, driving it becomes impossible.”
- نمرہ (insta)
117 notes · View notes
dastur-e-ishq · 8 months ago
Text
Tumblr media
“Abhi utha hoon neend se tumhara khwab dekh ke // abhi tum ek khwab ho, abhi pas-e-hijaab ho.”
as a dream you came to me and woke me from my sleep—even now, you’re still a dream, even now, you’re behind the veil.
ساحر لدھیانوی
353 notes · View notes
dastur-e-ishq · 8 months ago
Text
Tumblr media Tumblr media
“Ishq naazuq mizaaj hai bay hadd // aqal ka boj utha nahi sakta”
love is so incredibly fragile, it cannot bear the weight of intellect.
- Akbar Allahabadi
514 notes · View notes
dastur-e-ishq · 1 year ago
Photo
Tumblr media Tumblr media
4K notes · View notes
dastur-e-ishq · 2 years ago
Text
Tumblr media Tumblr media
“Tasavvur, khawab, darwazay, dareechay // koi aaye tau kitnay rastay hain.”
217 notes · View notes
dastur-e-ishq · 2 years ago
Text
Tumblr media
“Ik jaan thi, gawaa di us chasm e naaz par Aashna bhi thay k unn se, silaa na milay ga.”
Arslan Abbas - ارسلان عباس
89 notes · View notes