exiled-to-the-city
exiled-to-the-city
Lone Star
121 posts
suffers in love
Don't wanna be here? Send us removal request.
exiled-to-the-city · 1 year ago
Text
You can discuss your problems with her, she might help or at least listen. Movies ? Oh she likes melodramatic shit don't bother to tell her anything about the plan. Night out ? No,she has a strict household. She was vent texting you and you said cannot talk ? Ooh fine leave her for on read she would not mind, never does. You are fustrated, you can go to her she will calm you down. She asked you for a treat ? Nevermind she was joking.
And that was how you lost her, I can tell because I was her.
0 notes
exiled-to-the-city · 1 year ago
Text
Ab tak dekhne ko taras rahe the
Aaj dekhke aakhein hi baras gayi
5 notes · View notes
exiled-to-the-city · 1 year ago
Text
Before the pain turned into poetry, it was ugly too.
1 note · View note
exiled-to-the-city · 1 year ago
Text
u have to love yourself to the point that it literally gives you the ick when someone doesn’t respect and value you
Tumblr media
1 note · View note
exiled-to-the-city · 1 year ago
Text
Tum toh khush raha karti thi ?
Hasti thi, hasaaya karti thi ?
Kya huya uss khushi ko ?
Wo khili huyi hasi ko ?
6 notes · View notes
exiled-to-the-city · 1 year ago
Text
Rooh pyaasi kaha se aati hai? Yeh udasi kaha se aati?
24 notes · View notes
exiled-to-the-city · 1 year ago
Text
Agar tab chor diye hota phir ab tak aadat ho jati na ? Jab badh ke aadat badal liye jate hai toh saare kasamein vaadein tut hi jate hai.
Ruk gaye tha... uske liye. Wo, jisko samhaalte samhaalte main khud bikhar sa gaya. Wo, jisne purani aadat k tarah mujhko bhoola diya. Wo, jiska duniya mein kho jane se darr lagta tha.
Ab bhi ruke huye hai, uss ke liye. Usko samhal ne k liye dusra koi mil jaye, toh hum bhi ab aage chal ke apne aadaton se ubhar jaye
1 note · View note
exiled-to-the-city · 1 year ago
Text
Khud hi durr karke, mujhse shikayat karte ho Tum bhi deewangi mein kya harqat karte ho
4 notes · View notes
exiled-to-the-city · 1 year ago
Text
Sunã hai log use aañkh bhar ke dekhte haiñ toh uske shahr meñ kuch din thehr kar dekhte haiñ
Sunã hai bole toh bātoñ se phool jhaḍte haiñ yeh baat hai toh chalo baat karke dekhte haiñ
Sunã hai raat use chāãnd taktã rehtã hai sitãre bām-e-falak se utar ke dekhte haiñ
Sunã hai din ko use titliyāñ satātī haiñ sunā hai raat ko jugñu guzar ke dekhte haiñ
sunã hai hashr haiñ uskī ghazal sī aankhēin sunã hai usko hiran dashr bhar ke dekhte haiñ
sunā hai uske labōn sẽ gulãb jalte haiñ toh ham bahār pe ilzam dhar ke dekhtē haiñ
sunā hai uske badan kī tarash aisi hai ki phool apnī qabā.eñ katar ke dekhte haiñ
kise nasīb ke be-pairahan use dekhe kabhī kabhī dar o dīvār ghar ke dekhte haiñ
kahāniyan hi sahi sab mubālghė hī sahī agar vo ķhvāb hai tābīr kar ke dekhte haiñ
ab uss ke shehr meñ thahreñ ki kucch kar jaa.eñ farāź aao sitarē safar ke dekhte haiñ
Tumblr media
poet : FARAZ AHMED
162 notes · View notes
exiled-to-the-city · 1 year ago
Text
“She is suffering and is at the same time calm.”
- Franz Kafka, Diaries
Dard itna hai ke har rag mein hai mahshar barpa
Aur sakun aisa ki mar jaane ko ji chahta hai
- Faiz Ahmad Faiz
70 notes · View notes
exiled-to-the-city · 1 year ago
Text
Kyun ki umse ab milna nahi likha hai iss kismat mein
Ab bass tumse durr jaane ki himmat maangte hai ibadat mein
2 notes · View notes
exiled-to-the-city · 1 year ago
Text
Agar wo chahe toh mera umar bhar ka gham ek haatheli mein tham ley
Lekin uss hatheli pe kisi aur naam ki mehendi kyun likhva li ?
2 notes · View notes
exiled-to-the-city · 1 year ago
Text
"I closed the chapter and burned the book, still wherever I go, I leave behind a trail of ash"
3 notes · View notes
exiled-to-the-city · 1 year ago
Text
"tabah hoke bhi, yeh tabahi dikhti nahi,
yeh ishq ha huzur, iski dawah bikhti nahi "
-Wajid Shaikh
247 notes · View notes
exiled-to-the-city · 1 year ago
Text
When Mirza Ghalib said,
Ummeedein insaan se lagakar, shikhwa Khuda se karte ho
Tum bhi Ghalib kamaal karte ho
Tumblr media Tumblr media
اُمیدیں انسان سے لگاکر، شکھوا خدا سے کرتے ہو
تم بھی غالب کمال کرتے ہو۔
438 notes · View notes
exiled-to-the-city · 1 year ago
Text
Jo laut aaye toh kuch kehena nahi bus dekhna unhe gaur se..
Jinhe raston mein khabar hui ke ye rasta koi aur tha..
~Tariq Jameel
50 notes · View notes
exiled-to-the-city · 1 year ago
Text
Hope in reality is the worst of all evils because it prolongs the torments of man.
-Friedrich Nietzcshe
Tumblr media Tumblr media
Apparently there is no hope for me.
-Anna Akhmatova,Lamentations
Tumblr media Tumblr media
Hope is a terrible thing, if its the only thing keeping you alive you'll be dead by dawn.
-Charlie Rae
46 notes · View notes