#me lamh
Explore tagged Tumblr posts
Text
Monster High 2! | OFFICIAL TRAILER | Monster High
youtube
Weirdly, this version isn't the same as the one on Para//mount Plus's channel. At least the last twenty seconds are different...
#Nobody Cares Stevie#I mean there's no Grim Reaper in this one first of all...#It’s just kinda weird to me idk#MH Live Action#Live Action Monster High#LAMH 2#Monster High the Movie 2#Spoilers#Youtube
5 notes
·
View notes
Text
since a ton of people are getting into music as gaeilge because of hozier, can i recommend my fave artist, róisín seoighe? she's a native irish speaker and language ambassador whose lyrics often involve the preservation of irish culture and deep rage against colonization. níl mé marbh ("i'm not dead") makes me cry like a baby and sin do lamh ("reach out") makes me want to burn all of colonialism down. she's also done several collabs with imlé, another EXCELLENT irish language band that does modern-feeling rock and dance music! my fave of their collabs right now is ÉAD ("jealous").
both artists have less than 1,700 monthly listeners on spotify simply because they sing in irish & they deserve more bc their music Really Is Excellent. translations of many songs are google-able & when there Aren't english translations, it's really good practice for people learning irish!
#music#hozier#irish#gaeilge#kitkat learns gaeilge#having been listening to music as gaeilge for two straight years. my time has come
4K notes
·
View notes
Text

Kya ye aapne mehsoos kiya hai kabhi? Jab kisi maqbooliyat ki sa'at me aap Allah ke aagay haath phailayen baithe hote hain....khaas waqt...jaise Jumuah ke din Asr ke baad wali ghari...jaise Mataaf me baithe, baarishon me bhigte hue aapki nazrein kaaba par ruki hon, aapki hatheliyan aapke Rabb ki baargah me uthi hain, yun ke aapko yaqeen hai, iss waqt aapke zuban se nikalne wali har iltija aapke liye unn phaili hathrliyon me puri karke daal di jayegi...? Uss lamha e qubooliyat me aap har wo Dua karlete hain, jo aapki ruh me muqeed hai. Aap har uss insan ka naam le lete hain, jo aapke liye khaas hai. Har wo insan jo aapki zindagi me hai ya guzar chuka. Lekin chand naam yun chalay aate hain, jaise mehman hon koi. Na dosti ka talluq na koi qurabatdari. Lekin unke naam yun aajate hain aapki duaon me jaise parinda pani par udti machhli ko jhapak ke ek lamhe me apna rizq utha le jaye. Lekin kuch naam, kuch naam aise hote hain, jo aapke dil ki dehliz par aakar thehar jate hain...shanasa se wo naam, jinke lene se shayad qarb umad aaye ya shayad koi bhi tassur na ho...lekin wo naam bas wahin tak ruk jate hain, na unka hissa duaon me aa paata hai na zehn koi alfaz jabran bhi unke liye bunta hai. Bas Yun jaise unn naamon par aapki duaon ko chup lag gayi ho. Aap unhe yun uss dil ki dehliz se utar ke kisi aur khane me undel dete hain, laparwahi se...ke haram me bitayi uss sa'at ke ikhtitam tak wo naam aapko bhul jate hain, daraz me ghum kisi shay ki manind. Mai sochti hun, ke dil itna behiss to nh tha unke liye, to phir ek saada si dua bhi hum kyun na maang paaye unke liye....lekin phir ek udaas karne wali sargoshi me koi kehta hai, ke dil ko takleef pahonchane walay logo'n ki saza yahi hoti hai, ke aapki duaon se unka rizq utha diya jaata hai.
~ mashriqiyyah | umm taimiyyah
#sheherrzaad#mashriqiyyah#tumblrpost#mine#reflections#duaa#urdu writing#urdu literature#writers on tumblr
24 notes
·
View notes
Text
Tabhair bás dom
Bfhada liom go an lamhs de an Morrigan
[Translation:] [give me death] [I long for the hand of the Morrigan] (Irish death goddess)
58 notes
·
View notes
Text
Sab kar lena lamhe zaya mat karna galat jagah par jazbe zaya mat kar na
You know what?? commitment isn't scary but wasting your years of life on someone who's not even sure about you is scary. You can do your best but they will still have the audacity to say 'i didn't ask you to do this for me'.
#urdu ashaar#urdu ghazal#urdu quote#urdupoetry#urdu shayari#urdu literature#urdu lines#urdu stuff#urduthoughts#urdu poetry#urdu shairi#poetry#aesthetic#quotes#thoughts#literature
53 notes
·
View notes
Note
HI!!!!
dude sajda karaan>>>
ik this is random but there's only so many desi blogs on tumblr and you seem like a really cool person idk
BRO WHAT OTHER BOLLYWOOD SONGS DO YOU LIKE BECAUSE YK THE 2000S SONGS LIKE DESI GIRL, BREAK UP SONG, MAKE SOME NOISE FOR THE DESI BOYZ ALL HIT SO HARD
(this is my somewhat subtle way of asking if you wanna be moots?)
OH DAMN WE ARE GOING THERE!?! Ok lets get in it


Starting of from old bollywood
Maine poocha chand se
Bahon mai chale aao
Chura liya hai
Aaj mausam
Lag ja gale
Pehla nasha
These are my favorite 90's songs 😭
Then 2000's
Piyu bole
Tu hi re
My dil goes hmm
👏🏻RHTDM👏🏻 THE WHOLE ALBUM IS MY SOUL EVEN THE RAIN SCENE FLUTE TUNES 😭😭😩😩😩💗💗💗💗
Suno na suno na
Main yahi hoon
Hosh walon ko khabar kya 😩🤌🏻
Kabhi khushi kabhi gam, the whole album 🤭💗
Falak tak
Lazy lamhe, ab to forever, hey shona, ladki kyu, chhalka, saathiyaan, chupke se 😭🤭💗
----NOW THE GOLDEN ERA OF BOLLYWOOD---
Starting with kk's songs : Tu hi meri shab hai, soniye, abhi abhi, beetain lamhe, dil ibaadat, kya mujhe pyaar hai, labon ko, tujhe sochta hoon, zara sa, haan tu hai, oh meri jaan, mat aazma , humko pyaar hua and more ☝🤓
Then Mohit chauhan : the whole ROCKSTAR album like hello?!?! Tujhe bhula diya , masakali, kuch khaas hai, khoya khoya, rabba, IS THIS LOVE, DOORIYAAN, bheegi si bhaagi si, abhi kuch dino se, TUMSE HI, tune jo na kaha and my ultimate fav PEE LOON
My fav artist kk, mohit chauhan, javed ali, sonu nigam, shreya ghoshal, monali thankur, nikita gandhi, sunidhi chauhan , MITRAZ, Vilen, darshan raval, arijit singh, jubin nautyal, asees kaur, shaan, neeti mohan, armaan malik, pritam, vishal shakher, ar rehman, ayushmaan khurana and so many more
Then all emraan haashmi songs 😭 pee loon, tuhi mera, hosaana, tum mile(the whole album 🔥) saibo, I hate love stories (whole album), ek break ke baad, uff teri aadat, hey yeah, tum tak, ranjhaana, rishte naate, paani da rang , soniyo(raaz), AASHIQI 2 WHOLE ALBUM 😩, tera hone laga tu, aajao tamanna, ek din teri raahon mai, hum tum, tere liye(prince), o bekhabar,, sawar loon, JAB TAK HAI JAAN 👺, allah maaf kare, rabba mai to marr gaya oye, mera mann, mann mera, baatein kuch ankahi si, tera chehra(adnan sami), MAULA MERE MAULA, deewana kar raha hai, oh my love, khyaalon mai, guzarish, tose naina, raabta, chori kya re, dagabaaz re, sanam re, gazab ka hai ye din, moh moh ke dhaage, ishq risk, ANJANA ANJAANI(THE WHOLE ALBUM ⚰️, ye tune kya kiya, halka halka, tere naina, ishq bulawa, THE BEST IKTARA, KYA KAROON, WAKE UP SID.
I have a whole sensual playlist romantic, sad, dance, I'M CRAZY ABOUT IT 😩😩😩😩
Even pops like "blam the nights, oh gujariyan, subha hone na de, lat lag gai, lucky boy(bachna ae haseeno is also a DOPE ALBUM🔥😩) , ladies vs ricky bahl, baand baja barat's ayyvien ayyvein, dum dum, aadha ishq, aa zara and so many 😭😭😭😭😭😭😭😭
And OF COURSE WE ARE FRIENDS NOW (moot is so weird for a hindi speaker me yk🤓)
38 notes
·
View notes
Note
Woh lamhe, woh baatein,
Koi na jaane
Thi kaisi raatein
Hooo, barsaatein
Woh bheegi bheegi yaadein!!
Woh bheegi bheegi yaadein!!
Hehe jss🫶🏻🕺🏻
AAAAAAHHHHHHHHHHHHHHHHHHHHHHHHHHH
SAGAR KI, GEHRAYI SE , GEHRA HE , APNA PYAARR
Sehraon ki, in hawao me, kesi aaayeee gi bahaar,
Kahan se ye hawaa ayiii????????? 🫠🫠🫠❤️🔥
3 notes
·
View notes
Text
My lil req to God...
"Meri Kismat Ke Har Ek Panne Pe Mere Jeete Jee Baad Marne Ke Mere Har Ek Kal, Har Ek Lamhe Me Tu Likh De Mera Usse" (please pleasee pleaseeeeeeee)
11 notes
·
View notes
Text
take me to war by the crane wives with penny lamh PLEASE HEAR ME OUT
CMON IM SHAKINH AND RHAHHG

8 notes
·
View notes
Text
Sab kuch shaant hai, Chand badalon me kahin chup gya hai mano jese saamne aana hi na chahta ho, raat ke is sannate me kuch chidiyan abhi bhi shor kar man ko behla rahi hai.
Me chhat ko jaane vali sidhiyon me akeli bethi kuch soch rhi hun, chize bohot hai par sunau kise? Chalo khudse hi kuch baatein ki jaaye, koi sunega nhi gharo ke darwaze band hai aaj baat chaar khudse ki jaaye.
I met a boy.
Ohh pyaar ki baatein hai kaho sun rahin hoon. Kaisa hai ya kahani kya batani hai?
Pehli baar mili thi unse zahir si baat hai tb ek dusre ko nhi jaante the. Dhire dhire dosti hui aur vo dosti mere liye bohot khaas hogyi maano sirf usi ek dost ki talash humesha se thi. Vo parwah karte the meri jesa mujhe kabhi mehsoos nhi hua tab hone lga tha. Maano jese koi khushiyon ka pitara hath lag gya ho. Dhire dhire na jane mujhe kab unse pyaar hogya han kahin na kahin me jaanti thi par unke saath unke alawa kuch sochne ka ji hi nhi krta tha. Kismat mujh par meherbaan hui aur ek din unhe bhi mujhse pyaar hogya. Vo kehte nahi the par bohot si chize bin kahe hi sunai de deti thi. Hum mile humne bohot lamhe sath jiye sab bhul sirf khush the aur ese hi ek lamha aaya jahan unhone keh dia unhe bhi pyaar hai mujhse vesa hi jesa mujhe hai unse, kaha aur bahon me samet lia uss din lga maano mujhe mera Ghar mil gya vo ghar jisko me tarasti thi me sab bhul gyi kuch yaad raha toh sirf pyaar jo humare bich panap rha tha. Samay bita kuch acchi yaadein bani toh kuch kadwi aur phir...
Aur phir? Phir kya hua?
Vo maasoom sa pyaar kahin khone lga hai. Na jaane hum kab haste haste ro gye. Ladte pehle jo sirf hasne ke liye the, achanak sach me lad kar rone lage. Galtiyaan itni badh gyi ki bich me kahin khalipan ki jagah ban gyi, khushiyan aur aasun do hisso me bat gye. Koshish krte hain ki na lade par na jaane kyun phir lad bethte hai. Sab chize shyd thodi zyada mehsoos krne lage hain. Par nahi accha lgta hum me se kisi ko is tarah ruth jana aur phir na maan na. Na jane kyun ye sab chize baar baar hone lagi hain, pyaar dono ko bohot hai ek dusre se bhi na jane kuch toh kami hone lagi hai. Vo pyaara sa ladka jinse me mili thi ab khayalon me khoye rehte hain, na jane kisi baat me uljhe rehte hain.
Phir tum kya karti ho? Kuch kehna chahti ho unse?
Kehna toh bohot kuch hai na jane shuru kahan se karun. Bas itna kehna chahti hu ki Aaj bhi mere liye vo unte hi khubsurat hain jitne vo us din the jis din mujhe unse pyaar hua, aaj bhi unki har baat pr me dil haar jaati hoon
Jo keh de vo unhe pyaar hai mujhse mere gaalon ka rang aaj bhi badal sa jata hai,
Aur jo ruth bethe vo mujhe toh Aaj bhi ji betha jata hai,
Agar kehti hai duniya mujhe khudgarz unhe apne paas rakhne se toh me khudgarz hi sahi,
Aur ye khudgarzi me umr bhar karne ko tayyar hoon,
Thaam unka haath Milo chalna chahti hoon sath unke,
Karni h vo sab baatein toh aksar me kar nahi paati hoon,
Kuch dar hai mann me ki me chize sambhal nhi paungi,
Par vo hai jbtk saath jaanti hu me yun hi kbhi haar nhi jaungi,
Hum ladte hai jhagadte hain par unhe chor mera koi Ghar nahi,
Aur jo Tut gya Ghar Mera toh me kahan hi jaungi?
Uljhane bohot hain, sath bethiye toh sahi hum sab suljha lenge,
Bharosa hai na mujh par? Toh aapko Jo mehsoos hota hai vo me kyun nhi samajh paungi?
Kahiye jo baatein Dil me hain, itna darte kis baat se hain,
Aaj ladte hai kal nahi ladenge, humare bich mehez kuch halat hi toh hain,
Kuch galtiyaan aur hongi kuch mujhse toh kuch aapse theek hai na insaan hi toh hain,
Behtar hone ki koshish krte rahenge,
Kab tak?
Jab Tak dono beth khul kar muskura nhi lete.

Hogyi galtiyan kuch aapse hui toh kuch mujhse, dard hua toh hum sath rahe naa? Bas aur kya chahiye humein. Aapse nahi hoga? Theek hai me hoon naa aapke hisse ki thodi koshish me kar lungi. Mujhe kuch nhi chahiye bas aap muskuraiye. Aapka muskurana meri Jeet hai aap muskurate hain toh lgta hai maano jese mene Puri duniya Jeet li ho. Bas bahon me samet kehna chahti hoon ki Jo beet gya do beet gyi me hoon naa aapke paas hum milke sb sambhal lenge aur pyaar se humara rishta bhi. Kyunki aap aur me alag toh nahi hain. Aur der Tak yun hi aapko bahon me samet shaant rehna chahti hun Jahan koi baat na hokar bhi har baat hojaye, kuch kehne ya sunne ki zarurat hi na ho bas hum sath ho. Bas aap sath rahiye aur jb tak hum saath hain chize itni bigad nhi skti jo sudhari naa ja sake. Hum phir shuru se shuru karte hain. Vahin se jahan mene aapko pehli baar text bheja tha yaad hai? Kyun naa phir se shuru karte hain.
Hey, Amy this side. (Will you be my pretty wifey? @just-an-avgguy <3)
2 notes
·
View notes
Note
Jaunga kaha, mein toh hu yaha
Muskurahato mein teri!
-A
Jaunga kahan main toh hoon yahan
Tere dil ki aahaton mein hoon
Sapno me tu soncho me tu
Har lamhe me tu
-H
4 notes
·
View notes
Text

Hum insan baaz cheezon aur logo'n ke kho Jane ke mehaz tasawwur se bhi dar jate hain. Hum kehte hain, Aisa kabhi na ho, agar aisa hua to hum mar jayenge, ya ye na hua to zindagi ko jeena mushkil hojayega, ya ye ek Shey hai jiske baghayr hum nahi reh sakte...
Lekin pata hai phir kya hota hai? Jab hum kisi pyari shey ya insan ke humse door chalay jane ke khauf ko apne andar yun sambhalkr rakhte hain, ke phir wo khauf kahin na kahin humaray aur Allah ke talluq me dakhalandazi karne lag jaye to pata hai Allah subhanhuwata'ala kya saabit Karwa Detay Hain humpar? Ke duniya me aisa kuch nahi hai, Siwaye Allah Ki Zaat ke, jiske baghayr insan "jee" nahi sakta ho.
Wo khwaab jisko Haqeeqat banane me insan din raat ek kar de, wo aankhon ke saamne khaaq ban jata hai aur insan bas Bebasi se usay dekhta reh jata hai. Wo insan jisay hum apni jaan ke upar bhi tarjeeh den, wo iss qadar mayoos kardeta hai, ke ussay doori banane ke alawa koi raasta nh bachta, ya phir zindagi aur maut ka waqt uss insan ko humse door zameen ke neechay le jata hai aur hum Matti ki qabar par ronay ke alawa kuch nahi kar sakte. Allah aisa waqt Dikha Detay Hain, ke hum apne mehboob logo'n, cheezon, aur khwaabon ko apne haathon se dafna dete hain...aur uss waqt zehn me ye khayal aata hai, ke shayad iske baad saans band hojaye. Shayad ab kisi bhi lamhe zindagi khatm ho jaye. Lekin na saansein band hoti hain, na zindagi khatm hoti hai. Aur phir waqt ke saath, qarb me jeetay hue humein samajh aajata hai ke duniya ka sabse bada sadma ye hai, ke hum khatm nh hotay jab humari pasandeeda cheezein khatm hoti hain. Hum jee rhe hotay hain, chahay uss jeenay ki Wahid alamat ye ho ki hum saans lerhe hain. Tootay khwaab, bichhre hue mehboob aur gumshudah cheezon ke saath hum chalte rehte hai , jab tak meyaad hai, jeetay rehte hain. Ghum se bhari raaton me apni saansein aur imaan ko bachane ki koshish karte hain, kyunke Momin Nakeel Lagay oont ki tarah hai, jidhar usay le jaaya jaaye udhar hi chal padta hai. Momin umeed nahi haarta, Allah ke Reham se mayoos nahi hota, Momin har haal me Shukr aur Sabr ka aadi banta jata hai. Sabr ka pyala labrez bhi honay lag jaaye, to Momin yahi kehta hai,
Aapko raazi karne ke liye mai sabr karta rahunga (ya Allah) halanki mera Sabr mujhay jaan se maar raha hai. Ye meray liye kaafi hai ke Aap mujhsay raazi Hon, phir chahay mera Sabr meri jaan hi kyun na le.
✍🏻 ~ mashriqiyyah
#a page from my diary#November 2023#mine#sheherrzaad#mashriqiyyah#umm taimiyyah#muslim tumblr#urdu writing#personal#urdu
46 notes
·
View notes
Text
```"INDIA IS GREAT"...... Apart from though I was/am ever grateful to my PARENTS(@MOM+DAD),before/after my "GRADUATION" (Bachelor of Architecture)..... Attn!... Ladies&Gentlemen.... Boys&Girls..... Back to my year 96s-97s(in the year 1996-97),while after I just appeared at my Final Semester, SEMESTER NO-10(B.Arch),from my College Campus Address in "AURANGABAD" District, Maharashtra State(IND), Moved to Mumbai, without asking my "MOM" & my Real SISTERS.......it was at that time, quietly interesting/thrilling/expedition to me, first time, while at night boarded in a luxury bus, arrived at peak_very morning hrs at MUMBAI CENTRAL BUS DEPOT/might be "VICTORIA TERMINUS" (VT) Bus Depot.... OK... then came to "CHURCH GATE" LOCAL SUB URBAN WESTERN RLY STATION.... though at that time, both "WESTERN" /"CENTRAL" / "HARBOUR" local lines of "MUMBAI" I visited..... #@@KUCH LAMHE, KUCH YANDEIN..... I am grateful TO Mr "NAIR" UNCLE, Caretaker of Lodge, Mrs KUTTI,landlord of Lodge, who gave me shelter to stay over for maintaining my Architectural JOB/EMPLOYMENT at her Lodge/GUEST HOUSE at that time(1996-97), i am grateful to my Senior fellows, esp GUJARATI GENTLEMAN, Mr "JEETENDER" UNCLE, Mr "FERNANDES" UNCLE(South Indian Gentleman),Mr "Mohan MUDLIYAR" my Senior fellow, Mr MUSTAFA Bhai, Bidyut bhai(Mr BIDYUT SARKAR, a fellow from KOLKATA) & etc.... at that time, complete ADDRESS of that LODGE/GUEST HOUSE, while I used to did correspond to my MOM&SISTERS,as follows: "GREEN COTTAGE" /preferably "RAM VILAS LODGING", AT "CHATTRAPATI SHIVAJI MAHARAJ ROAD", VAKOLA BRIDGE, SANTACRUZ(EAST), MUMBAI-55, MAHARASHTRA STATE(IND)..... <<< any kind of feedback/Calling, without any hesitation Please Contact me, M:+91-9089149107/ 9402156929.... or mail me, [email protected] [email protected] <<<FOUNDER, "CEO"(CHIEF EXECUTIVE OFFICER) & ARCHITECT, on behalf of "ARCH DESIGNING STUDIO" (IND), GSTIN:16AYSPR1667C1Z3........."THANK YOU"....```
3 notes
·
View notes
Text


Aaj phir me us jagah gyi jahan gye mujhe kaafi samay ho chuka tha. Vo neher ke paas vaale bade se patthar me akeli bethi me, pero ko paani me daal kuch soch rhi thi, par chidiyon ka shor, behti hawayein, paani ki sarsarahat ki aawaz.
Mujhe mere Mann ki baat kuch saaf sunayi nhi di, koi aawaz me jese maano dhundh si chaayi ho.
Me aankhein band kar kuch lamhe shaant bethi rahi, khayalo me dubne si lagi.
Phir kuch der baad lga jese koi ho aankhein kholi aas paas dekha toh koi nahi tha lga jese koi hai ya koi parchayi ho.
Me phir dekhte dekhte phir soch me dhalne lgi.
Diary uthayi kuch likhne ko toh phir ek dafa zor se tumhari ehsaas ne dastak di. Maine phir socha Aaj naa likhu tumhe aur usi pal tumhare alawa saare shabd khtm hogye. Agr tum nhi toh kya likhu me? Mere shabd toh shuru bhi tumse hote hai aur khtm bhi. Tum Naa jaane kb sama gye mujh mein yun jese samaye ho khushboo phulon mein, kuch is qadar jese samaye ho sur panchiyon mein, ya shyd jese samaye ho is qadar jese piroye gye ho shabd panno mein.
Ek pathar mere haath me chubh gya aur ehsaas hua mein phir kho gyi thi tum mein? Ya mehez tumhare khayalon me?


Me phir soch me pad gyi tum yahan hote toh Mausam kitna alag hota. Tum nazaare dekh rhe hote aur me sirf tumhe. Dheeme shayad hum kuch gaane sun rhe hote. Tum kuch bol rhe hote aur me apna dhyaan sametne ki koshish krti kyunki tumhare saamne mujhe baatein toh shyd sunaayi hi nahi deti itni kho jaati. Yaa shyd me hi itna bol rhi hoti ki tumhe kuch kehne ka mauka hi na milta.


Tumhe pta hai jb bhi safar khtm ho aur manzil ki baat aati hai toh me aakhir chaahti kya hoon? Toh me tumhe ek shaam ji bhar kar niharna chahti hu kuch iss tarah ki phir ye aankhein baaki sb bhul jaaye aur jo naa mile inhe didaar tumhara toh ye bechain hojaye, Tumse baatein krna chahti vo sb baatein jo shyd me ek arse se mann me liye ghum rhi hu, tumhe mehsoos karna chahti hoon paas se, tumhe ik dafa har chiz bhool kar baahon me samet lena chahti hoon, tumhe btana chahti hu tum kya ho mere liye aur kitni mohabbat hai mujhe tumse, tumhe paas rkhna chahti hu sirf thoda paas.


Kitni ajeeb baat hai na tum mere ho nhi phir bhi tumhe khone se darti hoon,
Ishq muqammal hoga ya nhi pta nhi phir bhi pyaar sirf tumse karti hoon,
Chahat bas itni ki tumhari kuch khushiyon ki vajah me ban jau kabhi,
Darr esa ki kahin ye be-ishq si uljhan me tumhari saza na ban jau kabhi,
Mohabbat itni ki tumhari yaadon mein ye umr guzaar loon,
Khwahish esi ki koi dekhe bhi tumhe toh har dafa pehle me tumhari Nazar utaar loon,
Aur jo tum kehte ho mujhe jalan hai gairo se,
Toh masla sirf itna h ki muddaton baat ye khushi mili h vo kahi gum na ho jaaye darti hu is khayal se,
Hn nhi pasand koi uss nazar se dekhe bhi tumhe jaise me niharti hu,
Ek tumhare liye hai toh me khudko swaarti hu,
Tum mohabbat ho meri mera itna chahna toh bnta hai,
Aur mohabbat me mashroof ho Jana toh bnta hai.
Phir socha chalo milke shayad har chiz khud hi baya kar dungi phir mann ne sawal kiya,
"pakka keh dogi usse jo bhi mann me hai?"
Shayad Haan.
"Kehti ho smjh nhi aata vo saamne hua toh kahogi kya usse, aur ek taraf kehti ho sb keh dungi."
Hann keh toh dungi. Aur jo naa keh saki toh theek hai na ek aur mulaqat ka bahana mil jaayega.
"Aur kbtk esi mulaqatein krti rahogi usse."
Shyd ek umr bhar.
"Aakhir chahti kya ho."
Bas vo hoti hai naa pehli mulaqaat? Hn bas vahi.
-Yours Snowfall
4 notes
·
View notes
Note
you just reminded me of lamhe and now i remember watching it and just being like huh was this supposed to happen what the fuck 😭😭
Lamhe the first DILF girl movie lmaooooooo
It was a mindfuck but I loved watching it for some reason lol
3 notes
·
View notes
Text
Shimaz/شمز (Beloved) by SubbRee
Log kehte hai ki pyaar vyaar kuch nhi hota but Aisa true nahi... Pyaar mein na bohot taakat hoti hai yaar kuch v kaho... Harr lamhe ko jeene mein ek alag si khushiyaan milti hai... Yeh sach baat hai ki pyaar he sab kuch nhi hota, Family Friends Career Hobbies yeh sab v mayne rakhti hai magar koi ek cheez Jo inn sabse v zyaada sukoon deti hai woh kahin na kahin mohabbat hoti hai... Pyaar na woh nhi hota jisme khawahishen hoti hai, woh materialism waala pyaar, pyaar nahi zaroorat hoti hai... Pyaar toh woh hota hai jisme ek insaan dusre insaan se sirf uska saath maangta hai Bina kisi aur cheez ki parwah kiye... Chalo main apne baare btata hoon, haan Maine v pyaar Kiya hai... Zabardast kiya hai... Aur mujhe Khushi hai iss baat ki jissa kiya tha na usse sacchi waali mohabbat thi... Aisa pyaar mein samne waale ko aapki saath ke alawa kisi aur cheez ki zarurat nahi hoti hai... Bas aapka saath he unke liye kaafi hota hai... Log kehte hai ki aashiq pyaar ko yunhi overrated kar diye hai, aisa bilkul nahi h meri jaan... Yaar yeh jo mohabbat/pyaar/aashiqui cheez he aisi hai iska ehsaas harr dusri cheez ko underrated kar deti hai... Main yeh baat ko beshaq Manta hoon ki pyaar duniya nahin hai, magar main yeh v jaanta hoon ki pyaar ki Nazar se duniya ko dekho toh kitni khoobsurat lagti hai... Harr chhoti chhoti cheez ko acchai ki Nazar se dekhoge... Yeh pyaar he hai Jo ek insaan ko bana bhi sakta hai aur tabah nhi kar sakta hai... Jaane kitne log iske ghulaam ho gye aur najane kitne log iske karazdaar ho gye... Sacchi aur Pakki mohabbat kisi insaan se ho jaaye na toh poori kayenaat v uski Khushi ke aaghe chhoti lagti hai Kasam se... Woh log hawa mein baatein nahi karte hai Jo kehte hai "Tumhare liye chaand-taare todd laaunga" Jab kisi insaan ko pyaar hota hai tab toh "Cloud Nine" mein pahuch jaata hai... Kisi v cheez/duniya ki fikr nahi hoti hai sirfff fikr hoti hai uski jisse iski mohabbat hoti hai... Yaar iss sacchi mohabbat ke baare jitni baatein karun utni kam hai... Kisi ne sach he kaha hai "Naseeb waale hote hai woh log jinhe sacchi mohabbat milti hai" Iss aajkal ke Tinder/Bumble waale jamane mein maanta hoon "Sacchi Mohabbat " dhudna mushqil hai, Aree tumko kya dilasa hoon mujhse zyaada iss baat se kaun vaaqif hoga... Mere Aisa maan na hai ki Humlog na sacchi mohabbat pehchaan nahi paate hai kabhi kabhi, Hum usse sacchi mohabbat samjh baith te hai jo shayad mohabbat bhi na ho... Aur janab isme humari galti bhi nahi, aaye din jab movies/videos mein hum Fairytale Love Stories dekhte hai humme v dimaag mein "Fake Scenarios" create karne ki adat ho jaati hai... Aur end toh sab jaante he hai, woh rista kabhi muqammal nahi hota hai aur aap back to "Square One". Mujhe pta hai isi daar se mere kitne doston ne dating karna he chord Diya hai... Woh kehte hai mujhse ki "Dekho SubbRee jab Jeb mein aapke aayegi 'Money' tabhi milegi aapko 'Honey' samjhe" magar mujhe aisa nahi lagta hai... Kyunki Materialistic Pyaar toh aajkal harr baazar mein milta hai iske liye main itni mehnaat kyun karron... Agar paison se he insaan ko khareedte hai toh Mukesh Ambani ki 100 biwi hoti 😂 Magar Aisa nahi hai na yaar, Sacchi Mohabaat ki yehi baat toh mujhe sabse zyada pasand hai ki yeh Ameer/Garib, Uch/Neech, Lamba/Mota, Kaala/Gora, Lulha/Lagda kuch nahi dekhti hai yeh sirf insaan ke Dil se hoti hai... Aur I kid you not yeh sacchi mohabbat ko khojna paise kamane se v zyaada mushkil hai (Believe me I've Tried it several times) toh fir sawaal aata hai ke insaan kare toh kare kya ab... Well, agar meri maano toh intezaar ke alawa hum kuch nahi kar sakte hai, Aadho ki tarah galat logo ke saath rishte banane se accha hai ki sacche ka intezar he kar le... Aur jo log sochte hai ki paiso se he sab kuch hota hai woh apna dimaag doctor ko dikhla de, Kyunki "Paisa Materialistic Khushiyan khareed sakta hai, Zindagi ka Sukoon nahi" aur insaan duniya mein Khali haath aata hai aur khaali haath jaata hai magar bohot Kam he log hote hai Jo jab iss duniya se jaate hai woh unke haathon mein kisi apne ka haath hota hai... Aur yehi mere dost "Pyaar" hota hai...

#desi dark academia#desi stuff#desi tag#desi teen#desi tumblr#books & libraries#anime and manga#aesthetic#bollywood#trending
6 notes
·
View notes