#urduthoughts
Explore tagged Tumblr posts
blogbyher · 11 months ago
Text
Tumblr media
"And because you are a dream, I sleep a lot."
-Mahmoud Darwish
530 notes · View notes
maihonhassan · 1 year ago
Text
“Aur phir aik waqt aisa bhi aata hai jub apko lagta hai ke aap akele hi theek hain koi zidd nahi rehti koi khwahish nahi rehti kisi ka saath nahi chahiye hota phir hum sab naseeb par chorh kar jeene lagte hain.” — Bano Qudsia
162 notes · View notes
heruntoldfeelingss · 2 years ago
Text
Yaar ki mohabbat mujhe rabb tak le aayi, ab yaar na mile bhi toh gamm kya Rabb mila toh sab mila
Tumblr media
182 notes · View notes
deadgirltalkingpoetry · 1 year ago
Text
Mohabbat andhi nahi hoti, Farrakh-e-dil hoti hai,
Kamiyan nazar ati hain, maiyne nahi rakhti.
-Bira
71 notes · View notes
harf-e-kun · 2 months ago
Text
"Log Bure Logon se Darte Hain, Mujhe Achchhe Logon se Darr Lagta Hai, Ilm Walon se Darr Lagta hai, Sabr Walon se Darr Lagta Hai, Sakhawat Walon se, Zarf Walon se Darr Lagta Hai, Muhabbat ki Mezbani se Darr Lagta Hai, Bilawajah Jo Aapse Muhabbat Kare, Bahut Darr Lagta Hai"
- Dr. Arfa Sayeda Zehra
12 notes · View notes
ishratmumtaz · 7 months ago
Text
Another year, old me.
“I don’t feel like doing it anymore” is how I have been feeling lately.
Life seems pretty grey and monotonous. New year but the same old patterns have been surrounding me since a long time.
People wither away like the petals from a flower
As we age, we come in terms with the fact that we are here alone so what’s the point of doing all this?
I’m tired and trying my best to live but do they know I’m just a dead person who is breathing everyday for this world.
20 notes · View notes
aestboii · 11 months ago
Text
Tumblr media
Ay gham e dil tera shukria
39 notes · View notes
ahsenhaider · 4 months ago
Text
Textback 7
میں امید کرتا ہوں کہ تم اب بھی یقین رکھتے ہو کہ تم اپنی زندگی کو خوبصورت بنا سکتے ہو، چاہے اس کے کئی سال غم، اندھیرے، یا کسی ایسے زخم کی نذر ہو گئے ہوں جو بھرنے کا نام نہیں لیتا تھا
10 notes · View notes
safdarrizvi · 6 months ago
Text
Ankhoon mein nami si hai chup chup se vo baithe hain Nazuk si nigahon mein nazuk sa fasana hai
9 notes · View notes
mehreenkhan · 2 years ago
Text
ﻃُﻠﻮﻉِ ﺻُﺒﺢ ﺳﮯ ﭘﮩﻠﮯ ﮨﯽ ﺑُﺠﮫ ﻧﮧ ﺟﺎﺋﯿﮟ ﮐﮩﯿﮟ
ﯾﮧ ﺩﺷﺖِ ﺷﺐ ﻣﯿﮟ ﺳِﺘﺎﺭﻭﮞ ﮐﯽ ﮨمسفر ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ
Tulu-e-subh se pehlay bujh na jaen kahin
Ye dasht-e-shab main sitaron ki humsafar ankhen
Tumblr media
Mohsin Naqvi
64 notes · View notes
blogbyher · 6 months ago
Text
The absolute audacity of a human heart to carry unburdened pain and still choose to say
Qismat mei nhi hoga yeh.
228 notes · View notes
maihonhassan · 10 months ago
Text
“jab har cheez ko chorh hi jaana hai, tou haasil kya, mehroomi kya, jeet kya aur haar kya?”
92 notes · View notes
heruntoldfeelingss · 1 year ago
Text
Kabhi lagta hai k itni bhi mohabbat nahi Karni chaiye kisi se , Kabhi lagta hai isey chaahu toh kitna chaahu mein, kya itni chahat kaafi hai ya umr bhar chaahu mei.
Sometimes I feel , is it even okay to love someone so much. But sometimes I also feel, how much do I love you, is this much love enough or should I love you for a lifetime.
161 notes · View notes
deadgirltalkingpoetry · 1 year ago
Text
Yunhi umar guzar gayi ghar ke jhagdo main,
Warna iss tarah se toh jeene ka irada nahi tha.
-Bira
39 notes · View notes
harf-e-kun · 1 year ago
Text
خزاں کی رت میں گلاب لہجہ بنا کے رکھنا کمال یہ ہے
ہوا کی زد پہ دیا جلانا جلا کے رکھنا کمال یہ ہے
Khizan ki rut mein gulab lahja bana ke rakhna kamal ye hai
Hawa ki zad pe diya jalana jala ke rakhna kamal ye hai
ذرا سی لغزش پہ توڑ دیتے ہیں سب تعلق زمانے والے
سو ایسے ویسوں سے بھی تعلق بنا کے رکھنا کمال یہ ہے
Zara si laghzish pe tod dete hain sab talluq zamane wale
So aise waison se bhi talluq bana ke rakhna kamal ye hai
کسی کو دینا یہ مشورہ کہ وہ دکھ بچھڑنے کا بھول جائے
اور ایسے لمحے میں اپنے آنسو چھپا کے رکھنا کمال یہ ہے
Kisi ko dena ye mashwara ki wo dukh bichhadne ka bhool jaaye
Aur aise lamhe mein apne aansu chhupa ke rakhna kamal ye hai
خیال اپنا مزاج اپنا پسند اپنی کمال کیا ہے
جو یار چاہے وہ حال اپنا بنا کے رکھنا کمال یہ ہے
Khayal apna mizaj apna pasand apni kamal kya hai
Jo yaar chahe wo haal apna bana ke rakhna kamal ye hai
کسی کی رہ سے خدا کی خاطر اٹھا کے کانٹے ہٹا کے پتھر
پھر اس کے آگے نگاہ اپنی جھکا کے رکھنا کمال یہ ہے
Kisi ki rah se Khuda ki Khatir utha ke kante hata ke patthar
Phir us ke aage nigah apni jhuka ke rakhna kamal ye hai
وہ جس کو دیکھے تو دکھ کا لشکر بھی لڑکھڑائے شکست کھائے
لبوں پہ اپنے وہ مسکراہٹ سجا کے رکھنا کمال یہ ہے
Wo jis ko dekhe to dukh ka lashkar bhi ladkhadaye shikast khaye
Labon pe apne wo muskurahat saja ke rakhna kamal ye hai
60 notes · View notes
ishratmumtaz · 7 months ago
Text
main uski tasveer dekhti rahi aur poochti rahi ki uss main aisa kya hai jo mujmai nahi?
phir main tumari tasveer dekhti rahi aur poochti rahi ki tum main aisa kya hai jo mujhai kissi aur main nahi dikhta?
aur phir meri jaan chali gayi yeh sochte sochte.
7 notes · View notes