Text
"Allah aankhon ki satah hamesha ke liye geeli ni rehne deta"
Jab woh hansaane par aata hai to aisy hansaata hai ke ashk rashk main par jate hain"
Woh aise nah maloom zaraye se waseely banata hai ke Banda hairat se aasman ko takta hi reh jata hai"
27 notes
·
View notes
Text
Ya Allah include our names among those who visit the Kaaba and Madina this year.
آمين
9 notes
·
View notes
Text
Tamam insaan martabe main barabar Hain.
-Dr. Israr Ahmed
5 notes
·
View notes
Text
جس طـرح تمہارے پاؤں ریت پر قـدمـوں کـے نشان چھوڑتـے ہیـں،
Jis tarah tumharey paun rait par qadmon ke nishaan chhorty hainn,
(فلسانك يترك أثرا في القلب)
آپ کـی زبان دل پر نشان چھوڑتـی ہـے۔
Aap ki zaban dil par Nishan chhorti hai.
9 notes
·
View notes
Text
Never compare your life with those who enjoy Haram. Even if it seems like they are more successful and happier. Trust me, nothing in this world is worth losing your religion
4 notes
·
View notes
Text
If someone keeps reminding you of Allah, then know that their love for you is true.
1 note
·
View note
Text
I said to Allah: "I hate life".
He replied: "Who asked you to love life? Just love me and life will be beautiful".
8 notes
·
View notes
Text
And if you count the blessings of Allah you would never be able to count them.
Quran 14:34
8 notes
·
View notes
Text
Tootne Tak ye kuch nhi hote
Toot jayein toh khwab hote hain
Kuch masail ka masla ye hai
Hal Karo toh kharab hote hain
10 notes
·
View notes
Text
عاجزی انسان کی فطرت ہے اور تکبر اللّٰہ تعالیٰ کی چادر ہے اِسں لئے ہمیں وسیع الظرف اور عاجز ہونا چاہیے متکبر اور کم ظرف نہیـں کیونکہ انسان قد یا دولت سے نہیـــں ظرف سے بڑا ہوتا ہے ....!!!
3 notes
·
View notes
Text
Jis se dosti ho na us ka hath pakar kar usey Deen ki rah par le aayein ye dosti ka haq hai, us ke liye aap ne bohat kuch kiya lekin agr usey deen nhi diya to kuch nhi diya...!!!
9 notes
·
View notes
Text
Paidaishi taur par insaan na to farishta hai aur na shaitan lekin apne amaal ki badolat farishte se behtar bhi ho sakta hai, Aur Shaitan se badtar bhi!!
16 notes
·
View notes
Text
Pareshan hone walon ko kbhi na kbhi sukoon mil jata hai, lekin Pareshan karne wale hamesha sukoon ke talashi rehate hain.
13 notes
·
View notes
Text
مخلص انسان کا سخت لہجہ برداشت کیا کرو
ورنہ منافق کی عاجزی آپ کو برباد کر دے گی
11 notes
·
View notes
Text
Tum "Dard" ka "sajdah" zameen par karte ho aur
Tumhari sadaa saatven aasman Tak jati hai.
31 notes
·
View notes
Text
Jin kahaniyon ko Allah ne khoobsurati se mukammal krna hota hai unka zikar wo apnay bnday se "Tahajjud" mein krwata hai..🤍
35 notes
·
View notes
Text
اَنِّىۡ مَسَّنِىَ الضُّرُّ وَاَنۡتَ اَرۡحَمُ الرّٰحِمِيۡنَ
" میں مُبتلائے اذیت ہُوں اور تو تمام رحم کرنے والوں سے بڑھ کر رحم کرنے والا ہے!
(سورۃ الانبیاء : ٨٣)
11 notes
·
View notes