Don't wanna be here? Send us removal request.
Text
╚»Phir Se«╝
Payalon ki jhankar madhuram Jo mere kaano mein goonji Yun laga mujhko ke jaise Tum mere hi saath ho Duur tak tha main akela Kyon laga tum saath ho In ghane meghon ko dekho kyon lage barsaat ho Gham ke aansuon se mera Daaman bhi barbaad ho Khaamosh har pal tum ho rehti Kyon lage phir baat ho Zindagi ke is safar mein Mile jo tera saath ho Bhool ke saare ye dukh-dard Phir nayi shuruaat ho…
View On WordPress
1 note
·
View note
Text
🌴 Aaye Na Neend Bhi 🌴
🌴 Aaye Na Neend Bhi 🌴
Neend ab aati kahan hai Neend ab aati kahan hai Khwaab jo thay toot gaye hain Swapn ab aate kahan hain Neend ab aati kahan hai… Raat saari bekarari Jaaye na dil se teri khumaari Chain ne mujhko chhala hai Neend ab aati kahan hai Neend ab aati kahan hai… Thak gaya hoon zindagi main Manzilon ki raah dhoondhe Aankhen ab rukti kahan hai Neend ab aati kahan hai Neend ab aati kahan hai… Umr beeti…
View On WordPress
0 notes
Text
ıllıllı ۩ ममता ۩ ıllıllı
ıllıllı ۩ ममता ۩ ıllıllı
Maa teri mahima apaar Tune diya jo pyar beshumaar Zindagi ke bure palon se Bachaya mujhe har dukhad swapn se Pranaam tujhe karoon sau baar Maa teri mahima apaar… Meri har zarurat ki khaatir Muskurake har kasht ko sehti Jab main darra-darra sa hota Ashwaasan dekar mujhse kehti Tera bhi beda hoga paar Maa teri mahima apaar… Aankhon mein jo aansun dekhti Gale lagakar mujhko roti Mujhe khilane ki…
View On WordPress
0 notes
Text
╰☆☆Lagta Nahi Dil Kahin☆☆╮
╰☆☆Lagta Nahi Dil Kahin☆☆╮
Dil nahi lagta tere bin Teri yaadein hain saath mere har din Fareb se bhari huyi is duniya mein Jaaun kahan tak main tujh bin Dil nahi lagta tere bin… Ek pal bhi ab sukoon nahin hai Kyon mere saath hardam tu nahi hai Kaate na kate mujhse ab din Dil nahi lagta tere bin… Ghar se nikla har din ki tarah Dhoond na paaya manzil ke nishaan Sujhe na mujhe kuch bhi tere bin Dil nahi lagta tere bin… Tode…
View On WordPress
0 notes
Text
♥KYA KAHUN♥
Chaar chaand lagati aankhein ye teri Fizaon mein rang bhar deti thi Chham-chham karti payaliya teri Ghar aangan mehkati thi Apne naazuk hothon se jo tum baatein meethi karti thi Shabdo ke teeron se roz mujhe Ghayal tum kiya karti thi Lehrata kabhi jo aanchal tera Hawaon mein thandak ghulti thi Ban sawar tum jo nikalti Pariyon si dikha karti thi Zulfon ko sawaarna haathon se tera Laton ko hatana…
View On WordPress
0 notes