Tumgik
syedaazra · 6 days
Text
Tumblr media
— Jay Vespertine
585 notes · View notes
syedaazra · 6 days
Text
Tumblr media
— Brianna Wiest, 101 Essasys That Will Change The Way You Think
246 notes · View notes
syedaazra · 6 days
Text
I am my mother's daughter. I might love you to the point of insanity, to the point of anger, to the point of destruction. But I am also my father's child, and I'll stay silent—silent in my suffocated anger and silent in my love for you.
240 notes · View notes
syedaazra · 6 days
Text
وحشت کے اِس نگر میں وہ قوسِ قزح سے لوگ
جانے کہاں سے آئے تھے، جانے کدھر گئے ..
Wehshat k iss nagar main wo qos-e-qazah se log
Jane kahan se aey the, jane kidhar gaey
32 notes · View notes
syedaazra · 6 days
Text
" Muhabbat karne walo ki koi izzat e nafs nahi hoti , unhe jhukna bhi parta hai , girna bhi parta hai aur tarasna bhi parta hai "
- Bano qudsia
115 notes · View notes
syedaazra · 1 month
Text
“Aur phir aik waqt aisa bhi aata hai jub apko lagta hai ke aap akele hi theek hain koi zidd nahi rehti koi khwahish nahi rehti kisi ka saath nahi chahiye hota phir hum sab naseeb par chorh kar jeene lagte hain.” — Bano Qudsia
109 notes · View notes
syedaazra · 1 month
Text
Sometimes, you just can't hold it inside:
"Aaj sadmay balaa ke thay, warna dil ki adat nahin ke aaah kare."
- Arslan Abbas
50 notes · View notes
syedaazra · 1 month
Text
کچھی عمر کے زخم, ہمیشا سب پکے دے جاتے ہیں۔
Ye Kacchi umar ke zakham, humesha sabak pakke de jaate hain
14 notes · View notes
syedaazra · 1 month
Text
When Ahmad Faraz said:
chalā thā zikr zamāne kī bevafā.ī kā, so aa gayā hai tumhārā ḳhayāl vaise hī
And when Faiz Ahmad Faiz said:
kar rahā thā ġham-e-jahāñ kā hisāb, aaj tum yaad be-hisāb aa.e
70 notes · View notes
syedaazra · 1 month
Text
ek chahat hai meri ki, ek chahane wala aisa ho, jo chahane mein bilkul mere jaisa ho
42 notes · View notes
syedaazra · 1 month
Text
janti hu ki bewafa tu hai, dil ke haatho fareb khati hun
roz kehti hu bhool jau tujhe, roz ye baat bhool jati hu
42 notes · View notes
syedaazra · 1 month
Text
Tumblr media Tumblr media
kabhi mile woh mujhse bhari bheed me
apne andar ek sawaal liye
‘kon hai woh shakhs jiske piche ye qurban ho gyi’
bheed me use mera chehra nazar aae
chehre me use meri aankhein pasand aaye
aankhon ko dekhe to woh khud ko hi pae
aur tab shayad use apne sawaal ka jawab mil jaye
150 notes · View notes
syedaazra · 2 months
Text
Subah le jaate haiñ ham apnā janāza ghar se
Shaam ko phir use kāñdhoñ pe uthā laate haiñ
-Kafeel Aazar Amrohvi
Tumblr media Tumblr media Tumblr media
93 notes · View notes
syedaazra · 2 months
Text
Tumblr media
Justaju jis ki thi ,
Uss ko to na paaya hum ne
Is bahane se magar
Dekh li duniya hum ne
Tumblr media
Tujh ko ruswa na kiya
Khud bhi pashemaan na hue
Ishq ki rasam ko
Is tarha nibhaya hum ne
Tumblr media
Kab mili thi kahaan bichhdi thi
Humein yaad nahin
Zindagi tujh ko to bas
Khwaab mein dekha hum ne
Tumblr media
Aur sunayein bhi to kya haal apna
Umr ka lamba safar
Tay kiya tanha hum ne
107 notes · View notes
syedaazra · 3 months
Text
Tumblr media
Khamosh Ae Dil! Bhari Mehfil Mein Chillana Nahin Acha
Adab Pehla Qareena Hai Mohabbat Ke Qareenon Mein
Silent, O Heart! Crying in the full assembly is not good
Decorum is the most important etiquette among the ways of Love
- Allama Iqbal
178 notes · View notes
syedaazra · 3 months
Text
Life lessons by Bano Qudsia:
"Insaan ki sab se bari 𝗸𝗮𝗺𝘆𝗮𝗯𝗶 khud ko khud ki 𝘇𝗮𝗮𝘁 tak mehdood rakhna hai khud ko kisi 𝗰𝗵𝗲𝗲𝘇 ka bhi itna aadi mat 𝗯𝗮𝗻𝗮𝘆𝗲 ke uske bagair 𝗴𝘂𝘇𝗮𝗿𝗮 mumkin na ho."
63 notes · View notes
syedaazra · 3 months
Text
Kabhi Ae Haqiqat-e-Muntazir! Nazar Aa Libas-e-Majaz Mein
Ke Hazar Sajde Tarap Rahe Hain Meri Jabeen-e-Niaz Mein
For once, O awaited Reality, reveal Yourself in a form material, For a thousand prostrations are quivering eagerly in my submissive brow. - Allama Iqbal
Tumblr media
49 notes · View notes