Tumgik
#Off-Page Seo Kiya Hai
backmulex · 2 years
Text
बैकलिंक्स क्या है ? Best Backlinks kya hai in Hindi 2023 – BackMulex
Behad logo ko backlinks kya hai iske baare me proper jankari nahi hai. Is BackMulex blog post me hum backlinks ke baare me jankari lenge. Waise to ye website ke SEO ka part hota hai jisko off page SEO kahte hai.
What is backlink in SEO? SEO में बैकलिंक क्या है?
What is backlink in SEO? ye sawall har naye blogger ko aata hai. aakhir ye backlink kya hoti hai aur backlink ko kaise banate hai. Par aapko BackMulex is website me aapko saari jaanakri mil jaayegi. ye jaankari aap kisi ke sath bhi baant sakte hai.
Backlink ye kisi bhi website pe Organic traffic ke liye kiya jaata hai. Sath hi me iski wajah se Domain ki authority bhi badhati hai jiski wajah se Google me rank jaldi ho jaate hai. Maan lo aapne ek Food Blog banaya aur usme Anda Curry ke baare me jaankari likhi. Ab usi prakar se kisi dusare vyakti ne bhi Anda Curry ke baare me blog pe likha. Ab dono website me ek hi jaankari prapt ho rahi hai.
In dono website me ek hi tarike ki jakari hai to Google me kaunsi website rank karegi. Google aapke hi website ko rank kyu karega. To jiske website ya domain name par jyada backlinks bani rahegi us website ko Google jaldi rank karega aur aapki website ko baadme. Isiliye backlinks ki jarurat hoti hai ranking me.
On-Page SEO Kya hai? BackMulex
Jo chije logo ko dikhate hai aur jo hum dikhana chahte hai use On-page kahte hai. Ab jo likha hai usko aur kisi logo ne bhi likha hoga hi. To Google aapke hi post ko rank kyu karega. Iske liye Off-Page karna bhi jaruri hai. Ye Off-Page hi hai jo Rank hone me madad karta hai.
On-Page SEO kya hai in Hindi aapko pata hi chal gaya hoga. Ab baat karte hai Off-Page SEO ki.
Off-Page SEO kya hai? by BackMulex
Backlinks kya hai series, Off-Page SEO ye bhi blog website ka hi ek bhaag hai. Jaise kisi election ko jitne ke liye logo ke votes ki jarurat hoti hai waise hi website ko rank karaane ke liye backlinks hoti hai. Ye baat behad famous SEO specialist Neil Patel ne kahi hai. Waise bhi inki ye baat sahi hai. Kisi bhi website me behad jyada backlinks hona jaruri hai agar aapko organic traffic chahiye to.
Behad hi mashahur SEO specialist Brian Dean ne kaha hai ki ek website me backlinks nahi hai to uske paas car hai par usme wheels hi nahi hai. Iska matlab tyre bina car ke saman hoti hai ek website jisme backlink nahi hoti. To aap andaja laga sakte hai ki ye kitni jaruri hai.
Backlink Kaise Banaye? How to make backlink?
Logo ko yahi sawaal uthata hai ki backlink kaise banaye, high quality backlinks kaise banaye. Waise to isko banane ke kai tarike hai par Social backlink behad achi maani jaati hai. Social backlink matlab Instagram, Facebook, Medium, Quora, Medium, Tumblr, Pinterest jaise website pe banayi hui backlinks.
In website ka DA aur PA behad jyada hota hai. DA matlab Domain Authority aur PA matlab Page Authority. In dono ko jitna badha sakte ho utna badhana jaruri hai agar aapko achese rank hona hai to. Page Authority ko badhane ke liye aapne jo content likha hai uski internal link aap social sites pe link kara ke badha sakte hai.
Types of backlinks in SEO
Comment Backlinks
Social Media Backlinks
Guest Post Backlinks
Forum Backlinks
Directory Submission
Article Submission
GOV backlinks
EDU Backlinks
BackMulex Backlinks
Ab aapne backlinks to bana di par isko check kaise kare. To iske liye backlink checker aata hai jisme website pe kitni backlink bani hai wo maalum hota hai. Is prakar ke kai tools market me available hai jaise Ubersuggest, Ahrefs Backlink Checker.
Backlinks kya hai is series me hum aage badhte hai aur backlink kaise banaye iski taraf chalte hai.
1 note · View note
bloggerseohindi · 4 years
Text
Off-Page Seo In Hindi
Off-Page Seo Kiya Hai, Off-page Seo Optimization Kaise Kare,
off-site Seo Kyu Karna Hai? important guide, #Off_page_Seo In #Hindi
off-page SEO Ka bhi behadh jaruri hota hai Blogging me, isme article ko rank Karana hote hai outside dusra website social media community ke madat se
Tumblr media
0 notes
seotorank-blog · 4 years
Text
Create Unlimited High Quality DoFollow Backlinks | Dofollow | Rank your Website on Google[Hindi]
Hello Friends, is video me explain kiya hai kis taraha aap Unlimited Traffic and Unlimited free High Quality Do Follow backlinks, off-page SEO techniques 2020 (in Hindi). Improve your website ranking on google and increase traffic for your website or blog.
Please don’t forget to Like, Share, Comment and Subscribe to our Side Hustler Channel for more videos. This video is in the Hindi language.
View On WordPress
0 notes
surajtechblog-blog · 8 years
Text
How To Setup Yoast Seo Plugin
How To Setup Yoast Seo Plugin
Search engine se agar traffic gain karna hai toh aapke blog par Seo proper tarike se karna jaruri hai fir chahe aapka blog WordPress par ho ha kisi aur platform par. Jaise ki hume pata hai Seo two parts me divide kiya gaya hai on-page Seo and off-page Seo. WordPress self-hosted blog ka on page Seo karna bahot aasan hai iske liye hume sirf koi Seo plugin use karne aur use setup karne ki jarurat…
View On WordPress
0 notes
bloggerseohindi · 5 years
Photo
Tumblr media
off-page SEO Kiya hai and how to use blogspot blog in Hindi #helpforhindi https://www.helpforhindi.in/2019/03/off-page-seo-in-hindi.html https://www.instagram.com/p/Bzh1T5EHzhe/?igshid=s4sxfhslpmqi
0 notes
seotorank-blog · 5 years
Text
Create High Quality DoFollow Backlinks | DoFollow | Rank your Website on Google[Hindi]
Hello Friends, is video me explain kiya hai kis taraha aap Unlimited Traffic and Unlimited free High Quality Do Follow backlinks, off-page SEO techniques 2020 (in Hindi). Improve your website ranking on google and increase traffic for your website or blog.
Please don’t forget to Like, Share, Comment and Subscribe to our Side Hustler Channel for more videos. This video is in the Hindi language.
View On WordPress
0 notes
bloggerseohindi · 6 years
Link
dosto ajke digital Yug me har koi blogger banne ki Kosish karte hai, toh mere hisab se Blogging me competition badh Gaye hai, aise me apko completely SEO ke bare me janna padhega, Blogging me apko completely SEO ke ke bare properly tricks pata Hona jaruri hai, tab hi aapka blog search engine me rank karega, aur apko Faida Hoga, bahot log ye sochte hai Blogging ek Assan tarika hai, lekin mein apko batadu ye simple Nahi hai is me bahot time spend Karna padhta hai, ajke article me hum BAAT karenge off page SEO Kiya hota hai iske bare me.
0 notes