Tumgik
#weight niyantran
nourisophy · 1 year
Text
Regular Exercise Karne Ke Fayde: Exercise Routine Shuru Karne Ke Tarike Aur Alag Alag Tarah Ke Workouts:
Introduction: Exercise karna aapki sehat ke liye bahut important hai. Yeh ek sahi lifestyle ka bahut hi zaroori hissa hai aur isse aapke sharirik aur mansik swasthya dono ko kayi fayde hote hai. Lekin fir bhi, kayi log apne rozmarra ki zindagi me regular exercise karna mushkil mante hai. Rozana exercise karne ke fayde sabhi ko pata hai. Sharirik roop se, exercise aapki dil ki sehat ko behtar…
Tumblr media
View On WordPress
0 notes
gohealthscience · 5 years
Link
If you are thinking to use Aloe Vera then read this before using Aloe Vera here are 10 Amazing Benefits of Aloe Vera.
10 Amazing Benefits of Aloe Vera for Health
Aloe Vera
Aloe Vera jiske bare mai laghbagh sabi log jante he hai isko ग्वारपाठा ke nam se bhi jana jata hai. isme 12 Vitamins bharpoor matra mai mojood hote hai. yeh hmare shareer ki rogo se ladne ki shakti ko badhata hai. orr hamare shareer mai khoon ki kami ko bhi pura karta hai. yeh jitna hamare shareer ke liye labhdayak hai utna he hamari skin ke liye bhi hai. iss se bhot sare Skin treatment kiye ja skte hai orr iss se bhot sare Skin care products bhi bante hai to chilye jante hai Aloe Vera ke fayde.
1. Protect for Wrinkles
Wrinkles
Jhuriyio ki vajha se aap sammae se pehle bhoode dikhne lagte hai. inse bachne ke liye aap Alovera Gel ka istemal kar sakte hai. iss se apni skin pe achhe se massage kren. yeh apki Skin ko tight karta hai orr use ander se moisturize krta hai. isme jo vitamin C and I hote hai unki vajha se ye apki skin ko hydrate bhi krta hai.
2. Hair Fall
Hair Fall
Hamare Hair ke liye Aloe vera bhot hi gunkari hai. Aloe vera se hamare hairs ki bhot sari samasyea door ho jati hai jaise ki - baalon ka girana, rookhe baal, baalon mein dendraph aadi. week mein do baar shampoo karne se pehle chamelee, jojoba ya nariyal tel (coconut oil)  mai Aloe vera ka ras milaakar achi tarah se apane baalon mein lagaen.  Also, read: How to Grow Hair Naturally and Faster
3. Best for Stretch Marks
(adsbygoogle = window.adsbygoogle || []).push({}); Pregnancy ke karan ya motape ke karan huye Stretch marks ke liye bhi aloe vera bhoot he gunkari hai. subha jaha par bhi apke Stretch marks hain vha par aloe vera gel se achi tarah se massage kariye. yeh apke kafi hadd tak Stretch marks kam kardega.
4. Protect from Sunburn
Sunburn
Suraj ki hanikarak kirno se hamari skin ko bhoot nuksan hota hai iss se bachane ke liye aap aloe vera ka use kar sakte hai. aloe vera sunskaran ke liye suns cream ki tarah kam karta hai. ghar se bahar jane se pehale apni skin pe alovera ka rass achi tarah se laga lain yeh apki skin ko tanning se protect kreega.
5. Weight Management
Weight management
Agar apka Weight lagatar badh raha hai to aap rajana tkhaan orr susti mehsoos kar rahe hai to aap aloe vera ka upyog kar sakte hai. yeh apke immune systam ko thik rakta hai. ise laga tar pine se apka weight niyantran mai rahega. yeh apka energy level bhi badatha hai orr aoko tandrust bhi raktha hai. Also, read: How to Lose Weight 
6. Healthy and Clean Teeth
Healthy and Clean Teeth
Aloe vera apke muh ke masodo ke liye bhi bhi gunnkari hai. yeh apke muh ke masodo ko majboot karta hai orr kabhi kabhi jo brush krte vakth masodo mai se jo khoon atta hai yeh usse rokta hai orr iske ilava yeh apke muh mai kabhi kabhi jo shale (Ulcer ki bimaari) ho jate hai hai unhe bhi thik karta hai.
7. Increased Skin Glow
Skin Glow
Aloe Vera gel ka istemal karne se apki skin mai Natural Glow atta hai or Eczema, Pimple & Cirrhosis addi ke liye bhi fyademand hai. yeh apki skin ko moisturize karta hai. orr aloe vera juice apke shareer mai se faltu padartho ko bahar nikal ta hai jis se apke shareer ki andar se safai hoti hai. jiske karan apki skin mai chamak atti hai orr dag dabhe bhi door hote hai. Also, read: How to Get Fair and Glowing at Home
8. Beneficial in Heart Diseases
Heart Diseases
Aloe vera hamare sareer mai Blood circulation to thik raktha hai orr shareer mai khoon ki matra ko bhi badhata hai. orr blood preassuer ko bhi thik raktha hai jiki vajha se heart attack kam hota hai.
Also, read: Heart attack kya hota hai 
9. Make Digestive Action Correct
Aloe Vera apke pachan tantar ko majboot banata hai isse apke stomach se sambdahit kai roog door hote hain. iss ke rojaana upyog se apach aur kab‍aj jaisee samas‍ya bhee door rahatee hai. pet mein paida hone vaale al‍sar ko bhee yeh theek karta hai.
10. Beneficial in Burning or Injury
Burning or Injury
Aloe vera apne Antibacterial & Anti Funeral gunn ke karan ek anti fungal ki tarah kaam karta hai. chot lagne ya jalne par iska gel lagane se aram milta hai orr jalne ke turant bad ise lagane par chhaale nahin hote aur saath hee jalan bhee kam ho jati hai. Soo ok bye, Take Care !... See you again with a new interesting topic.
0 notes