#ghazal
Explore tagged Tumblr posts
lunamonchtuna · 4 months ago
Text
Tumblr media
— Agha Shahid Ali, “Tonight" from Call Me Ishmael Tonight: A Book of Ghazals (2003) (via lunamonchtuna)
79 notes · View notes
safdarrizvi · 3 months ago
Text
Tujhe Khamoshi Se Dekhna Bhii Ishq Hai
Zaroori Nahi Izhaare-e-Mohabbat Sirf Lafzon Se Kiya Jaye
47 notes · View notes
Text
उनको भी हमसे मुहब्बत हो, जरूरी तो नहीं
30 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 1 year ago
Text
Tujhe mein apni ghazal mein itni gehrai se likhunga,
Ki padhne wale ko tujhe dekhne ki talab hogi.
167 notes · View notes
khwabon-ka-seher · 22 days ago
Text
Yaar maa kasam tumlog kitne khubsurat hoo🤌🤌 mtlb aplog aina dekhte ho toh aina nhi sharmata? Raat ko bahar jate Ho toh chand sharam ke chup nhi jata? Mtlb itne khubsurat kyuu???
14 notes · View notes
crookedneighbour20 · 7 months ago
Text
na namaz aati hai mujh ko na wazu aata hai sajda kar leta hun jab samne tu aata hai
39 notes · View notes
dayaar-e-ishq · 2 months ago
Note
Bhyyiiii pfp bhyyiiii sexyyyy 🖤⛓️
LEARNING FROM YOU!!!!! 😌😉
18 notes · View notes
shamanfox · 7 months ago
Text
✨ The Hidden Divine ✨
The Divine veils where shadows court the light,
A formless breath that stirs the depths of night.
Not in the heavens, vast and out of reach,
But in the silence where all paths unite.
Within the folds of moments time forgets,
A pulse lingers past the edges of sight.
In laughter’s echo, trembling on the brink,
And tears unspoken, born of endless plight.
The hum resides where dreams dissolve,
Where whispers shape the threads of dark and bright.
A thousand worlds converge within this gaze,
Reflections shift, unveiling love’s fierce maze.
Oh, Shamanfox, the seeker must within,
To find the fire where timeless truths transcend.
—~Shamanfox
Tags: #poetry #timeless #esoteric #spirituality #mysticism #hidden truths #ghazal #the divine #light and shadow #eternal love #Shamanfox
32 notes · View notes
chaakjigar · 7 months ago
Text
Dard se mere hai tujhko beqarari haaye haaye, Kiya hui zaalim teri ghaflat-sheari haaye haaye
Tere dil mein gar na tha aashob-e-gham ka hosla, Tu ne phir kyun ki thi meri gham-gusaari haaye haaye
Kyun meri gham-khargi ka tujhko aiya tha khayal, Dushmani apni thi meri dost-daari haaye haaye
Umr bhar ka tu ne paeman-e-wafa bandha to kiya, Umr bhar ko bhi to nahi hae paedaari haaye haaye
Zahar lagti hae mujhe aab-o-hawa-e-zindagi, Yaani tujh se thi ise nasaaz-gaari haaye haaye
Gul-fishaani hai, naz-e-jalwa ko kiya ho gaya? Khaak per hoti hae teri lalakaari haaye haaye
Sharm-e-rusawaae se ja chupna naqaab-e-khaak mein, Khatam hae ulfat ki tujh per parda-dari haaye haaye
Khaak mein namoos-e-paeman-e-muhabat mil gae, Uth gai se dunya se rah-o-rasm-e-yari haaye haaye
haath hi tegh-azma ka kaam se jaata raha dil pe ik lagne na paaya zakhm-e-kaari haaye haaye
kis tarah kaate koi shab-ha-e-tar-e-barshigal hai nazar khu-karda-e-akhtar-shumari haaye haaye
gosh mahjur-e-payam o chashm-e-mahrum-e-jamal ek dil tis par ye na-ummid-vaari haaye haaye
Ishq ne pakra na tha Ghalib abhi wehshat ka rang, Reh gaya dil mein jo kuch zauq-e-khari haaye haaye
Dard se mere hae tujhko beqarari haae haae, Kiya huwi zaalim teri ghaflat-sheari haaye haaye
–Ghalib
20 notes · View notes
achyutpriya · 3 months ago
Text
तुम्हारे साथ ये मौसम फ़रिश्तों जैसा है,
तुम्हारे बाद ये मौसम बड़ा सताएगा।
- बशीर बद्र
10 notes · View notes
maihonhassan · 2 years ago
Text
Tumblr media
himmat-e-iltija nahin baqi
zabt ka hausla nahin baqi
ek teri did chhin gai mujh se
warna duniya mein kya nahin baqi
- Faiz Ahmad Faiz
📓 - Nuskha Hai Wafa (Kulliyat-e-Faiz)
128 notes · View notes
safdarrizvi · 2 months ago
Text
Ye Zid Hai Hamari Ke Tujhe Cheen Le Sabse,
Hum Aur Zamane Se Taqaza Nahi Karte.
Hum Ro Lete Hain Gosha E Tanhai Mein Aksar,
Hum Sheher Ki Galiyon Mein Tamasha Nahi Karte.
14 notes · View notes
Text
Woh ek din ek ajnabi ko, meri kahaani suna rha tha
वो एक दिन एक अजनबी को, मेरी कहानी सुना रहा था
- Gulzar
17 notes · View notes
his-heart-hymns · 1 year ago
Text
Ghazals are beautiful and the word 'Ghazal' itself is beautiful. It is an Arabic word that literally means talking to one's beloved.
95 notes · View notes
crookedneighbour20 · 7 months ago
Text
कूचे को तेरे छोड़ कर जोगी ही बन जाएँ मगर जंगल तेरे पर्बत तेरे, बस्ती तेरी सहरा तेरा।
"Leaving your street, I may turn into a hermit, but The forest is yours, the mountains are yours, the settlement is yours, the wilderness is yours."
Meaning: The speaker expresses a sense of inescapable attachment and love for the beloved. Even if they renounce the worldly life and become a hermit, they cannot truly escape the beloved's presence because everything around them — the forest, the mountains, the towns, and even the desolate wilderness — is a reflection of or a reminder of the beloved.
31 notes · View notes
dayaar-e-ishq · 2 months ago
Note
Tumblr media Tumblr media
Ik you're addicted to me 😋❤️🧸
Subha doophar shaam spam???😭😭❤️
Itna bhi na karo aab hamse pyaar~ ♥⁠╣⁠[⁠-⁠_⁠-⁠]⁠╠⁠♥
"pyaar ho gya hai humko aapse"
Main toh karungi (velli toh hu main) maza ata hai blog spam karne mein aapka
12 notes · View notes