izhaar-e-ishq
izhaar-e-ishq
26 posts
Kaun seekha hai sirf baaton se, sabko ek haadsa zaroori hai
Don't wanna be here? Send us removal request.
izhaar-e-ishq · 4 months ago
Text
Instead of saying "I miss you more” say,
"Tum ne kiya na yaad kabhi bhool kar hamein
Hamne tumhari yaad mein sab kuchh bhula diya."
49 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 4 months ago
Text
Teri baaton se ishq tha ek zamane mein, ab inn baaton pe aitbar nhi karenge,
Tujhe hi maan liya aakhri ishq apna, kisi se ishq tere baad nhi karenge,
Sochte hain ki ab tujhe yaad nhi krenge, tere piche zindagi ab barbaad nhi karenge.
16 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 4 months ago
Text
Jo pagalpan ki hadh se na guzre woh ishq kaisa,
Hosh mein reh kar sirf rishte nibhaaye jaate hain.
23 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 7 months ago
Text
Roo padha woh faqeer mere haath ki lakeeron ko dekh,
Kehta hai tujhe maut nahi kisi ki yaad maregi.
23 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 11 months ago
Text
Tujhse milna toh ab ek khwaab sa lagta hai,
Maine toh tere intezaar se mohabbat ki hai.
27 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 11 months ago
Text
When Ahmad Faraz said,
"Ab tere zikar pe hum baat badal dete hain, kitni raghbat thi tere naam se pehle pehle”.
and when Ahmad Nadeem Qasmi said,
"Wo bhi din they k tera zikar tha sarmaya-e-zeest, ab tera naam bhi leta hoon toh dil dukhta hai".
33 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 1 year ago
Text
When Ayushmann Khurrana said,
"Aaj phir ek behes haar ja,
aaj phir yeh taaluq bachaa le."
And Zoya replied,
"Aaj phir ye taaluq bach jaega
Kal phir ye mazeed sataega"
31 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 1 year ago
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
226 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 1 year ago
Text
When Vladimir Nabokov wrote:
"There are days when I adore you just a little bit more than a human being can adore."
But Jaun Elia said:
"Kya husn-e-ittefaq tha ki unki gali mein hum ek kaam se gaye, har kaam se gaye."
66 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 1 year ago
Text
Aage aane wala sheher kitna hi khoobsurat kyun na ho,
Peeche chhutne wala ghar bechain kar hi deta hai.
56 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 1 year ago
Text
Naa kiya karo zikr gairon ka mere saamne tum,
Mujhme itna bhi hunar nahin ki, jal jaun or tumhe dikhayi bhi na dein.
100 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 1 year ago
Text
Jiss ab tak talash karta hun,
gum-shuda ek yaad hai mujh mein.
33 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 1 year ago
Text
Tum mere saath hoge toh kya kahega zamana,
meri yahi ek tamanna tera yahi ek bahana.
35 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 1 year ago
Text
“Boring days, an unknown future, an irregular sleep, days pass and nothing new."
- Mahmoud Darwish
"Be-dili kya yun he din guzar jayenge,
Sirf zinda rahe hum toh marr jayenge."
- Jaun Elia
329 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 1 year ago
Text
Sher-o-Shayari toh bas dil behlane ka zariya hai,
Varna lafz kagaz pe utarne se mehboob lauta nahi karte.
44 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 1 year ago
Text
Tamasha dekh rahe the jo dubne ke mere,
meri talaash mein nikle hai kashtiyan le kar.
92 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 1 year ago
Text
Tujhe mein apni ghazal mein itni gehrai se likhunga,
Ki padhne wale ko tujhe dekhne ki talab hogi.
168 notes · View notes