Don't wanna be here? Send us removal request.
Text
Thodi si aizmaish par yun ho gaye khafa, taqwa rai ka bhi nahi aur sabr karte duniya mein bayan
6 notes
·
View notes
Text
Agah apni maut se koi bashar nahi,
Saman barso bhar ka, par khabar pal bhal ki nahi.
mere alfazo ko kuch yun samajh kar kehte tawaqo nahi,
Kal main na rahu toh koi shikwa nahi, ruswai nahi
0 notes
Text
Shikwa aur shikayat ka yun dastoor chala hain.
Safai bhi dena gawarah nahi raha
Niyatoh par ungliya uth Jo rahi hain.
Kehna toh bahot hain lekin,
Apne hi alfazo se darr lagne laga hai.
Mastaq barbarata hain lekin zuban khamosh ho rahi hain.
0 notes
Text
Tawaqqo ka yuhn Alam ho gaya hai, apni alfaz zahir karna ho gaya gunah hain, pata chala ki zindagi khafa hain mujhse, chaliye chodiye kaunsi pehli dafah hain.
1 note
·
View note