maira-2
maira-2
Untitled
1 post
Don't wanna be here? Send us removal request.
maira-2 · 9 months ago
Text
Duriyan itni bad jaegi Socha na Tha
WO Babu se bewafa ban jaenge Kabhi Socha na Tha
Yun hm unke liye pagal ho jaenge socha na Tha
Jo apna chehra hamari aankhon me dekhte the WO aayina bhi badal lenge socha na Tha
Aese barsegi unki yaden sannate me Kabhi Socha na Tha
Ki duriyan itni bad jaegi Socha na Tha
Raat ko Puri Raat baith Kar Rona padega unke bina Kabhi Socha n Tha
Us bewafa Ki jhuthi Mohabbat mujhe Andar se khatam Kar degi Kabhi Socha na Tha
Jo Kabhi Jaan Kaha Karte the WO Yun Anjana ho jaenge Kabhi Socha na Tha
Ki WO kahte rahe waqt ke sath khud ko badal lenge,na samajh to hum the
Aankh band Kar ke baithe rahe un PE WO khud ko badal lenge Socha na Tha
Raste bhi alag hogi manzil bhi alag hoga wasta bhi alag ho jaega Kabhi Socha na Tha
No love 💔💯🥀😔
1 note · View note