Text
Uske janne ka gham mai avi tak ro ro ke bitatta hu raatein ,Aur kambakht puchti ha,i sab khair hai apko?
0 notes
Text

Wo lafzon ke liye baithi rahi ,main unki aankhein padh liya ,ek hi to dil tha mera ,wo vi tumpe mar liya
1 note
·
View note
Text
Na karro tum gum ki chinta, kambakht mehbub nehi reh paya yeh gum kya chiz hai

Mehbub ki zuban pr aashiq ka naam h..
Aashiq ki aakhon m gumon ki barsat h..
Mene puchha gum se..
Mene puchha..khushi k kya halat h..
Wo has kr bola mujhse ..
Teri kismat m toh sirf gum se hi mulaqat h...
37 notes
·
View notes
Text

Jaun elia wasn't lying when he said-
Kisi libaas ki khushboo jab ud ke aati hai,tere badan ki judaai bohot sattati hai,tere badan ke paseene se mushk-boo hai libaas,tere libaas ki khushboo badan se aati hai
7 notes
·
View notes
Text

Ijjazat chahiye thi tumhari,ijjazat tere hathon ko thamne ki,ijjazat tumhara dhyan rakhne ki,ijjazat tumhara naam pyaar se pukarne ki,ijjazat chahiye thi tumhari pyaar karne ki
1 note
·
View note
Text
Once Albert Camus:
“There is so much stubborn hope in the human heart."
And Faiz Ahmad Faiz said:
"Dil na-umid to nahin nakaam hi to hai, lambi hai gham ki sham magar sham hi to hai"
47 notes
·
View notes
Text

Tere un jeher se lafz ko mai aise pi gaya, ki ye dil avi tak bimaar hai
~phanirajhamraaz
7 notes
·
View notes
Text

Teri iin yaddon mein,main aise uljha sa hoon,Ki sayad tu khud vi ,suljha na sakke,Kyunki ,ye yaadein jo he na koi mitta sakta he ,na koi firse banna sakta hain,Wo tera mujhe dekh kar hi muskurana,Wo tera bin bole baatein samajh janna,Wo teri katil si nigahen,Yaad rahengi mujhe,Kyunki Ye wo yaadein he jo na,koi mitta sakta hain ,Na koi firse banna sakta hain
~phanirajhamraaz
5 notes
·
View notes
Text
Ab tere zikr pe hum baat badal dete hain
kitni raghbat thi tere naam se pehle pehle
~Ahmad Faraz
11 notes
·
View notes
Text
Tum sach mein khaab si ho
bass haan mat kehna kyunki agar khaab ho to Shayad
mein Kabhi uth na paau.
par agar naa bhi uthu toh kya hi ho jaega
ye magar magar kar mera wagt nikal jaega so..
ab tum samne ho hi toh Phir
Ijaazat chahiye thi tumhari.... Ijaazat
pyaar ki pyaar se - intezar ki - tumse
ki ek roz jo tum aayi thi
mujhse hi milna tha na?
tumhe door se hi dekhna hai
bass uski Ijaazat chahiye
tumhaare haathon ko thaam
tumne sheher ghumana hai bass
uski ijaazat chahiye
tumse pyaar Karne ki
jaazat chahiye Kyuki
bina ljaazat ke agar monobbat ki toh
duniya ibaadat ka naam de
Mujhe majnu bulayegi
Mujhe koi harz to nehi- wo toh
Laila tum kehlaogi toh main
Majnu ban phir sakta hoon?
Bass-ijazaat chahiye
Tumhari
~unknown
6 notes
·
View notes