Tumgik
sherekhudahazratali · 7 months
Text
Tumblr media
Wo shahre mohabbat jahan mustafa hai
Wahi(n) ghar banane ko dil chahta hai
Woh sone se kankar woh chandi si mitti
Nazar mein basaane ko dil chahta hai
Jo pucha nabi ne ke kuch ghar bhi choda
Toh siddique akbar ke honto pe aaya
Waha maal o daulat ki kya hai haqeeqat
Jahaan jaan lutaane ko dil chahta hai
Click here to read complete Wo Shehre Mohabbat Jahan Mustafa Hai Lyrics
1 note · View note
sherekhudahazratali · 4 years
Photo
Tumblr media
Ali Warga Zamane Te Lyrics
Kabhi Deewaar Hilti Hai 
Kabhi Dar Kaanp Jata Hai 
Ali Ka Naam Sun Kar 
Ab Bhi Khaiber Kaanp Jata Hai
Ali Warga Zamane Te Koi Peer Wikha Menu Ali Varga Zamaane Te Koi Peer Wikha Menu Ali Baaj Muhammad Da, Ali Baaj Muhammad Da, Koi Veer Wikhaa Menu
Ali Varga Zamaane Te Koi Peer Wikha Menu Ali Varga Zamaane Te Koi Pir Wikhaa Menu
Unchi Zaat Ali Di Aey, Kayenaat Ali Di Aey Unchi Zaat Ali Di Aey, Kayenaat Ali Di Aey Unchi Zaat Ali Di Aey, Kayenaat Ali Di Aey Ali Jitni Kise Di Vi Ali Jitni Kise Di Vi, Jaagir Wikha Menu
Click here to read complete Ali Warga Zamane Te Lyrics
#AliWargaZamaneTeLyrics #ManqabatMolaAli #NaatSharif #NaatLyrics #PunjabiNaat #LatestNaat
0 notes
sherekhudahazratali · 4 years
Photo
Tumblr media
Khuda Ki Azmatain Kya Hain Lyrics
Khuda Ki Azmatain Kya Hain, Muhammad Mustafa Jaane
Khuda Ki Azmatain Kyaa Hain, Muhammad
Mustafa Jaane
Maqaam-E-Mustafa Kya Hai, Muhammad Ka Khuda Jaane
Sadaa Karna Thi Mere Bass Main, Maine To Sadaa Kardi
Sadaa Karna Thi Mere Bass Main, Maine To Sadaa Kardi
Woh Kya Denge, Main Kya Lunga
Woh Kya Denge, Main Kya Lunga,
Sakhi Jaane, Gadaa Jaane...
Khuda Ki Azmatein Kya Hain, Muhammad Mustafa Jane
Khuda Ki Azmatein Kya Hain, Muhammad Mustafa Jane
Maqaam-E-Mustafa Kya Hai, Muhammad Ka Khuda Jaane
Kaha Jibreel Ne Sidra Talak Meri Rasaai Thi
Kaha Jibreel Ne Sidra Talak Meri Rasaai Thi
Hain Kitni Manzilain Aage
Hain Kitni Manzilain Aage
Nabi Jaane Khuda Jaane
0 notes
sherekhudahazratali · 4 years
Link
0 notes
sherekhudahazratali · 5 years
Photo
Tumblr media
Ya Nabi Salam Alayka Lyrics (International Version) - Maher Zain:
Ya Nabi salam alayka Ya Rasool salam alayka Ya Habib salam alayka Salawatullah alayka
Teri mohabbat ki mehek se Yeh zameen o aasman aabad hain Rehmat ki barsaat aati hain Dil-o-jaan ya Rasool Allah
Read more @ https://www.sherekhudahazratali.com/2019/04/ya-nabi-salam-alayka-lyrics.html
1 note · View note
sherekhudahazratali · 5 years
Photo
Tumblr media
Noori Mehfil Pe Chadar Tani Noor Ki Lyrics
Noori Mehfil Pe Chadar Tani Noor Ki, Noor Phela Huwa Aaj Ki Raat Hai. Chandni Mein Hain Doobe Huwe Do Jahan, Kon Jalwa Numa Aaj Ki Raat Hai.
Farsh Per Dhoom Hai, Arsh Per Dhoom Hai Badnasibi Hai Uski Jo Mehroom Hai, Phir Milegi Yeh Shab Kisko Maloom Hai Aam Lutfe Khuda Aaj Ki Raat Hai.
Abre Rehmat Hai Mehfil Pe Chaye Huwey Aasman Say Malaaik Hain Aaye Huwey Khud Muhammad Hain Tashreef Laye Huwey Kis Kadar Jaan Fiza Aaj Ki Raat Hai.
Read More @ https://www.sherekhudahazratali.com/2018/04/noori-mehfil-pe-chadar-tani-noor-ki.html
1 note · View note
sherekhudahazratali · 5 years
Photo
Tumblr media
Shab E Meraj Ki Haqeeqat Quran Aur Hadees Se Saabit:
Allah Rabbul Aalameen Ne Quran-E-Kareem Mein Meraj Ka Zikr In Muqaddas Aayato Ke Zariye Farmaya Hai. Al-Quran: “Paaki Hai Use Jo Raato Raat Apne Bande Ko Le Gaya Masjid-E-Haraam (Khana-E-Kaaba) Se Masjid-E-Aksa (Baitul Mukaddas) Tak Jiske Ird Gird Humne Barkat Rakhi Ki Hum Use Apni Azeem Nishaniya Dikhayain Beshak Wo Sunta Dekhta Hai” (Surah Bani Israel, Para 15, Ayat 01, Ruku 1 Tarzuma Kanzul Imaan)
"Is Pyare Chamakte Tare Muhammad Ki Kasam Jab Ye Meraj Se Utre. Tumhare Sahab Na Behke Na Beraah Chale. Aur Wo Koi Baat Apne Khwahish Se Nahi Karte. Wah To Nahi Magar Wahi Jo Unhe Ki Jati Hai. Unhe Sikhaya Sakht Kuwwatwale Taqatwar Ne. Phir Us Jalwe Se Qasd Farmaya Aur Wah Aasmane Bari Ke Sabse Buland Kinare Par Tha. Fir Wah Jalwa Nazdik Hua. Fir Khoob Utar Aaya. To Us Jalwe Aur Us Mehboob Me Do Hath Ka Fasla Raha Balqi Usse Bhi Kam. Ab "Wahi" Farmayi Apne Bande Ko Jo "Wahi" Farmayi. Dil Ne Jhoot Na Kaha Jo Dekha. To Kya Tum Unse Unke Dekhe Hue Par Jhagadte Ho. Aur Unhone To Wah Jalwa Do Bar Dekha Sidratul Muntaha Ke Pas. Uske Pas Jannatul Mawa Hai. Jab Sidrah Par Cha Raha Tha Jo Cha Raha Tha. Aankh Na Kisi Taraf Phiri Na Had Se Badhi. Beshaq Apne Rab Ki Bohot Badi Nishaniya Dekhi." (Al Qur'an-E-Kareem, Sure Al Najm, Para 27, Aayat 1-18, Ruku 1 Tarzuma Kanzul Imaan)
Read More @ https://www.sherekhudahazratali.com/2018/04/shab-e-meraj-ki-haqeeqat-quran-aur-hadees-se.html
#ShabEMeraj #ShabEIsra #ShabEMiraj #NightOfForgiveness #MasjidEAqsa #MasjidEHaram #UmmeHaani #ProphetMuhammad #Quran #Hadith #Hadees
0 notes
sherekhudahazratali · 5 years
Photo
Tumblr media
Fazeelat E Ameer Muawiya New Manqabat Lyrics By Hafiz Tahir Qadri and Hafiz Ahsan Qadri:
Mehboob E Mustafa Syedna Ameer E Muawiya Radiallahu Ta'ala Anhu
Ameer Ul Mu'minin Muawiya Muawiya Sahabi E Rasool Muawiya Muawiya
Kaatib E Wahi Muawiya Muawiya Muhibbe Ahle Bayt Muawiya Muawiya
Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya
Musallam Saboot Hai Fazilat E Muawiya Ayaa Hai Sams Ki Tarah Karamat E Muawiya
Woh Jis Se Rooth Jayein Toh Rasool Usse Rooth Jayein Nabi Se Is Tarah Ki Hai Qaraabat E Muawiya
Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya
Click here to Read More @ https://www.sherekhudahazratali.com/2019/03/fazeelat-e-ameer-muawiya-manqabat-lyrics.html
0 notes
sherekhudahazratali · 6 years
Photo
Tumblr media
Aala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan Barelvi Rehmatullah Alaih Irshad Farmate Hain, "Hindustan Mein Maqaam E Mustajaab (Dua Qabool Hone Ki Jagah) Sultan Ul Hind Khwaja Garib Nawaz Ka Muqaddas Aastana Hai." - Fatawa E Razvia Read More @ https://www.sherekhudahazratali.com/2015/02/qaul-mubarak-buzurgan-e-deen-ke.html
1 note · View note
sherekhudahazratali · 6 years
Photo
Tumblr media
Moinuddin Moinuddin Mere Khwaja Lyrics
Moinuddin Moinuddin Khwaja Moinuddin Moinuddin Mere Khwaja
Zamana Chute Hum Na Chodenge Dar E Garib Nawaz
Hame Naaz Hai Bas Tujh Par Kisi Aur Pe Naaz Nahi Tere Jesa Zamaane Mein Koi Banda Nawaz Nahi Tere Dene-Dilaane Ka Andaz Nirala Hai Kisi Aur Ka Duniya Mein Esa Andaaz Nahi
Moinuddin Moinuddin Khwaja Moinuddin Moinuddin Mere Khwaja Khwaja Ji Khwaja More Khwaja
Tere Dar Ke Bhikhari Hai Tere Dar Ke Mangte Hain Dhanwan Hai Tu Khawaja Tere Tukdo Pe Palte Hain Tere Aage Hamari Kuch Aukat Nahi Khawaja Jo Kaam Hamaare Hai Tere Naam Se Chalte Hain
Read More Full Naat Lyrics @ https://www.sherekhudahazratali.com/2019/03/moinuddin-moinuddin-mere-khwaja-lyrics.html
0 notes
sherekhudahazratali · 6 years
Photo
Tumblr media
Teri Rehmato Ka Dariya Sare Aam Chal Raha Hai Lyrics:
Teri Rehmato Ka Dariya Sare Aam Chal Raha Hai Mujhe Bheek Mil Rahi Hai Mera Kaam Chal Raha Hai
Mere Dil Ki Dhadkano Mein Hai Shareek Naam Tera Isi Naam Ki Badaulat Mera Kaam Chal Raha Hai
Yeh Karam Hai Khaas Tera Ke Safina Zindagi Ka Kabhi Subah Chal Raha Hai Kabhi Shaam Chal Raha Hai
0 notes
sherekhudahazratali · 6 years
Photo
Tumblr media
Chamak Tujhse Pate Hain Sab Pane Wale Lyrics | Kalam E Ala Hazrat:
Chamak Tujhse Pate Hain Sab Pane Wale Mera Dil Bhi Chamka De Chamkane Wale
Barasta Nahi Dekh Kar Abr-E-Rehmat Bado Par Bhi Barsa De Barsaane Waale
Main Mujrim Hoon Aaqa Mujhe Saath Le Lo Ke Raste Mein Hain Jaa Bajaa Thaane Waale
Haram Ki Zamee(N) Aur Qadam Rakh Ke Chalna Arey Sar Ka Mouka Hai, O Jaane Waale
Madine Ke Khitte Khuda Tujhko Rakhe Ghareebon Faqeeron Ke Thehraane Waale
Tu Zinda He Wallah, Tu Zinda He Wallah Meri Chashm-E-Aalam Se Chup Jaane Waale
Read More @ https://www.sherekhudahazratali.com/2019/03/chamak-tujhse-pate-hain-sab-pane-wale-lyrics.html
0 notes
sherekhudahazratali · 6 years
Photo
Tumblr media
(via Safar Ki Dua | Dua For Travelling | سفر کی دعا | सफर की दुआ)
Bismillahir Rahmanir Rahim... Subha Nal Lazi Sakhkharlana Haaza Wamaa Kunna Lahu Muqrineen Wa Inna Ilaa Rabbina Lamun Qaliboon. [Al Quran: Az-Zukhruf, (43), Verse(Ayat): 13-14]
Read More At https://www.sherekhudahazratali.com/2019/01/safar-ki-dua-for-travelling.html
0 notes
sherekhudahazratali · 6 years
Photo
Tumblr media
नबी करीम ﷺ ने सोने से पहले 3 बार बिस्तर झाड़ने का हुक्म क्यों दिया ?
0 notes
sherekhudahazratali · 6 years
Text
नबी करीम ﷺ ने सोने से पहले 3 बार बिस्तर झाड़ने का हुक्म क्यों दिया ?
वैज्ञानिकों ने तहकीक कि तो नतीजे ने सबको दंग  कर दिया, ऐसी बात कह दी कि आप भी सुबहान अल्लाह कह उठेंगे..! इस्लाम एक मुकम्मल ज़ाबता हयात है, जो ज़िन्दगी के हर पहलू के मुताबिक रहनुमाई मौजूद है और हमारे प्यारे नबी करीम ﷺ ने आज से 14 सौ साल पहले जो सुन्नत इख्तियार की थी और उन पर अमल करने का हुक्म दिया था आज विज्ञान भी इन हुक्मो को सही मान रही है. प्यारे नबी ने जहां सोने से पहले वजू के साथ सोने का हुक्म दिया, तो वहीं नमाज़ से पहले दांत साफ करने का हुक्म भी मौजूद है, और विज्ञान कहता है कि ऐसा करने से इंसान दांतो की बिमारी के साथ-साथ दिल और कई बीमारियों से भी महफूज़ रहता है। नबी करीम ﷺ के हुक्मो और सुन्नत से साबित होता है, कि सोने से पहले अपने बिस्तर तीन बार झाड़ लेना चाहिए। ज़ाहिर तो ऐसा लग रहा है कि इस हुक्म का मकसद बिस्तर पर कीड़े मकोड़ों या किसी और नुकसान देह चीज़ साफ करना है, लेकिन वैज्ञानिक तहकीकात में ऐसा होशरबा खुलासा हुआ है कि आप भी दंग रह जाएंगे, और सुबहान अल्लाह कह उठेंगे कि कैसे नबी करीम ﷺने 14 सौ साल पहले ही अपनी उम्मत को बचाव की तदबीर बता दीं. विज्ञान के मुताबिक इंसानों के जिस्म में मीटाबोलज़म का अमल 24 घंटे जारी रहता है, जिससे हर पल सैकड़ों नए सेल बनते और पुराने टूटते हैं। हैरत अंगेज़ बात ये है कि सोने के दौरान जिस्म में टूटने वाले सेल बिस्तर पर ही गिर जाते हैं, जो बहुत छोटे होने के वजह से नज़र नहीं आते। अगर बिस्तर बिना झाड़े़ लेट जाएं तो यह मुर्दा सेल जिस्म में दाखिल हो कर कई खतरनाक बीमारियों का सबब बनते हैं, और विज्ञान ने भी यही साबित किया है, कि उनके मुर्दा सेलों को साफ करने के लिए बिस्तर कम अज़ कम तीन बार झाड़ना ज़रूरी होता है, और ऐसा करने से खतरा टल जाता है. नबी करीम ﷺ ने सोते हुए दाईं करवट पर लेटने का हुक्म भी दिया है, और इसमें विज्ञान का कह���ा है कि ऐसा करने से दिल पर दबाव कम होता है, जिससे दिल सही बेहतर काम करता है, और सोने के दौरान भी पूरे जिस्म को खून की सपलाई सबसे अच्छे तरीके से होती है, जबकि दिल के दौरे का भी जोखिम कम हो जाते हैं। इसके अलावा दाहिने करवट सोने से पेट भी ऊपर की तरफ होता है, और उसे रात में खाई जाने वाले खाने को पचाने में आसानी होती है। रात मे सोने के दौरान पेट में मौजूद खाना अच्छी तरह हज़म होता है, जिससे इंसान बेदार होने पर खुद को ताज़ा महसूस करता है और बदहज़मी नहीं होती. Subhan'Allah 🌍website: https://www.sherekhudahazratali.com/2018/07/Sone-Se-Pehle-Bistar-Jhadne-Ka-Hukm.html
0 notes
sherekhudahazratali · 6 years
Link
Sahara Chahiye Sarkar Zindagi Ke Liye Lyrics - Hafiz Tahir Qadri New Naat
Mere Aaqa Madine Bula Lijiye
Mere Aaqa Madine Bula Lijiye
Sahara Chahiye Sarkar Zindagi Ke Liye
Tadap Raha Hoon Madine Ki Hazri Ke Liye
Taiba Ke Jaane Wale, Jakar Bade Adab Se
Mera Bhi Qissa E Gham, Kehna Shah E Arab Se
Kehna Ke Shah-E-Aalam, Ek Ranjo Ghum Ka Maara
Dono Jahaan Mein Jiska Hain Aap Hi Sahara
Haalaat E Pur Alam Se, Iss Dum Guzar Raha Hai
Or Kaampte Labon Se Fariyaad Kar Raha Hai
Paaye Gunaah Apna Hai Dosh Par Uthaye
Koi Nahi Hai Esa Jo Puchne Ko Aaye
Bhula Hua Musafir Manzil Ko Dhoondta Hai
Taarikiyo Ko Maah-E-Kaamil Ko Dhoondta Hai
Seene Mein Hai Andhera, Dil Hai Siyaah Khana
Yeh Hai Meri Kahaani Sarkar Ko Su Mehroom Hu Khushi Se
Sarwar Qabr-E-Ghum Hai, Ashkon Se Aankh Nam Hai
Paamaal-E-Zindgi Hoon, Sarkar Ummati Hoon
Ummat Ke Rehnuma Ho, Kuch Arz-E-Haal Sun Lo
Fariyaad Kar Raha Hoon, Main Dil Figaar Kab Se
Mera Bhi Qissa-e-Ghum Kehna Shah-e-Arab Se
Huzoor Aisa Koi Intezam Ho Jaye
Salam Ke Liye Hazir Ghulam Ho Jaye
Read More @ https://www.sherekhudahazratali.com/2019/02/sahara-chahiye-sarkar-zindagi-ke-liye-lyrics.html
0 notes
sherekhudahazratali · 6 years
Photo
Tumblr media
Shah e Arsh e Aala Salamun Alaikum Lyrics - New Salato Salam
Shah e Arsh e Aala Salamun Alaikum Habeeb e Khudaaya Salamun Alaikum
Mere Maah e Taiba Salamun Alaikum Shahenshah e Batha Salamun Alaikum Khabar Jin Ke Aane Ki Thi Muddato Se Huwa Jalwa Farma Salamun Alaikum Jo Tashrif Laye Wo Sultan e Aalam To Kaaba Pukara Salamun Alaikum Do Aalam Ka Aaqa o Maula Banaakar Tumhe Haq Ne Bheja Salamun Alaikum
Read Full Salato Salam @ https://www.sherekhudahazratali.com/2019/02/shah-e-arsh-e-aala-salamun-alaikum-lyrics.html
0 notes