Tumgik
#naatlyrics
sherekhudahazratali · 7 months
Text
Tumblr media
Wo shahre mohabbat jahan mustafa hai
Wahi(n) ghar banane ko dil chahta hai
Woh sone se kankar woh chandi si mitti
Nazar mein basaane ko dil chahta hai
Jo pucha nabi ne ke kuch ghar bhi choda
Toh siddique akbar ke honto pe aaya
Waha maal o daulat ki kya hai haqeeqat
Jahaan jaan lutaane ko dil chahta hai
Click here to read complete Wo Shehre Mohabbat Jahan Mustafa Hai Lyrics
1 note · View note
bubblemaree-blog · 5 years
Photo
Tumblr media
Get it on your mobile device by just 1 Click
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.gagarnotech.xhnaatsharif
We are Creating an Application for Muslims Brothers for the blessings of Ramadan, with our Naat Sharif (2019) Application specially designed for Ramadan, and it include a Huge collection of All Naats Sharif and You Can Easily watch and listen Naats in your mobile devices by install this Naat Sharif (2019) application in Play-store with the help of typing this keywords are given below:
• Naat sharif (2019)
• Naats Collections
• Islamic Naats
• Best Naat Sharif
#naatsharif #naat #naatie #naats #madina #naatshareef #naatstatus #naatkhwan #sunni #owaisrazaqadri #naath #naati #naatividade #naatkhawan #naatitaan #naatiboys #naatak #naatiboysofficial #mecca #islam #m #whatsappstatusnaat #naativa #prophet #khawajagaribnawaz #hanfi #whatsappstatus #prilaga #naatiyatharagai #bhfyp
#naatukozhi #naaty #naatshareefnaat #naativ #naatepaak #allah #khawaja #innerneck #videos #ramzan #islamicquotes #arabic #deen #gauseaazam #ilovemadina #hamarenabi #mustafa #rasollullah #sunnah #islamicvideo #aalahazrat #naatlyrics #l #qawwali #rannia #ramdan #naatu #naaterasool #makkah #zindagi
0 notes
naatacademy · 5 years
Text
مدحتِ خاتونِ جنت کو قلم ہے اب رواں
مدحتِ خاتونِ جنت کو قلم ہے اب رواں دخترِ خیرالبشر، زوجِ علی، بالا نشاں #Naat #Manqabat #NaatLyrics #نعت_رسول #نعت_نبی #نعت_پاک #منقبت
مدحتِ خاتونِ جنت کو قلم ہے اب رواں دخترِ خیرالبشر، زوجِ علی، بالا نشاں
وہ سراپا خیروبرکت، فخرونازِ رفعتاں ان کی عظمت ان کی شوکت کس طرح سے ہو بیاں
وہ کہ جو ہیں نسلِ پاکِ مصطفیٰ کی پاسباں حشر تک جاری انھیں سے نور کا یہ کارواں
وہ کہ جس کو رب نے بخشا رفعتوں کا وہ مکاں بالیقیں خاتونِ جنت ملکۂ ملکِ جناں
وہ کہ دیکھا بھی نہ آنچل جس کا مہر و ماہ نے طاہرہ و طیبہ ہیں فخرونازِ عصمتاں
وہ کہ…
View On WordPress
0 notes
sherekhudahazratali · 4 years
Photo
Tumblr media
Khuda Ki Azmatain Kya Hain Lyrics
Khuda Ki Azmatain Kya Hain, Muhammad Mustafa Jaane
Khuda Ki Azmatain Kyaa Hain, Muhammad
Mustafa Jaane
Maqaam-E-Mustafa Kya Hai, Muhammad Ka Khuda Jaane
Sadaa Karna Thi Mere Bass Main, Maine To Sadaa Kardi
Sadaa Karna Thi Mere Bass Main, Maine To Sadaa Kardi
Woh Kya Denge, Main Kya Lunga
Woh Kya Denge, Main Kya Lunga,
Sakhi Jaane, Gadaa Jaane...
Khuda Ki Azmatein Kya Hain, Muhammad Mustafa Jane
Khuda Ki Azmatein Kya Hain, Muhammad Mustafa Jane
Maqaam-E-Mustafa Kya Hai, Muhammad Ka Khuda Jaane
Kaha Jibreel Ne Sidra Talak Meri Rasaai Thi
Kaha Jibreel Ne Sidra Talak Meri Rasaai Thi
Hain Kitni Manzilain Aage
Hain Kitni Manzilain Aage
Nabi Jaane Khuda Jaane
0 notes
sherekhudahazratali · 6 years
Photo
Tumblr media
Shah e Arsh e Aala Salamun Alaikum Lyrics - New Salato Salam
Shah e Arsh e Aala Salamun Alaikum Habeeb e Khudaaya Salamun Alaikum
Mere Maah e Taiba Salamun Alaikum Shahenshah e Batha Salamun Alaikum Khabar Jin Ke Aane Ki Thi Muddato Se Huwa Jalwa Farma Salamun Alaikum Jo Tashrif Laye Wo Sultan e Aalam To Kaaba Pukara Salamun Alaikum Do Aalam Ka Aaqa o Maula Banaakar Tumhe Haq Ne Bheja Salamun Alaikum
Read Full Salato Salam @ https://www.sherekhudahazratali.com/2019/02/shah-e-arsh-e-aala-salamun-alaikum-lyrics.html
0 notes
sherekhudahazratali · 6 years
Photo
Tumblr media
Kabe Ke Badrudduja Tum Pe Karoron Durood Lyrics | Ya Habibi Marhaba Jaddal Hussaini Marhaba Lyrics | Qasida E Durood:
Ya Habibi Marhaba Ya Habibi Marhaba Jaddal Hussaini Marhaba Ya Noor-Al-Aini Marhaba
Kabe Ke Badrudduja Tum Pe Karoron Durood Taiba Ke Shamsudduha Tum Pe Karodon Durood
Shaafa'e Roze Jazaa Tum Pe Karodo Durood Daafa'e Jumla Balaa Tum Pe Karodo Durood
Zaat Hui Intekhaab Wasf Hue La-Jawab Naam Hua Mustafa Tum Pe Karodon Durood
Read More At https://www.sherekhudahazratali.com/2019/02/kabe-ke-badrudduja-tum-pe-karoron-durood-lyrics.html
0 notes
sherekhudahazratali · 5 years
Photo
Tumblr media
Fazeelat E Ameer Muawiya New Manqabat Lyrics By Hafiz Tahir Qadri and Hafiz Ahsan Qadri:
Mehboob E Mustafa Syedna Ameer E Muawiya Radiallahu Ta'ala Anhu
Ameer Ul Mu'minin Muawiya Muawiya Sahabi E Rasool Muawiya Muawiya
Kaatib E Wahi Muawiya Muawiya Muhibbe Ahle Bayt Muawiya Muawiya
Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya
Musallam Saboot Hai Fazilat E Muawiya Ayaa Hai Sams Ki Tarah Karamat E Muawiya
Woh Jis Se Rooth Jayein Toh Rasool Usse Rooth Jayein Nabi Se Is Tarah Ki Hai Qaraabat E Muawiya
Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya
Click here to Read More @ https://www.sherekhudahazratali.com/2019/03/fazeelat-e-ameer-muawiya-manqabat-lyrics.html
0 notes
sherekhudahazratali · 6 years
Photo
Tumblr media
Chamak Tujhse Pate Hain Sab Pane Wale Lyrics | Kalam E Ala Hazrat:
Chamak Tujhse Pate Hain Sab Pane Wale Mera Dil Bhi Chamka De Chamkane Wale
Barasta Nahi Dekh Kar Abr-E-Rehmat Bado Par Bhi Barsa De Barsaane Waale
Main Mujrim Hoon Aaqa Mujhe Saath Le Lo Ke Raste Mein Hain Jaa Bajaa Thaane Waale
Haram Ki Zamee(N) Aur Qadam Rakh Ke Chalna Arey Sar Ka Mouka Hai, O Jaane Waale
Madine Ke Khitte Khuda Tujhko Rakhe Ghareebon Faqeeron Ke Thehraane Waale
Tu Zinda He Wallah, Tu Zinda He Wallah Meri Chashm-E-Aalam Se Chup Jaane Waale
Read More @ https://www.sherekhudahazratali.com/2019/03/chamak-tujhse-pate-hain-sab-pane-wale-lyrics.html
0 notes
sherekhudahazratali · 4 years
Photo
Tumblr media
Ali Warga Zamane Te Lyrics
Kabhi Deewaar Hilti Hai 
Kabhi Dar Kaanp Jata Hai 
Ali Ka Naam Sun Kar 
Ab Bhi Khaiber Kaanp Jata Hai
Ali Warga Zamane Te Koi Peer Wikha Menu Ali Varga Zamaane Te Koi Peer Wikha Menu Ali Baaj Muhammad Da, Ali Baaj Muhammad Da, Koi Veer Wikhaa Menu
Ali Varga Zamaane Te Koi Peer Wikha Menu Ali Varga Zamaane Te Koi Pir Wikhaa Menu
Unchi Zaat Ali Di Aey, Kayenaat Ali Di Aey Unchi Zaat Ali Di Aey, Kayenaat Ali Di Aey Unchi Zaat Ali Di Aey, Kayenaat Ali Di Aey Ali Jitni Kise Di Vi Ali Jitni Kise Di Vi, Jaagir Wikha Menu
Click here to read complete Ali Warga Zamane Te Lyrics
#AliWargaZamaneTeLyrics #ManqabatMolaAli #NaatSharif #NaatLyrics #PunjabiNaat #LatestNaat
0 notes
sherekhudahazratali · 6 years
Link
Sahara Chahiye Sarkar Zindagi Ke Liye Lyrics - Hafiz Tahir Qadri New Naat
Mere Aaqa Madine Bula Lijiye
Mere Aaqa Madine Bula Lijiye
Sahara Chahiye Sarkar Zindagi Ke Liye
Tadap Raha Hoon Madine Ki Hazri Ke Liye
Taiba Ke Jaane Wale, Jakar Bade Adab Se
Mera Bhi Qissa E Gham, Kehna Shah E Arab Se
Kehna Ke Shah-E-Aalam, Ek Ranjo Ghum Ka Maara
Dono Jahaan Mein Jiska Hain Aap Hi Sahara
Haalaat E Pur Alam Se, Iss Dum Guzar Raha Hai
Or Kaampte Labon Se Fariyaad Kar Raha Hai
Paaye Gunaah Apna Hai Dosh Par Uthaye
Koi Nahi Hai Esa Jo Puchne Ko Aaye
Bhula Hua Musafir Manzil Ko Dhoondta Hai
Taarikiyo Ko Maah-E-Kaamil Ko Dhoondta Hai
Seene Mein Hai Andhera, Dil Hai Siyaah Khana
Yeh Hai Meri Kahaani Sarkar Ko Su Mehroom Hu Khushi Se
Sarwar Qabr-E-Ghum Hai, Ashkon Se Aankh Nam Hai
Paamaal-E-Zindgi Hoon, Sarkar Ummati Hoon
Ummat Ke Rehnuma Ho, Kuch Arz-E-Haal Sun Lo
Fariyaad Kar Raha Hoon, Main Dil Figaar Kab Se
Mera Bhi Qissa-e-Ghum Kehna Shah-e-Arab Se
Huzoor Aisa Koi Intezam Ho Jaye
Salam Ke Liye Hazir Ghulam Ho Jaye
Read More @ https://www.sherekhudahazratali.com/2019/02/sahara-chahiye-sarkar-zindagi-ke-liye-lyrics.html
0 notes
naatacademy · 5 years
Text
خلوص کا اک زجاج زہرا - وفا ،حیا کا،سراج زہرا
خلوص کا اک زجاج زہرا - وفا ،حیا کا،سراج زہرا #Naat #Manqabat #NaatLyrics #نعت_رسول #نعت_نبی #نعت_پاک #منقبت
خلوص کا اک زجاج زہرا وفا ،حیا کا،سراج زہرا
عفیف تم،خیر بھی مجسّم ہو صبر کا امتزاج زہرا
عطا،کرم،جود، مہربانی رہا تمھارا رواج زہرا
تمھی ہو خاتونِ خلد بیشک ہو نیک خو، خوش مزاج زہرا
دیا ہے درسِ وفا جہاں.کو “حیا کے ماتھے کا تاج زہرا “
ہو لاڈلی مصطفیٰ کی لیکن کیا ہے خود کام.کاج زہرا
جو زخمِ نسواں تھے ان سبھی کا کیا ہے تم نے علاج زہرا
نہیں ہے تمثیل اس کی ممکن جو تم.نے…
View On WordPress
0 notes