Tumgik
#aqdas-umar
alkhaniinfromation · 3 years
Link
Hazrat ibn Umar (R) se riwayat he k HUZOOR AQDAS (PBUH) ne irshad  frmaya k koi
Namaz bagher Tahart qabool  NHI ki jati aur koi sadqa us maal se qabool nhi hota jo maal
Ganimath se choraya gya ho.
0 notes
Text
الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله ﷺ
Ek martaba Huzoor Aaqa e Kareem ﷺ ki bargaah e Aqdas mein Hazrat e Jibrail عليه سلام haazir aaye aur Huzoor Nabi e Kareem ﷺ se arz ki beshak Umar ne haq aur batil ko alag alag kar diya yeh sun kar Huzoor Sayyed e Aalam ﷺ irshad farmate haiñ tu Farooq hai tu Farooq hai.
(📚Tafseer e Madarik)
0 notes
graphicdesignonline · 8 years
Text
Sahaba
Jo qaum sahaba se jitna qareeb huvi, unke deen-o-iman me, unke amal me, taqwa me, aqaaid me aur manhaj me utni hi pukhtagi aayi, iske bar'aqs jo qaum sahaba se jitni door huvi, unka deen-o-iman utna hi kamzor hota chala gaya, unke aamal utne hi asl islam se hat kar, sunnat se hat kar bidaat aur khurafaat ki shakl ikhtiyar karte gaye yaha tak ke apne aap ko musalman man'ne ki galatfahmi me mubtala shia jo sahaba ko galiyan diya karte hai, islam se kharij ho gaye. Doosri taraf batil ya kamzor aqaaid ke pairoqaar log jinho ne Nabi sallallahu alaihi wa sallam aur sahaba par imamo ko aur buzurgo ko tarjeeh di, woh bhi deen e haqq se bhatak gaye. Woh logo aaye din ek bachkana sawal puchha karte hain, "Kya har amal karne me sahaba ki misal dekhna zaroori hai?" Dar asl ahlul hadees ki sahaba se qurbat ya to unse dekhi nahi jaati ya to phir sire se hi woh is muazzaz quam se koso door hai, jinke muallim aur mudarris khud Nabi sallallahu alaihi wa sallam the. Unke sawal ka sidha sa jawab hai, "Nahi! Har amal me sahaba ki misal dekhna zaroori nahi. Kitabo sunnat hamare liye kaafi hai. Lekin agar sahaba ka koi amal aisa ho, jis par Nabi sallallahu alaihi wa sallam ne khushi zahir ki ho ya khamosh rahe ho, to phir us par shariyat ne sahi-o-saalim hone ki mohar laga di hai aur phir woh amal beshak qaabil e etbaar hai. Isi ko to "taqreer" kehte hain jo hadees ke lughawi maane ka ek aham hissa hai. Nabi sallallahu alaihi wa sallam  khud shariyat ki adalat the aur jab unke samne koi aisa kaam hota jo qaabile qubool na hota to zaroor ba zaroor us par tambih karte, maslan jab ek giroh ne Nabi sallallahu alaihi wa sallam ke aazae wudu se tapakte hue paani ko apne chehre aur badan par mala to Nabi sallallahu alaihi wa sallam ne unse puchha ki mere yeh sahab (Umar, Abu Bakr radiyallaho anho) ne to kabhi aisa nahi kiya, aap kyon karte ho? (Beshak Nabi sallallahu alaihi wa sallam ka jism e aqdas ba'barkat tha lekin Nabi sallallahu alaihi wa sallam ne amal ki targheeb di) Ek aur misal hai ki ek sahaba Nabi sallallahu alaihi wa sallam  ko aakar sajda karte hue kehte hai ki meine rome ki saltanat ke badshah ke samne unke khadimo ko aisa karte hue dekha hai, aur phir Nabi sallallahu alaihi wa sallam unhe mana karte hai ki aisa na kiya karo. Jaha sahaba ka amal daleel hai wahi sahaba ke amal par Nabi sallallahu alaihi wa sallam  ki tambeeh bhi us amal ki nafi ki daleel hai. https://youtu.be/8hj2vBOuRdE (wallahu aalam) (mafhoom)
0 notes
Note
Always keep smiling :) You're beautiful :)
I do try.
2 notes · View notes
catscatscatss · 10 years
Photo
Tumblr media Tumblr media
83 notes · View notes
polinacharis · 11 years
Text
Polina's Astrological Sign: Pisces
Tumblr media
0 notes
nobleandbright · 11 years
Text
Bertram's Astrological Sign: Gemini
Tumblr media
1 note · View note
madnessfaw · 11 years
Text
Fyodor's Astrological Sign: Aries
Tumblr media
0 notes