Tumgik
tumharekhat · 2 years
Text
Hamne azad kardiye kaye man pasand log .
140 notes · View notes
tumharekhat · 2 years
Text
Jis din samjhoge us din dhundhoge
جس دن سمجھوگے اس دن ڈھونڈو گے •
133 notes · View notes
tumharekhat · 2 years
Text
Faisla to tera tha magar
Dil jo toota wo mera tha
40 notes · View notes
tumharekhat · 2 years
Text
Dost ban kar dushmano sa satata hai wo mujhe
Phir bhe us zalim pe marna apne fitrat hai to hai
دپتی مشرا
71 notes · View notes
tumharekhat · 2 years
Text
Tumblr media
Lar kar jata to ham mana lete
Usne to muskura kar chora hai
153 notes · View notes
tumharekhat · 2 years
Text
Wo aik shakhs jo kam kam mayasar hai hamko
Arzu hai kisi roz wo sara miljaye
Usse kehna mulaqat adhure the wo
Usse kehna kabhi akar dubara miljaye
جون الیا
36 notes · View notes
tumharekhat · 2 years
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
The glorious history of Pakistan - پاکِستان
pic #1: Musarrat Nazir (actor-singer), pic #2: Malika-e-Tarannum (Madam Noor Jehan), pic #3: Strings (1988-2021), pic #4: Shehnsha-e-ghazal (Mehdi Hassan), pic #5: Nazia Hassan (1965-2000), pic #6: Nightingale of Pakistan (Naheed Akhtar), pic #7: Malika-e-ghazal (Begum Akhtar Bai Faizabadi), pic #8: scene from a Pakistani film starring Waheed Murad, pic #9: Farida Khanum playing an tanpura instrument as her daughter watches her.
Sources: Purana Pakistan via instagram + Pinterest
112 notes · View notes
tumharekhat · 2 years
Text
Usne kha tum mein ab pehle jese bat nahi , mene kha ab zindagi mein tera sath nahi .
Usne kha kiya ab bhe har kisi ke ankhon mein doob jate ho , maine kha ab kisi aur ke ankhon mein wo bat nahi
Usne pucha Kiyu itna toot kar chaha mujhe , mene kha insan hu mujh mein patharon wale bat nahi
Usne pucha kya mein bewafa hun , mene kha ab mujhe wafa ke talash nahi
Usne kha bhool jao mujhe , mene kha tum haqiqat ho koi khuwab nahi
36 notes · View notes
tumharekhat · 2 years
Text
Zaban ke sakht , dil ke piyare hote hein
Zara zara se munafiq to sare hote hein
57 notes · View notes
tumharekhat · 2 years
Text
Zindagi raz hai to raz rehne do
Agar hai aitraz to aitraz rehne do
Tumblr media Tumblr media
Per agar tumhara dil khe yad karne ko
To dil ko ye mat kehna ke aj rehne do
57 notes · View notes
tumharekhat · 2 years
Text
Tum wo zalim ho jo dil mein rehkar bhe mera na ban saka
Aur dil wo kafir hai jo mujh mein rehkar bhe tera ban gaya
Tumblr media Tumblr media
Mirza ghalib - مرزا غالب
275 notes · View notes
tumharekhat · 2 years
Text
Koshish bohot ki ke raz-e-mohobat bayan na ho
Mumkin khn tha ke aaag lage aur dhuwan na ho
238 notes · View notes
tumharekhat · 2 years
Text
Kisi ke galtiyon ko benaqab na karo
Khuda betha hai tum hissab na karo
40 notes · View notes
tumharekhat · 2 years
Text
Zindagi se wada yunhe nibhana par gaya
Khul ke rona chaha magar muskurana par gaya
Allama iqbal - الامہ اقبال
42 notes · View notes
tumharekhat · 2 years
Text
Udne de in parindo ko azad fiza mein galib
Jo tere apne honge wo loat ayengey kisi din
- مرزا غالب
18 notes · View notes
tumharekhat · 2 years
Text
Wo tod gaya dil ab bawal kiya karein
Khud ki he pasand the ab sawal kya karein
Mirza ghalib - مرزا غالب
22 notes · View notes
tumharekhat · 2 years
Text
ایک میں ہوں، جس کا ہونا ہو کے بھی ثابت نہیں
ایک وہ ہے جو نہ ہو کر جابجا موجود ہے
aik main hoon jiska hona ho k bhi sabit nahi
aik woh hai jo nah ho ker ja'abja maujood hai
25 notes · View notes