Tumgik
Text
Honi aur unhoni ki parwah kise hain meri jaan
Had se zyada yeh hi hoga ki yahi mar jayenge
Hum maut ko sapna batakar uth khade honge yahin
Aur honi ko tenga dikha kar khil khilate jayenge
- Piyush Mishra
6 notes · View notes
Text
Ishq ki apni hi bachkani zidd hoti hain
Chup karwane ke liye bhi wahin chahiye Jo rulkar gaya hain
- Gulzar
9 notes · View notes
Text
Mere iss dil ko tum hi rakh lo
Bade fikr rehte hain isse tumhari
- Gulzar
3 notes · View notes
Text
Mohabbat ka kanoon alag hain sahab,
Yahan ki aadalat mein sazaa wafadar ko milte hain
- Gulzar
5 notes · View notes
Text
Hum bhikari bhi ban jaayenge tumhare liye
Agar daale tumhe koi humari jholi mein
5 notes · View notes
Text
Mujhe intezar hain zindagi ki aakhri pannon ki
Sun hain aant mein sab teek ho jaate hain
- Gulzar
3 notes · View notes
Text
Mein dhooba toh samandar ko bhi hairat huyi
Ajeeb insaan hain, kisi ko pukarta bhi nahin!
- Gulzar
6 notes · View notes
Text
Anjaan parinde ud gaye unka kya dukh
Yaha toh paale huye doosron ke chaht par utar rahi hain
- Gulzar
2 notes · View notes
Text
Ishq ki talaash mein kyun nikalte ho tum
Ishq khud talaash leta hain jise barbaad karna hota hain
- Gulzar
43 notes · View notes
Text
Main ne poocha uparwale se
Meri mohabbat adhoori kyun likhi
Sun kar woh bhi ro pade
Mujhe bhi Radha kaha mili
4 notes · View notes
Text
Parwah nahi meri toh nazar kyun rakhti ho
Main kis haal mein zinda hoon yeh khabar kyun rakhti ho
- Gulzar
4 notes · View notes
Text
Woh kaise Diwali manaye yaaron
Jis ki phuljadi hi naraaz ho
- Gulzar
5 notes · View notes
Text
Chaar saal mohabbat karne ke baad
Us ko yaad aaya ki gharwale bahut sakt hain
Manenge nahi!
- Gulzar
5 notes · View notes
Text
Juda toh ek din saanse bhi hogi
Toh phir shikayat sirf mohabbat se kyun!?
- Gulzar
5 notes · View notes
Text
Main na samajh hi sahi lekin mein woh insaan hoon
Jo teri khushiyon ke liye sau baar toot jaun
- Gulzar
3 notes · View notes
Text
Tere jaane se kuch badla toh nahi
Raat bhi aayi thi, Chaand bhi aaya tha
Haan magar, neend nahi aaya!
- Gulzar
9 notes · View notes
Text
Kaise kehdo ki badle mein kuch nahi mila
Sabak koi choti cheez nahin hain
-Gulzar
45 notes · View notes