Tumgik
peerzadafaizan · 16 days
Text
جُھوٹ کہتے ہیں کہ سنگت کا ہو جاتا ہے اثر۔
کانٹوں کو تو آج تک مہکنے کا سلیقہ نہیں آیا۔
Jhoot kehte hain ki sangat ka ho jata hai asar...
Kaanton ko to aaj tak mehekne ka saleeqa nahi aaya.
60 notes · View notes
peerzadafaizan · 17 days
Text
تیری کھائی ہوئی میرے سر کی جُھوٹی قسمیں، مُجھے اکثر بیمار رکھتی ہیں۔
Teri khayi hui mere sar ki jhooti qasmein, mujhe aksar bimar rakhti hain...
60 notes · View notes
peerzadafaizan · 19 days
Text
ہزار بار ہوئی اُس سے گفتگو لیکن!
ہزار بار کوئی بات رہ گئی مُجھ سے...
Hazaar baar hui us se guftagu lekin!
Hazaar baar koi baat reh gayi mujh se...
I spoke to her a thousand times!
A thousand times later, something still remained unsaid .
113 notes · View notes
peerzadafaizan · 21 days
Text
Meri zindagi lutt gayi aur main chup raha, is se zyada main khud pe zulm kya karta?
11 notes · View notes
peerzadafaizan · 1 month
Text
In English they say, “out of all the people, only you misunderstood me”.
But in urdu we say,
Tumblr media Tumblr media
23 notes · View notes
peerzadafaizan · 1 month
Text
Tumblr media
Thokar zaroori thi,
Hadh se nikal gaya tha main...
60 notes · View notes
peerzadafaizan · 2 months
Text
Kitni ajeeb hoti hai insaan ki fitrat, Nishaaniyon ko mehfuz rakh kar insaan kho deta hai.
Tumblr media
103 notes · View notes
peerzadafaizan · 2 months
Text
ماں باپ کی آنکھوں کا تارا‌ ہو تُم، کسی اور کے لئے ٹوٹ مت جانا۔ ⭐
Maa Baap ki aankhon ka tara ho tum, kisi ore ke liye toot mat jana.
70 notes · View notes
peerzadafaizan · 2 months
Text
Tumblr media
Kehne lage wo mujh se ki tum badtameez ho.
Maine kaha huzoor, nihayat bhi boliye.
84 notes · View notes
peerzadafaizan · 2 months
Text
Utha kar phool ki patti, nazakat se masal daali...
Ishare se kaha, hum dil ka aisa haal karte hain!
Tumblr media
52 notes · View notes
peerzadafaizan · 2 months
Text
Tumblr media
Apni haalat ka khud ehsaas nahi hai mujh ko...
Main ne auron se suna hai ki pareshan hu main.
72 notes · View notes
peerzadafaizan · 2 months
Text
Tumblr media
Main dair karu toh khadshaat laa'haq rahein usko
Nazar na aaon main, toh pareshan hua kare koi...
13 notes · View notes
peerzadafaizan · 2 months
Text
Tumblr media
Ya toh mere mizaj main bas gaye hain gham..
Ya phir dil ko ehtijaj ki aadat nahi rahi...
21 notes · View notes
peerzadafaizan · 2 months
Text
Tumblr media
Karne lage hain jo nazar andaaz unki khair...
Itna toh tay hua ki nazar aaraha hu main...
17 notes · View notes
peerzadafaizan · 2 months
Text
Tumblr media
Wo bichda toh phir kabhi subah na hui.
Raat hi hoti gayi har raat ke baad...!!
101 notes · View notes
peerzadafaizan · 2 months
Text
Tumblr media
Jenab-e-Hazrat-e-Dil bhi ajab ullu ke pathhe hain,
Jahan dekha haseen koi, bigad baithe, machal baithe...
—Daag Dehlvi
19 notes · View notes
peerzadafaizan · 3 months
Text
Tumblr media
26 notes · View notes