Tumgik
#youtube per video upload kaise karen
noumanyoutubecreator · 11 months
Text
0 notes
0 notes
noumanyoutubecreator · 11 months
Text
youtube
0 notes
dhyanposts · 3 years
Text
Professional YouTube channel Kaise banaye? | YouTube channel Kaise banaye?
Professional YouTube channel Kaise banaye
Kya aap bhi Jana Chahte Hain Professional YouTube channel kaise banaye aur Apna Professional YouTube channel Banakar paise Kaise kamaye. to doston Pareshan hone ki jarurat nahin hai kyuki aaj is video me main aapko detail Mein bataunga ki Professional YouTube channel Kaise banaye aur Professional YouTube channel Banakar paise Kaise Kamaye.
Professional YouTube channel Kaise banaye Guide
Aaj Ke Dour Mein log apne Manpasand music, serial Aur Bhi Kai Anya Prakar ki chijen dekhne ke liye YouTube platform ka istemal sabse Adhik karte hain. YouTube internet par sthit top video sharing platform Hai. Jiska upyog Puri Duniya Mein sabse Adhik Kiya Jata Hai. iske sath hi YouTube Aaj Logon ke liye kamai ka ek Bada Sadhan ban chuka hai. yahan tak ki bahut se Logon ne apni job chhodkar ise hi apni Income ka sadhan banaa liya Hai.  यूट्यूब चैनल कैसे बनाये? | YouTube channel Kaise banaye? YouTube Aaj Ek Aisa platform Ban chuka hai jismein duniya bhar ke lokpriya video lagbhag sabhi bhasha mein uplabdh hain. yadi aap bhi Ek Professional YouTube channel Banana Chahte Hain To aayiye Jante Hain Professional YouTube channel kaise banaye aur paise Kaise kamaye.
Professional YouTube channel Kaise banaye 
Yadi aap YouTube per Apna Koi Manpasand channel Banna Chahte Hain To bahut hi Aasan hai. YouTube par channel banane ke liye aapke pass Google Gmail account Hona jaruri hai. aapke pass Gmail account nahin hai to aap apni browser mein jakar sirf ek minute mein gmail account banaa sakte hain. yadi aapke pass Gmail ID pahle se bani hui hai to aap Usi email id ki sahayata se YouTube channel banaa sakte hain. Professional YouTube channel banane ke liye in steps ko follow Kare Step 1) Sabse pahle aapko apne phone ya computer ke kisi bhi browser mein YouTube ki website www.youtube.com search karke open karna hai. Step 2) YouTube website open hone ke bad Upar right side main aapko sign in option Dikhai dega Jis per click Karke aap apna Gmail Account login kar sakte hain.
Tumblr media
Professional YouTube channel Kaise banaye Step 3) Login hone ke baad right side mein Gmail account per Lagi photo Dikhai Degi. Jis per click karne ke baad aapke Samne Koi option Dikhai Denge. jismein se aapko my YouTube channel ya FIR your channel per click kar lena hai.
Tumblr media
Professional YouTube channel Kaise banaye Step 4) My YouTube channel ya your channel per click karne ke bad aapke Samne Ek Naya page open hoga. jismein aapko use a business or other name per click karna hai.
Tumblr media
Professional YouTube channel Kaise banaye Step 5) Ab agale page Mein Kai options jaise ki product or brand, company institution or organization, arts, entertainment aur sports and others me se aapko Apne Pasand ke anusar apni Professional YouTube Channel ka naam yah category select karna hai Step 6) Professional YouTube Channel ka naam aur brand select karne ke bad aapko create button per click karna hai. is per click karte hi aapka Professional YouTube channel Ban jaega.
Tumblr media
Professional YouTube channel Kaise banaye Step 7) Yadi aap apni page ko aur bhi attractive banana Chahte Hain To aap apne Professional YouTube channel ko customise bhi kar sakte hain. iske liye aapko customise channel per click karna hoga.
Tumblr media
Professional YouTube channel Kaise banaye Step 8) Customise channel ke option ka use kar aap apne Professional YouTube channel ki profile picture set kar sakte hain. iske sath hi yadi aap page Mein cover picture Lagana Chahte Hain to add Channel art per click Karke cover picture bhi Laga sakte hain. Step 9) Is Prakar aap ka Professional YouTube channel Bankar taiyar ho jaega. Ab aap ismein apne Manpasand chijon ki video upload kar sakte hain.
Tumblr media
Professional YouTube channel Kaise banaye
Jio phone Me Professional YouTube channel Kaise banaye
Jio phone se Professional YouTube channel banane ke liye aapko niche Diye Gaye Kuchh steps ko follow karna hoga: Step 1) Sabse pahle aapko Apne jio phone mein browser open kar YouTube ki home page per jana hai. Step 2) YouTube ke homepage main aapko dahini Taraf sign-in ka option Dikhai Dega Jahan aapko click kar apni email id se Sign in karna hai. Step 3) Aapane Jis email id se sign in Kiya Hai vah email id aapko Ek icon ke roop Mein Dikhayi degi. Step 4) Iske baad icon per click Karen FIR aapse first name and last name aur FIR Uske baad Professional YouTube Channel ka naam likhna Hoga. Jis naam se aap apna Professional YouTube channel banana Chahte Hain aap vo Naam Rakh kar apna Professional YouTube channel create kar sakte hain. Step 5) Channel ka naam select kar lene ke baad ab aapko create channel ke option per click karna hai. Is Tarah Se aapka Professional YouTube channel Bankar taiyar ho jayega.
Professional YouTube se paise kamane Ka Tarika
Aaj ke Samay Mein internet per Lakhon Aise log Hain Jo ki Professional YouTube per video Banakar bahut paise kama rahe hain. Professional YouTube se paise Kamane ke liye aapko Jyada mehnat Karne ki jarurat nahin hai aur ismein Sabse Badi Baat yah hai ki aapko Ek bhi rupaye kharch karne ki jarurat nahin hai. Aap sirf video Banakar upload Karen aur aap isase Lakhon rupaye Kama sakte hain. Yahan tak ki aapko koi bhi domain, hosting lene ki jarurat Nahin Hai Jaisa ki aapko blogging Mein karna padta hai. yahan per aapko sirf apni video banani hai aur video ko upload karna hai aur Jaise Jaise aapki videos ko log Dekhenge. aur aapka AdSense approval hone ke bad aap isase aaram se paise bhi Kama Payenge. Professional YouTube se Paise kamane Ke Liye aapko sirf apni Gmail ID se login karna hota hai aur Apna Ek Professional YouTube channel banana Hota Hai. FIR aap aasani se us channel par video upload kar sakte hain. iske sath hi aapko Kuchh mahatvpurn Baton Ka Dhyan bhi Rakhna hota hai jo is Prakar Hain: Professional YouTube per Kisi bhi Prakar ka content upload karte samay is Baat Ka Dhyan rakhen ki vah copyright Nahin Hona chahie. Aap Jo Bhi video upload kar rahe hain Dhyan rakhen ki uski audio aur video quality original honi chahie tabhi viewers aapke channel per time spend Karenge. Video ka naam rakhne mein Hamesha Saral aur Sadharan shabdon ka prayog Karen Taki users Ko Naam aasani Se Yad ho sake. Content selection karte samay Niyam Aur Kanoon Ka Palan Karen. Kisi Aise content ka selection na Karen jisse aapka Professional YouTube channel band karvana Pad Jaaye. Yadi aap video content upload kar rahe hain to Dhyan rakhen ki videos Mein ashlilta Na Ho anyatha aap ka account block kiya Ja sakta hai. Video ko hit karne mein sabse Ham Bhumika keywords selection ki hoti hai. isliye jo keyword trending mein chal rahe hain unke anusar hi Achcha contant banane ka Prayas Karen. Video banane se pahle thoda research avashya Karle aur Aise vishayon par video banaye Jin per Adhik videos upload n ki Gai Ho.
Conclusion
Yahan aapko Professional YouTube channel Banane se sambandhit Jankari pradan ki gai hai. I hope ke ab aapko pata chal gaya hoga Ki Professional YouTube channel Kaise banaye aur Professional YouTube channel Kaise banakar paise Kaise kamaye.  Aur sath hi aapko yah bhi pata chal gaya Hoga Ki Sirf Video Upload Karke paise Kaise kamaye. Yadi aapka is article se related koi bhi Sawal hai to aap Hame comment Mein puch sakte hain. Main aapke comment ka jaldi se jaldi reply karne ki puri koshish karunga. Agar aapko Hamare dwara likhe articles Pasand aa rahe hain to ise Apne social media platform per share Jarur Kare Taki Hamari mehnat Safal ho sake. yadi aap isi tarike ki aur Jankari prapt karna chahte hain to Hamari website Techdhyan.in per visit Karte Rahen. Professional Website Kaise Banaye? Read the full article
0 notes