Tumgik
#mabood
topicaboutislam · 1 year
Text
إِنَّ اللَّهَ مَعَ الصَّابِرِينَ
Tumblr media
إِنَّ اللَّهَ مَعَ الصَّابِرِينَ
1 note · View note
Text
Allah k Hukam Sure Naas me.
mai Dunya k Tamam insaano k Rab ki Panah Mangta hoo.Jo Badasha hai.Aur Tamam Logo ka Mabood hai.
Shaitan Jo Dil me Bure Bure Wasvase Dalta hai.Magar Allah ka Naam Sunkar Peeche Hat Jata hai.
Shaitan ka Kaam hai insaano aur Jinnat k Dilo me Bure Bure Wasvase Dalna.
Part
Sure Naas Mukamal
0 notes
safdarrizvi · 1 year
Text
Jahan Hussain Wahan La Ilaha Illallah Lyrics
Charagh Jalta Raha
Jo Qafila Tha Rawan Woh Qafila Hai Rawan
Safar Ba Nok E Sinan Sinan Ky Sath Azan
Bureeda Sar Ki Sadayen Fiza Mein Phail Gaiin
Dareechon, Aanganon, Galiyon Mein Dabty Sehra Se
Zameeno Arsh, Khilaun Se Aur Fizaon Se
Dinon Mein, Rat Mein, Jangal Mein, Kohsaron Se
Sadayen Any Lagiin Ash Hadu An La Ilaha Illallah
Yeh Aik Bar Hua Aur Lazawal Hua
Sinan Ki Nok Pe Subhana Rabbi Al Aala
Pukara Kalma E Toheed Bhi Jazak Allah
Jahan Hussain Wahan La Ilaha Illallah
Khateeb E Nok E Sinaan La Ilaha Illallah
Hussain Deen Bhi Hai Aur Deeniyat Bhi Hai
Hussain Kalma E Toheed Ki Hayat Bhi Hai
Hussain Ramz E Khuda Bhi, Khuda Sifaat Bhi Hai
Hussain Baara Imamon Ki Kayenaat Bhi Hai
Hussain Se Hai Ayaan La Ilaha Illallah
Jahan Hussain Wahan La Ilaha Illallah
Khateeb E Nok E Sinaan La Ilaha Illallah
Woh Goud Fatima Zehra Ki Ho Ky Raig E Tapaan
Woh Sehn E Kaaba Ho Pusht E Rasool Ya Ky Sinaan
Fazaye Jang Ho Ya Ho Payam E Aman O Amaan
Na Dekhy Teer Na Talwar Gar Ho Hukm E Azan
Hussain Ka Hai Bayan La Ilaha Illallah
Jahan Hussain Wahan La Ilaha Illallah
Khateeb E Nok E Sinaan La Ilaha Illallah
Hussain Walon Ki Pehchan Hai Azadari
Hussain Walon Ki To Jan Hai Azadari
Hussain Walon Ka Emaan Hai Azadari
Hussain Walon Ka Ailaan Hai Azadari
Hussainiyat Ki Zuban La Ilaha Illallah
Jahan Hussain Wahan La Ilaha Illallah
Khateeb E Nok E Sinaan La Ilaha Illallah
Basi Hai Karbobala To Koi Jawaz Bhi Hai
Luta Hai Gulshan E Zahra To Koi Raaz Bhi Hai
Yeh Raaz Woh Hai Ky Khaliq Ko Is Py Naaz Bhi Hai
Baraye Naaz Bahattar Ki Woh Namaz Bhi Hai
Isi Ki Sirr E Nihaan La Ilaha Illallah
Jahan Hussain Wahan La Ilaha Illallah
Khateeb E Nok E Sinaan La Ilaha Illallah
Namaz Nafs Ki Izzat Hai Aoliya Ki Qasam
Namaz Deen Ki Hurmat Hai Aosiya Ki Qasam
Namaz Husn E Sharafat Hai Anbiya Ki Qasam
Namaz Qissa E Wehdat Hai Kibriya Ki Qasam
Namaz Khair E Amal Ki Taraf Bulati Hai
Namaz Ish E Khuda Ka Hunar Sikhati Hai
Namaz Abd Ko Mabood Se Milati Hai
Namaz Guftagoo Allah Se Karati Hai
Yehi Namaz Gunahon Se Bhi Bachati Hai
Namaz Qabr Talak Sath Sath Jati Hai
Namaz Woh Hai Jo Faqon Mein Mustafa Ne Parhi
Jaga Ke Apny Hi Qatil Ko Murtaza Ne Parhi
Jo Chakion Ki Mushakat Mein Fatima Ne Parhi
Galy Laga Ke Zahar Ko Jo Mujtaba Ne Parhi
Jo Chahta Ke Azmat Namaz Ki Dekhe
Mery Hussain Ka Woh Akhri Dekhe
Parhi Namaz Jo Abid Ne Pusht E Naqa Par
Ada Kiya Jisy Baqir Ne Sakhtian Seh Kar
Bayan Kiya Jisy Jafar Ne Barsar E Mimbar
Rukoo Mein Barson Rahy Jis Ke Kazim E Muztar
Raza Ny Lab Pe Sareeh Ar Riza Saja Ke Parhi
Taqi Ny Taqwa E Bu Talibi Bata Ke Parhi
Naqi Ne Nakhwat E Batil Mita Mita Ke Parhi
Aur Askhari Ne Khabar Akhri Suna Ke Parhi
Pas E Namaz Musallay Pe Ro Raha Koi
Imam E Asr Hai Aur Hujjat E Khuda Hai Wohi
Jahan Hussain Wahan La Ilaha Illallah
Khateeb E Nok E Sinaan La Ilaha Illallah
Woh Khaima Gah Wo Syedanian Woh Zikr E Khuda
Jahan Musallay Pe Zainab Rubab Aur Fizza
Hasan Ki Baiwah Ruqaiyah, Sakina Ka Sajda
Tamam Bibian Karti Thiin Sirf Aik Dua
Mere Khuda Hamen Manzoor Qeht E Aab Rahe
Hussain Apny Iradon Mein Kamyab Rahe
Sadaye Tishna Laban La Ilaha Illa Allah
Jahan Hussain Wahan La Ilaha Illallah
Khateeb E Nok E Sinaan La Ilaha Illallah
Magar Namaz Se Poocho Ky Karbala Kya Hai
Hussain Aur Tera Rishta E Wafa Kya Hai
Kaha Namaz Ne Sun Lo Meri Baqa Kya Hai
Bas Aik Sajda E Shabbir Ke Siwa Kya Hai
Hussain Hi Ka Gharana Bacha Gaya Mujh Ko
Woh Khud Ujarh Gya Lekin Saja Gya Mujh Ko
Mayan E Karbobala Aah Mainy Kya Dekha
Ghira Laeenon Mein Kunba Rasool Ka Dekha
Batool Zadon Ko Bay Aab O Bay Ghiza Dekha
Bahata Pani Udhar Lashkar E Jafa Dekha
Namaz Parhte Rahe Dill Mein Iztarab Na Tha
Guzar Gaye Thy Kai Din Ke Ghar Mein Aab Na Tha
Bataun Kaisy Ke Dasween Ko Mainy Kya Dekha
Sahar Hui To Shahadat Ka Silsila Dekha
Kisi Ka Seena To Zakhmi Koi Gala Dekha
Lab E Furat Alam Khoon Mein Bhara Dekha
Hussain Lashon Pe Lashe Yun Hi Uthate Rahe
Aur Apni Rah E Shahadat Ki Simt Jaty Rahe
Kamar Rukooh Ki Tarah Thi Magar Hussain Uthe
Ky Ahl E Zulm Py Lazim Tha Ab Ky Taigh Chale
Ghazab Ki Taigh Chali Koi Rokta Kaisy
Imam E Waqt Thy Allah Ki Riza Pe Ruke
Azan E Asr Suni, Dekha Aalam E Bala
Kaha Hussain Ne Subhana Rabbi Al Aala
Aai Sada E Ghaib Ibadat Ka Waqt Hai
Ay Fatima Ke Laal Tilawat Ka Waqt Hai
Jannat Mein Saf Bandhi Hai Imamat Ka Waqt Hai
Bas Bas Hussain Bas Yeh Ibadat Ka Waqt Hai
Rakh Li Mayan Mein Shah E Bala Ne Zulfiqar
Woh Ghol Bandhy Aye Kamaan Dar Das Hazaar
Woh Bay Shumar Taighon Ke Phal Aur Ek Hussain
Woh Sainkarhon Payam E Ajal Aur Ek Hussain
Dooby Huye Thy Khoon Mein Gaisoo Hussain Ke
Teeron Ne Chaan Dale Thy Pehloo Hussain Ke
Naizay Ka Bin E Wehb Ne Pehloo Pe Kiya Waar
Kandhy Thy Chali Sath Zarara Ki Bhi Talwar
Nawak Bine Kahil Ka Kalaijy Ke Hua Paar
Bazo Mein Dar Aya Tabar E Khooli E Khon Khuwar
Taighen Opi Huiin Jo Barabar Se Chal Gaiin
Ghash Kha Gaya Qadam Se Rakaben Nikal Gaiin
Kiun Kar Kahun Ky Arsh E Khuda Khak Pe Gira
Khair Un Nisa Ka Mah E Laqa Khak Par Gira
Raiti Py Mustafa Ke Jigar Ka Lahu Gira
Syed Gira Imam Gira Naik Khoon Gira
Woh Zulm Ho Raha Tha Ky Duniya Ulat’ti Thi
Jab Zair E Taigh Gardan E Shabbir Kat’ti Thi
Woh Tund Taigh Zainab O Zahra Py Chalti Thi
Matam Kunaan Namaz Thi Aur Khoon Roti Thi
Jari Thi Yeh Sada Ky Nabi Ka Nawasa Hon
Amman Pilao Pani Main Pyasa Hun
Ajab Ada Se Namazi Namaz Parh Ke Gya
Bahan Ke Samny Nok E Sinaan Pe Charh Ky Gya
Nazar Mein Bhai Ke Sajde Ki Aab O Taab Jo Thi
Behan Ny Sar Khule Maqtal Mein Maghribain Parhi
Nazar Ky Samne Har Meh Laqa Ki Laash Rahi
Magar Jale Huye Khaimon Ki Ja Namaz Bichi
Gham E Hussain Ki Barchi Utha Gai Zainab
Magar Namaz Ki Duniya Basa Gai Zainab
0 notes
lifebyallah · 1 year
Text
Har Musibat wa Pareshani aur Mushkil se Nikalne ki Dua
لَّآ إِلَٰهَ إِلَّآ أَنتَ سُبْحَٰنَكَ إِنِّى كُنتُ مِنَ ٱلظَّٰلِمِينَ
La ilaha illa Anta Subhanaka inni Kuntu Minaz Zalimin
Tarjuma - Tere Siwa koi Mabood nahi, Teri Zaat Paak hai, Beshak Main hi Zaalim hun.
📕 Qur’an : Surah Al-Anbiya : 87
📕 Musibat ke Wakt ki Dua
0 notes
life-by-allah · 2 years
Text
Rasool Allah ﷺ ne Farmaya : Islam ki bunyad paanch chiz par qayam ki gayi hai.
Awwal Gawahi dena k ALLAH k siwa koi mabood nahi aur beshak Hazrat Mohammad ﷺ Allah ke sachche Rasool hai Aur Namaz Qayam karna aur Zakat ada karna aur Hajj karna aur Ramzan ke roze rakhna.
0 notes
aamiribd · 2 years
Photo
Tumblr media
#Quran #DailyHadithSMS #Hadith #Islam سورة التوبة ٣١ اِتَّخَذُوۡۤا اَحۡبَارَہُمۡ وَ رُہۡبَانَہُمۡ اَرۡبَابًا مِّنۡ دُوۡنِ اللّٰہِ وَ الۡمَسِیۡحَ ابۡنَ مَرۡیَمَ ۚ وَ مَاۤ اُمِرُوۡۤا اِلَّا لِیَعۡبُدُوۡۤا اِلٰـہًا وَّاحِدًا ۚ لَاۤ اِلٰہَ اِلَّا ہُوَ ؕ سُبۡحٰنَہٗ عَمَّا یُشۡرِکُوۡنَ. They have taken their scholars and monks as lords besides Allah , and [also] the Messiah, the son of Mary. And they were not commanded except to worship one God; there is no deity except Him. Exalted is He above whatever they associate with Him. [9. Surah At-Tawbah: 31] سورة التوبة 31 ان لوگوں نے اللہ کو چھوڑ کر اپنے عالموں اور درویشوں کو رب بنایا ہے اور مریم کے بیٹے مسیح کو حالانکہ انہیں صرف ایک اکیلے اللہ ہی کی عبادت کا حکم دیا گیا تھا جس کے سوا کوئی معبود نہیں وہ پاک ہے ان کے شریک مقرر کرنے سے ۔ Surah At-Tawbah: 31 Un logon ny ALLAH ko chor ker apny aalimon aur darweshon ko Rab banaya hai aur Maryam k betay maseeh ko, halan k unhain sirf aik akaily ALLAH hi ki ebadat ka hukam dia gaya tha jis k siwa koi mabood nahi, Wo paak hai un k shareek muqarrar kerny sy. https://www.instagram.com/p/Cn0hhMGIv5G/?igshid=NGJjMDIxMWI=
0 notes
sufism786-blog · 2 years
Photo
Tumblr media
*✨KAMIL - PEER AUR HAQ KI RAAH : ( read post ✍️)* Haq Tak Pohonchne Ke Kayi Raste Hain, Inme Se Asaan Rasta Jo Hain Haqiqat Ka Ilm Hasil Karlena, Yani Haq Ku Jistarah Jaana Ja Sakta Hain Uss Hadh Tak Usey Jaan Lena,, Ye Sirf Wohi Karsakta Hain Jo Haq Ku Janta Ho, Jiske Paas Pata Ho Wohi Bata Sakta Hain Na. Jo Khud Gumrah Ho Wo Auron Ko Bhi Gumrah Kardeta Hain. Haan Yaha Mushkil Ye Hain Ke Aise Shaksiyat Ki Talash Asan Nahin, Kyon Ke Aise Koi Kamil Shaks Khud Ko Zahir Nahi Karega Ke Wo Haq Ka Pata Rakhta Hain. Wo Kabhi Khud Se Nahi Kahega Ke Maii Kamil Peer Hu. Ye Aise Hote Hain Jab Bhi Chalte Hai Toh Apne Khadam Mitaate Chalte Hain. Iss Raah Me Aise Jaali Dhokebaaz Peer Behat Mil Jayenge, Jo Haq Ko Jaan Ne Ke Dawey Bhi Karenge, Lekin Inki Nazar Mureed Ke Haal Per Nahi Maal Per Rahegi, Jo Peer Fani Duniya Me Fanah Hone Wali Doulat Ko Apna Mabood Bana Rakha Ho Aise Peer Ko Khuda hafiz Karne Me he Bhalayi Hain. Sultan E Bahoo r.a Aise Peeron Ke Saath Saqt Lehje Me Kaha Ke Aise Jaali Peeron Ko 3 Talaq Dedey. Agar Tumhari Justaju Junoon Sachi Ho Toh, Khudrat Tumhe Kamil Peer Tak Pohonchayegi, Ye Haq Hain, Lekin Kabhi Apna Irada Tootne Na Dena, Mayus Nahi Hona Ke Koi Kamil Nahin Mil Raha, Hosakta Hai Tum Uske Samne Ho Aur Pehchan Nahin Rahe Ho. Ye Tumhe Kisi Bhi Bhes Me Mil Sakta Hain, uske Ilm Se Usey Pehchano, Mai Ye Nahi Kah Raha Hu Ke Wo Kitabon Ka Ilm Rakhne Wala Hoga, Wo 'Man-Araf' Ka Ilm Rakhta Hai, Khud Ki Pehchan Khuda Ki Pehchan Rakhta Hain. Aise Shaksiyat Mil Jaye Toh Usse Ruju Karo Mukammal Imaan Lawo Uss Per Aur Adab Mohabbat Itteba In 3 Cheezon Ka Qayal Rakho. اَلرَّحۡمٰنُ فَسۡئَلۡ بِہٖ خَبِیۡرًا " AR'RAHMANU FAAS AL BIHI QABIRAN " ( Al Furqan : 59 ) Trajuma : Rahman ka pata kisi Ba-Khabar se Pucho, Jo usey jaan ta ho-. Kalam E Paak Bhi Aise He Jaan Ne Wale Ki Talash Karne Ke Liye Keh Raha Hain. ( Admin ✍️ #amjadnazeeri ) (at Peer-e-Kamil) https://www.instagram.com/p/Cj2Pj1JOC3_/?igshid=NGJjMDIxMWI=
0 notes
nuktaguidance · 4 years
Text
کلیات آہ
Kulliyat e Aah By Maulana Abdush Shakoor Aah Muzaffarpuri کلیات آہ Read Online ڈاون لوڈ
Tumblr media
View On WordPress
0 notes
Photo
Tumblr media
Sissy Daughter On Her Wedding Night
Mommy & Daddy have arranged a marriage for their sissy daughter, Crissy.
Crissy exchanged wedding vows this afternoon with her bethrothed, Mabood, a large, black Arab man 30 years her senior.
Crissy vowed to love, honor, and obey her husband, and to never question any of his demands.
Mabood vowed to fuck Crissy hard 3 times a day, strictly punish her for any and all insubordination, and proudly display her like a dirty slut whenever they are in public.
Crissy’s forced transformation from son to daughter was only recently completed 2 weeks ago, so the thought of Crissy’s new life with Mabood is still a little difficult for her to grasp.
She will live in a large, elaborate tent in the middle of the desert, far from any hope of rescue.
She will have 2 full-time maids whose sole purpose will be to attend to Crissy, and prepare her to be mounted by her husband morning, noon, and night.
Her skin will be always be kept lily soft.
Her hair will always be exquisitely styled and curled, and kept just the blonde, slutty color that Mabood likes in his harem of wives.
And Crissy will have the finest lingerie in the land, so as to always excite her husband to aggressive action and repeated cum dumps in all her holes.
Crissy shudders when she thinks of her life ahead.
“Will my husband grow tired of me over time”?
“Which of my fuck holes will Mabood prefer”?
“Can I take all 9″ of him in my sissy cunt”?
“And what about my sissy mouth?”
Crissy will not be allowed to speak when in her husband’s presence, only to take his thick, hairy member between her lips, service him, and swallow his seed.
“Will he want my tongue pierced to increase his pleasure?”
“Can I give him a son”?
#sissy #sissy daughter #forced sissy daughter #mommy daughter #daddy daughter #black daddy #sissy wife #sissy bride #forced feminization #boy to girl #male to female #sissy slut
185 notes · View notes
shaikh-ramsha-abdul · 3 years
Text
SURAH - 112 AL-IKHLAAS AYAAT-4
Qul hu-wallaahu ahad allaahus-samad lam yalid walam yuulad waalam yakul-la-huu kufuwan ahad. 🤍
Meaning : Ae nabi S. A. W!! Kehdo wo ALLAH ek hai wo wo mabood barhaq be niyaz hai na wo kishi ka baap hai our nah wo kisi ka beta hai our nah koi uska hamsar hai.. 🤍
1 note · View note
dasht-ae-tanhai · 5 years
Text
Imaan kehta hai ke Allah ke siwa koi mabood nahi
Ishq ka taqaza hai ke Allah ke siwa koi maujood nahi
The demand of faith is that there is no God besides Allah
The demand of ishq is that there exists nothing besides Allah
24 notes · View notes
Text
Allah k Hukam Sure Naas me.
mai Dunya k Tamam insaano k Rab ki Panah Mangta hoo.Jo Badasha hai.Aur Tamam Logo ka Mabood hai.
Shaitan Jo Dil me Bure Bure Wasvase Dalta hai.Magar Allah ka Naam Sunkar Peeche Hat Jata hai.
Shaitan ka Kaam hai insaano aur Jinnat k Dilo me Bure Bure Wasvase Dalna.
Part
Sure Naas Mukamal
0 notes
younusalgoharsvoice · 6 years
Link
**ENABLE CC FOR ENGLISH AND URDU SUBTITLES**
In response to a viewer's question about God's style of speaking in the Koran, Sayyidi Younus AlGohar gives the true, esoteric explanation of a statement God made in Koran 7:172, which is commonly mistranslated as 'Am I not your Lord'? ( https://youtu.be/1ZWizeftUL0 )
Main points:
- Sometimes, God refers to himself in the third person and sometimes, God used to the plural pronoun, 'We' when addressing himself. This is due to God's temperament and further explanation cannot be given without asking God himself about it.
- There are two types of interpretations of the Koran: Tafseer and Taweel. Tafseer is the interpretation of the Koran based upon one's own intellectual understanding, research in dictionaries and Sharia - in short, it is based upon exoteric knowledge. On the other hand, a Taweel is based upon esoteric knowledge - it is divine inspiration sent by God onto a saint of God.
- The exoteric interpretation of 'Al Ast Bi Rabbikum' is 'Am I not your Lord'? But the esoteric interpretation - which is more appropriate - is, 'Am I not with your Provider?' There is a huge difference between the words 'Rab' and 'Mabood'. 'Mabood' means 'Creator' and 'Rab' means 'Provider'. The context of this statement in Koran 7:172 is that God had gathered the souls of the messengers, prophets and saints and stood next to them, saying to the souls, 'Am I not with your Provider?' Because on Earth, the prophets, messengers and saints would be the ones who would nurture the souls of common people. They would be the ones who dispensed guidance to people. God wanted to show the souls that the messengers, prophets and saints standing with him were acting on his behalf; they were not separate from him.
- The next sentence in the verse, 'We bear witness,' proves that the correct translation of 'Al Ast Bi Rabbikum' is actually 'Am I not with your Provider?' rather than 'Am I not your Lord?' Because the souls could not have possibly bore witness to their own creation, hence they could not have claimed to be able to verify God being their creator. Secondly, was there any doubt among the souls of God being their creator, due to which God would ask such a question? The answer is no. Therefore, what God was asking and what the souls bore witness to was not God's Creatorhood, but rather the fact that the prophets, messengers and saints were with God and they were to render spiritual provisions to the souls when they came to Earth.
3 notes · View notes
lifebyallah · 2 years
Text
Musibat ke waqt ki dua🤲
لَّآ إِلَٰهَ إِلَّآ أَنتَ سُبْحَٰنَكَ إِنِّى كُنتُ مِنَ ٱلظَّٰلِمِينَ
La ilaha illa Anta Subhanaka inni Kuntu Minaz Zalimin
Tere Siwa koi Mabood nahi, Teri Zaat Paak hai, Beshak Main hi Zaalim hun.
0 notes
goharshahi · 6 years
Video
youtube
**Turn on CC for English & Urdu Subtitles**
New Video: Al Ast Bi Rabbikum Ki Batni Taweel | ALRA TV | By His Holiness @younusalgohar https://www.youtube.com/watch?v=1ZWizeftUL0
In response to a viewer's question about God's style of speaking in the Koran, Sayyidi Younus AlGohar gives the true, esoteric explanation of a statement God made in Koran 7:172, which is commonly mistranslated as 'Am I not your Lord'?
Main points:
- Sometimes, God refers to himself in the third person and sometimes, God used to the plural pronoun, 'We' when addressing himself. This is due to God's temperament and further explanation cannot be given without asking God himself about it.
- There are two types of interpretations of the Koran: Tafseer and Taweel. Tafseer is the interpretation of the Koran based upon one's own intellectual understanding, research in dictionaries and Sharia - in short, it is based upon exoteric knowledge. On the other hand, a Taweel is based upon esoteric knowledge - it is divine inspiration sent by God onto a saint of God.
- The exoteric interpretation of 'Al Ast Bi Rabbikum' is 'Am I not your Lord'? But the esoteric interpretation - which is more appropriate - is, 'Am I not with your Provider?' There is a huge difference between the words 'Rab' and 'Mabood'. 'Mabood' means 'Creator' and 'Rab' means 'Provider'. The context of this statement in Koran 7:172 is that God had gathered the souls of the messengers, prophets and saints and stood next to them, saying to the souls, 'Am I not with your Provider?' Because on Earth, the prophets, messengers and saints would be the ones who would nurture the souls of common people. They would be the ones who dispensed guidance to people. God wanted to show the souls that the messengers, prophets and saints standing with him were acting on his behalf; they were not separate from him.
- The next sentence in the verse, 'We bear witness,' proves that the correct translation of 'Al Ast Bi Rabbikum' is actually 'Am I not with your Provider?' rather than 'Am I not your Lord?' Because the souls could not have possibly bore witness to their own creation, hence they could not have claimed to be able to verify God being their creator. Secondly, was there any doubt among the souls of God being their creator, due to which God would ask such a question? The answer is no. Therefore, what God was asking and what the souls bore witness to was not God's Creatorhood, but rather the fact that the prophets, messengers and saints were with God and they were to render spiritual provisions to the souls when they came to Earth.
-----------
Have a question for HH Younus AlGohar? Text your questions to us on WhatsApp: +447380315726  or Facebook messenger: http://m.me/alratv
Watch the live recordings of these lectures every day at 22:00 GMT at: http://www.younusalgohar.com
Can't access this video? Watch it on Daily Motion: http://www.dailymotion.com/mehdifound...
Listen to this speech on the go with SoundCloud: https://soundcloud.com/younusalgohar/
--- New monthly publications!
The True Mehdi Magazine: http://www.thetruemehdi.com/
Messiah Herald Magazine: http://messiahherald.com/
--- Read more about HH Younus AlGohar's work against terrorism: www.younusalgohar.org.
Instagram: http://instagram.com/mehdifoundation
Twitter: https://twitter.com/AlRa_TV https://twitter.com/mehdifoundation https://twitter.com/MessiahFdn https://twitter.com/younusalgohar
Facebook: https://www.facebook.com/alratv/ https://www.facebook.com/HHYounusAlGo...
Websites: http://www.goharshahi.us/ http://www.theawaitedone.com/ http://thereligionofgod.com http://www.younusalgohar.org/
*NEW URDU LANGUAGE WEBSITE* http://www.mehdifoundation.com/
2 notes · View notes
aamiribd · 3 years
Photo
Tumblr media
#DailyHadithSMS #Quran #Hadith #Islam وَهُوَ ٱللَّهُ فِی ٱلسَّمَـٰوَ ٰ⁠تِ وَفِی ٱلۡأَرۡضِ یَعۡلَمُ سِرَّكُمۡ وَجَهۡرَكُمۡ وَیَعۡلَمُ مَا تَكۡسِبُونَ. سورة الأنعام ٣ And He is Allah, [the only deity] in the heavens and the earth. He knows your secret and what you make public, and He knows that which you earn. [Surah Al-An'am: 3] اور وہی ہے معبود برحق آسمانوں میں بھی اور زمین میں بھی، وه تمہارے پوشیده احوال کو بھی اور تمہارے ﻇاہر احوال کو بھی جانتا ہے اور تم جو کچھ عمل کرتے ہو اس کو بھی جانتا ہے۔ سورۃ الأنعام 3 Surah Al-An'am: 3 Aur Wohi hai Mabood-e-bar-Haq Aasmano main bhi aur Zamin main bhi, Wo tumhary poshida ahwaal ko bhi aur tumhary zahir ahwaal ko bhi janta hai aur tum jo kuch amal kerty ho usko bhi janta hai. https://www.instagram.com/p/CVjckWbIKua/?utm_medium=tumblr
1 note · View note