Tumgik
#muhbat
awaara-pan · 6 years
Text
محبت ♥
مــــحـــبت جب بھی ہوتی ہے
ستارہ وار ہوتی ہے
بساط وقت سے باہر
ابد کے پار ہوتی ہے
19 notes · View notes
annievibes55 · 4 years
Photo
Tumblr media
#muhbat #goodlines https://www.instagram.com/p/CAaC8WSJyrq/?igshid=je2owkl8lecy
0 notes
chaakjigar · 4 years
Text
Tera Johar He Noori, Paak Hai Tu
Farogh-e-Deeda-e-Aflaak Hai Tu
Tere Saidhe Zaboo Aa-Farishta-o-hoor
Kay Shaheen-e-Shahe Lo-Laak Hai Tu
The crux of your creation is Noor (light), You are pure
Heavenly eyes want to see your progress
Angels and Beautiful Maidens are for you
You are an Eagle of God's Beloved (Shah) the owner of lo-laak (realm where no one can go)
 Hakimi Nay Musalmani Khudi Ki
Kalimi Ramz-e-Pinhani Khudi Ki
Tujhe Gur Fakr-o-Shahi Ka Bata Doon
Ghareebi Mein Nigehbani Khudhi Ki
 Wisdom is when Khudi reaches climax and becomes Muslim
Hidden secret to Khudi is when one can start talking with God
Let me tell you the secret of poverty and richness
In poverty you be guardian of Khudi
Dyar-e-Ishq Mein Apna Maqaam Paida Ker
  Set your own standard in the realm of love!
(Create a place for thyself in the realm of love;)
 Zindagani Hai Sadaf Qatra-e-Nesa Hai Khudhi
Woh Sadaf Kya Ke Jo Qatre Ko Gohar Ker Na Sakay
 Life is like an Oyster Seashell, Khudi is a droplet of irritant
What's the worth of an Oyster Seashell? If it cant create a Pearl from an irritant
(Foreign irritants stimulates nacre production within Oyster Seashell to create a Pearl)
 Ho Agar Khudnegaro, Khudgaro, Khudgeer Khudi
Yeh Bhi Mumkin Hai Ke Tu Mout Se Bhi Mar Na Sakay
 If Khudi is under these qualities "Self vigilance", "Self molding", "Self Critical"
Then Its possible that even death cant kill you
 Dyar-e-Ishq Mein Apna Maqaam Paida Ker
  Set your own standard in the realm of love!
(Create a place for thyself in the realm of love;)
 Khudi Ki Jalwatoon Mein Mustafai
Khudi Ki Khalwatoon Mein Kibriai
Zameeno Asmano Arsh-o-Kursi
Khudi Ki Zud Mein He Saari Khudai
 When Khudi is apparent then its Prophet-hood
When Khudi is hidden then its Divine
Earth, Skies, Heaven and Throne
Way to God is in the grip of Khudi
 Deikh, Apna Maqaam Paida Ker
 Look!...Set your own standard
  Tere Seene Mein Daam He, Dil Nahi Hai
Tera Daam Garmian Mehfil Nahin Hai
Guzar Ja Aqal Se Agay, Ke Yeh Noor
Charagh-e-Raah He Hai, Manzil Nahin Hai
 In your chest is heartbeat, but no passion no emotions
Your heartbeat is not capable to stir up or warm-up the congregation
Go beyond the realm of logic, that this light (Noor)
Is a light to a path, but its not final destination
  Deikh, Apna Maqaam Paida Ker
 Look!...Set your own standard
  Phir Charagh-e-Lala Se Roshan Hoay Koh-o-Daman
Mujh Ko Phir Naghmon Pe Uqsanay Laga Murgh-e-Chaman
Apne Mun Mein Doob Ker Baja Suragh-e-Zindagi
Tu Agar Mera Nahi Banta Na Bun... Apna To Bun
 Then, Tulips Blossoming have brought life to Mountains and Valleys
Seeing this scenery and Birds singing; its tempting me to sing as well
Dive within yourself and find the secret of life
If you dislike following me, then don't! but at least listen to your own self
  Mun Ki Dunya Mun Ki Dunya Sooz-o-Masti Jazb-o-Shouq
Tan Ki Dunya Tun Ki Dunya Sood-o-Sauda Makr-o-Fun
Mun Ki Doulat Haath Aati Hai To Phir Jaati Nahi
Tan Ki Daulat Chaaon Hai Aata Hai Dhan Jata Hai Dhan
 Inward world is feelings-emotions, and passion-interests
Outward world is bargain-dealings, and deception-art
When one attains inward wealth then one never looses it
Outward wealth is like a shadow, Money comes and goes
 Mun Ki Dunya Mein Na Paya Mein Ne Afrangi Ka Raaj
Mun Ki Dunya Mein Na Dekhe Mein Ne Shaikh-o-Brahman
Paani Paani Ker Gayi Mujh Ko Qalandar Ki Yeh Baat
Tu Jhuka Jab Ghair Ke Agay Na Mun Tera Na Tan
 In inward world I don't find the throne of Britishers
In inward world I didn't find Sheikhs nor Brahmins
This message of saint made me humble and brought humility
When you protest in front of others you lose both inner and outer world
  Abb to, Apna Maqaam Paida Ker
At least Now!...Set your own standard
 Nahin Tera Nashemen Qasr-e-sultani Ke Gumbat Per
Tu Shaheen He Basera Ker Paharon Ki Chatano Mein
 Your abode is not on the domes and palaces of sultans
You are an Eagle, traverse and dwell through the heights of mountains
(You were not made to take things lightly and relax, you were made to face challenges head-on and overcome them)
 Apna Maqaam Paida Ker
 Set your own standard
  Khudi Mein Gum He Khudai, Talaash Ker Ghafil
Yehi He Tere Leyee Abb Salah-e-Kaar Ki Raah
Hadith-e-Dil Kisi Darwaish Bay-Qaleem Se Pooch
Khuda Kere Tujhe Tere Maqam Se Agah
 Path to God is hidden in Khudi, Find it! Oh the one who has neglected
This is now the way of your salvation and reawakening
Ask the one who has achieved contentment about situation of his heart
I pray that God makes you aware of your true status
 Apna Maqaam Paida Ker
 Set your own standard
 Nigah-e-Fakr Mein Shaan-e-Sikandri Kya Hai
Khiraj Ki Jo Gadda Ho Woh Qaisri Kya Hai
Buttoan Se Tujh Ko Umeedain Khuda Se Na Umeedi
Mujhe Bataa To Sahih Aur Kaafri Kya Hai
 In the eyesight of Fakr (contentment) what is the glory of Alexander?
What is that Cesar? Who is begging and is in need of taxation from his subjects
You have tied your hopes with Idols, and from God you have no hope or expectations
Tell me!! what could be more infidelity/disbelief than this?
 Faqat Nigah Se Hota He Faisla Dil Ka
Na Ho Nigah Mein Shokhi To Dill Barri Kya Hai
Kise Nahin He Tamana-e-Sarwari Laikin
Khudi Ki Moat Ho Jis Mein Woh Sarwari Kya Hai
 Only! Just Through eyesight a decision of heart is made
But if eyesight doesn’t have sharpness then what is the value of power of attraction
Who doesn’t yearn for superiority, leadership, upper status? But
What is superiority, leadership, and upper status if it means that your Khudi is dead in the process?
 Apna Maqaam Paida Ker
 Set your own standard
 Khudhi Ko Ker Buland Itna Ke Her Taqdeer Se Pehle
Khuda Bande Se Khud Pochay Bata Teri Raza Kya Hai
 Raise your rank so high that before destiny is decided
God himself asks you "What is your Will?"
 Apna Maqaam Paida Ker
 Set your own standard
 Galla To Ghoant Dia Ahl-e-Madrassa Ne Tera
Kahan Se Ayae Sadda La Ilah Ill Lallah
 The inhabitants of madrassah have choked your throat
Now from where will come the voice of La Ilah Ill Lallah?
 Apna Maqaam Paida Ker
 Set your own standard
 Her Shay Musaafi Her Cheez Raahi
Kya Chand Tare Kya Murgh-o-Maahi
 Everything is traveling, on a journey; everything is bound to perish
What moon? What birds?
 Kuch Qadar Apni Tu Ne Na jaani
Yeh Be-Sawaadi Yeh Kam Nigahi
Peere-Haram Ko Daikha Hai Mein Ne
Qirdar Be-Soaz Guftar Wahi
 Some of it is your fault; that you have not yet realized your value
This life void of spark and purpose, This lack of foresight and under sightedness
I have seen the guardian of Harem (referring to vast majority of Mullah and clergy)
In character there is no attraction, and speech is useless vain talk
 Daikh…Apna Maqaam Paida Ker
 Look!....Set your own standard
  Dil-e-Toor-e-Seena-o-Faaraan Do Neem
Tajali Ka Phir Muntazir He Qaleem
Musalmaan He Tawheed Mein Garam Joash
Magar Dil Abhi Taak He Zunaar Poash
 Cut open is the heart of Sinai and Faran,
And Moses waits for a renewed appearance of God
Muslim passionately says that God is One!
But his heart is Still a heathen caught up in idol rituals:
  Tamadun, Taswauf, Shariat, Kallam
Buttaan-e-Ajam ke poojari tamamm
Haqeeqat Khurafat Mein Kho Gayee
Yeh Ummat Rawaiat Mein Kho Gayee
 In culture, mysticism, canon law, And dialectical theology
He worships idols of non-Arab make.
The truth has been lost in absurdities,
And in traditions is this ummah rooted still.
 (The truth was lost in trifles, vain disputes
And the nation was lost in conventions and traditions)
 Daikh, Apna Maqaam Paida Ker
 Look!....Set your own standard
 Lubhata He Dil Ko Qalam-e-Khateeb
Magar Lazzat-e-Shoaq Se Be-Naseeb
Bayan Uss Ka Mantak Se Suljha Hooa
Lughat Ke Bakheron Mein Uljha Hooa
 The speaker’s (Khateeb-Mullah) rhetoric is Enchanting,
But is devoid of passion
His speech is clothed in neat logic
But lost in a maze of words
 Woh Sufi Ke Tha Khidmat-e-Haq Mein Mard
Muhbat me Yakta; Hamiat Mein Fard
 The sufi, was unique in the love of truth,
Unique in the love of God, and in devotion
 Ajam Ke Khialiat Mein Kho Gya
Yeh Saaliq Maqamat Mein Kho Gya
 Bujhi Ishq Ki Aag Andhair He
Musalmaan Nahin Raakh Ka Dhair Hai
 He got lost in foreign ideas
He was lost in the hierarchic ranks
The fire of love is extinguished
Muslim is no more he is a heap of ashes
 Apna Maqaam Paida Ker
 Set your own standard
 Shrab-e-Kohan Phir Pila Sa Kia
Wohi Jam Gardish Mein La Sa Kia
Mujhe Ishq Ke Pur Laga Ker Ura
Meri Khaq Jugnoo Bana Ker Ura
 O Saqi (O God's Beloved)! Give me the old wine again(Intoxication of Tawhid)!
Let the potent cup go round!
Let me soar on the wings of love
Make my dust bright and fly
 Hari Shaakh Millat Tere Num Se Hay
Nafas Iss Badan Mein Tere Dam Se Hai
Tarapne Pharakne ki Taufeeq De
Dil-e-Murtaza Soaz-e-Siddiq de
 You are the one that can provide nourishment to this nation
You are the one that can sustain it
Make them alive, restless, stir them shake them up
Give them Ali’s heart; give them Siddiq’s passion;
 Jiggar Se Wohi Teer Phir Paar Ker
Tamana Ko Seeno Mein Bedaar Ker
Tere Asmanoo Ke Taroan Ki Khair
Zameeno ke Shab Zinda-Daron Ki khair
 Let the same old love pierce their hearts;
Awaken in them a burning zeal, will, determination;
Let the stars throw down their spears,
And let the earth’s dwellers tremble
 Jawanao Ko Soaz-e-Jigar Baksh De
Mera Ishq Meri Nazar Baksh De
 Give the young a passion that consumes;
Give them my vision, my love of God;
 Apna Maqaam Paida Ker
Set your own standard
 Dyar-e-Ishq Mein Apna Maqaam Paida Ker
Naya Zamana Nayae Subho Shaam Paida Ker
 Create a place for thyself in the realm of love;
Create a new age, new days and nights.
 Khuda Agar Dil-e-Fitrat Shinaas De Tujhko
Sukoot-e-Laalaa-o-Gul Se Kalaam Paida Kar
Mein Shaakh Taak Hoon Meri Nazar He Mera Samar
Mere Samar Se Naye la-lafam Paida Ker
 If God grants you a heart of nature that can understand nature (fitrah),
Create poetry(talking Kalaam) from the silence of Tulips and roses.
My ghazal is the essence of my life-blood,
Create thy elixir of life out ‘of this essence.
 Mera Tareek Ameeri Nahi Faqeeri Hai
My ways are not wealth but poverty (contentment),
 Na Momin He Na Momin Ki Ameeri
Raha Sufi Gayee Roshan Zameeri
Khuda Se Phir Wohi Qalb-o-Nazar Maang
Nahin Mumkin Ameeri Be Faqeeri
 Neither there is a Muslim (Believer) nor his power/wealth remains;
The Sufi has outlived his radiant soul;
Ask God for the heart and soul of men of the past (righteous generations),
Become a fakir (contentment), first! to regain your lost power/wealth.
 Mera Tareek Ameeri Nahi Faqeeri Hai
Khudi Na Baich Ghareebi Mein Naam Paida Kar
 My ways are not wealth but poverty (contentment),
Do not sell selfhood, create honor in poverty.
 (My way of life is poverty (contentment), not the pursuit of wealth)
(Barter not thy Selfhood; win a name in adversity)
 Dyar-e-Ishq Mein Apna Maqaam Paida Ker
Naya Zamana Nayae Subho Shaam paida ker
 Create a place for thyself in the realm of love;
Create a new age, new days and nights.
-Allama Iqbal
17 notes · View notes
karam-24 · 6 years
Video
youtube
I love you s♥ pahli pahli bar muhbat ki hai
6 notes · View notes
Video
Muhbat her aik k bas ka rog ni https://www.instagram.com/p/CZP7RrhIu8p/?utm_medium=tumblr
0 notes
taj-tamz · 3 years
Text
Pastor .... Smoking karty thy unhy ak new khadma ai our kalam sunanye lagy unho na Bola ak aysa alaqa ha waha ap na logu ko khuda ki atarf Lany , 3mah bad ai or gusay sa boli log sunty nhi , us na sun na k Bola JIS din wo ai us ki nazar cigarette pa thi fazal pa nhi ... Then pastor na pray ki or wo roye phir wo dobara us alaqy ma munadi ki .... Masala tab hoty jab humri life sa fazal,umeed, muhbat transfer nhi hota...
Tumblr media
0 notes
partnersrelief · 3 years
Text
Umbrellas. Water. Mud.
Tumblr media
1. This Week
Responding to hate with love. Rapidly. Muhbat deserves good food. Umbrellas!
2. Plan
A B C D E F G H I J K...L
3. Minute Read
You - and we - helped 59,050 here.
4. Epic
Mud.
5. Backstory
Here.
-Jenn Partners HQ
0 notes
followersitaly · 4 years
Link
0 notes
Video
Muhbat ka gam Bhailog (at Bihar Sharif) https://www.instagram.com/p/B-WhWuqDysl/?igshid=1n5tsn3o6n4sh
0 notes
newostlyrics · 5 years
Link
Do Bol OST :- Latest pakistani drama song in the Singer of Nabeel Shaukat & Aima Baig. Composer of this Naveed Naushadsong given by ARY Digital this song Lyrics Naveed Naushad & Imran Raza of this song directed by Syed Wajahat Hussain. This song is Producer by Humayun Saeed and Shahzad Nasib, Samina Humayun Saeed, Sana Shahnawaz.
Song Title OST - Do Bol Lyrics
Singer - Nabeel Shaukat & Aima Baig
Producers - Humayun Saeed and Shahzad Nasib, Samina Humayun Saeed, Sana Shahnawaz
Composer - Naveed Naushad
Director - Syed Wajahat Hussain
Label - ARY Digital
Do Bol Title Song Lyrics
Ja Tujhe Maaf Kiya
Ja Tujhe Maaf Kiya.
Ooooooo…..!
Pyar Ki Raah Mein Mujhko Yu Chorne Wale
Pyar Ki Raah Mein Mujhko Yu Chorne Wale.
Ja Tujhy Maaf Kiya…
Ja Tujhy Maaf Kiya…
Dil Ko Turne Wale
Sitam Hai Khudiya, Kyu Pyar Banniya.
Jo Luty Dil Ka Jahan, Dil Itna Rolaya.
Hain Ghum Muskaraya
Ye Apny Hai Anjan……….!
Toot Kar Pyar Kary Dil Jo, Bekhaar Jata Hai………!
Toot Kar Pyar Kary Dil Jo, Bekhaar Jata Hai………!
Ishq Tu Samne Ankhon Kay
Mukar Jata Hai.
Bhoj Hai Dil Pay Muhbat Ka Utaro Kasy.
Bhoj Hai Dil Pay Muhbat Ka Utaro Kasy.
Kahky Do Bol Yeh Ek Umer
Guzaro Kasy…..!
Rakh Day Pemanny Pay Apno
Tolny Waly…..!
Ja Tujhy Maaf Kiya, Ja Tujhy Maaf Kiya.
Dil Ko Turne Wale.
Sitam Hai Khudiya, Kyu Pyar Banniya.
Jo Luty Dil Ka Jahan, Dil Itna Rolayia.
Hain Ghum Muskaraya
Yeh Apny Hai Anjan………!
Do Bol Drama Video Song
0 notes
awaara-pan · 7 years
Text
........💝... Meri Chahate Badhne Lagi Hai........💝❤💖💗😍 .......💝... Mujhe Teri Zarurat Hone Lagi Hai......💝❤💖💗😍 .......💝... Bas Bahon Mein Raho Tum Meri.......💝❤💖💗😍 .......💝... Mujhe Tum Se Mohabbat Hone Lagi Hai.......💝❤💗💖💗❤😍
7 notes · View notes
mwhwajahat · 5 years
Video
youtube
muhbat hmesha pahli hotti hai sad word urdu sad poetry
0 notes
tallyplex · 5 years
Link
Ishq Zaat Lyrics, Jawaid Bashir
OST Title: Ishq Zaat Lyrics Singer: Jawaid Bashir  Channel: LTN Family
Ishq Zaat Lyrics
Mene masoom bahron mein Tumhy dekha hai Mene pur-noor staron mein Tumhy dekha hai Mere Mehboob tere parda nashni ki kasam Mene Ashqo ki kitaro meiin tumhy dekha dekha hai Ankh uthi muhbat ne angrahi li Ankh uthi muhbat ne angrahi li Dil ka suda howa Chandni raat mein Ankh uthi muhbat ne angrahi li Ankh uthi muhbat ne angrahi li Dil ka suda howa Chandni raat mein Un ki nazaron ne kuch asa jadu kiya Lut gye hum tu pheli mulaqat mein Un ki nazaron ne kuch asa jadu kiya Un ki nazaron ne kuch asa jadu kiya Lut gye hum tu pheli mulaqat mein Lut gye hum tu pheli mulaqat mein Ankh uthi muhbat ne angrahi li Sath apna wafa mein chooty kabhi Sath apna wafa mein chooty kabhi Yaar ki door band kar na tooty kabhi Yaar ki door band kar na tooty kabhi Choot jaye zamana koi gum nahi Hath tera rahy bas mere hath mein  Ankh uthi muhbat ne angrahi li Ankh uthi muhbat ne angrahi li Hain tere yaad dil say lapti howi Hain tere yaad dil say lapti howi Har garhi taswer tere hussan ka Har garhi taswer tere hussan ka Tere ulfat ka pehra laga hai sanam Kon aye ga tere ? Ankh uthi muhbat ne angrahi li Ankh uthi muhbat ne angrahi li Dil ka suda howa Chandni raat mein
0 notes
awaara-pan · 7 years
Quote
ﺟﮭﻠﯿﺎ۔۔۔۔ﺟﯽ ﻧﻮﮞ ﺟﯽ ﮨُﻨﺪﯼ ﺍﮮ ﮨﻮﺭ "ﻣﺤﺒﺖ"۔۔۔۔ﮐﯽ ﮨُﻨﺪﯼ ﺍﮮ
Awaara-pan
5 notes · View notes
awaara-pan · 7 years
Text
محبت، عزت ہوتی ہے، خیرات نہیں۔ بڑے نصیب سے ملتی ہے، اوقات سے نہیں۔ Muhbat, izaet hoti ha. Khyraat nhi !!! Beray Naseeb say Milte ha. Aoqaat say nahi
47 notes · View notes
awaara-pan · 7 years
Text
Muhbat ?
Tum kya Semjhty hu mhubat ko... Char harfho main ek aziyat Hai...
3 notes · View notes