Tumgik
#Azaab
stylized-corpse · 1 month
Text
Tumblr media
Tonight!
2 notes · View notes
cyberdank · 1 month
Audio
0 notes
metalshockfinland · 3 months
Text
Pakistan’s AZAAB Announce Canadian Tour in May with New Lineup
Azaab, the Islamabad-based death metal act, is thrilled to announce their upcoming Canadian tour in May 2024. The tour comes in the wake of significant lineup changes within the band, presenting a fresh chapter for Azaab. Following the departure of their original vocalist, who moved to Saudi Arabia for work, and their bassist preparing for relocation, Azaab faced the challenge of finding new…
Tumblr media
View On WordPress
0 notes
zibah-ho · 7 months
Text
Work was fucking shit today and I am unfortunately out of booze but I have got a fuckload of kheer time to cope south Asian style
7 notes · View notes
tumhara-raghav · 1 year
Text
" Weather bahar acha ho bura usse hamako kya matlab?
Hum toh lotenge ich na, hamako pasand lotna "
12 notes · View notes
silentvoiceoftheheart · 8 months
Text
I have 1000's blocked in my dm. Lekin bas us ek shaks ke reply ke liye bekarar rehna ...
2 notes · View notes
shrimpbiryani · 1 year
Text
i'm honestly so tempted to subscribe to get rid of these fucking tumblr ads
0 notes
mehreenkhan · 8 months
Text
Tumblr media Tumblr media
Kitab Sada Rahegi Kab Tak, Kabhi To Aghaz-e-Baab Hoga
Tumblr media
Jinhon Ne Basti Ujaar Dali, Kabhi To Unka Hisab Hoga
Tumblr media
Seher Ki khushiyan Manane Walo, Seher k Tewar Bata Rahe Hain
Tumblr media
Abhi to Itni Ghutan Barhegi, Ke Sans Lena Azaab Hoga
Tumblr media
Wo din gaya jab ke har sitam ko, ada-e-mehbub samajh k chup the
Tumblr media
Uthe Gi Hum Per Jo Eent Koi, To Pathar Uska Jawab Hoga
Tumblr media
Sukoon-e-Sehra Me Basne Walo, Zara Ruton ka Mizaj Samjho
Tumblr media
Jo Aaj Ka Din Sukoon Se Guzra, To kal Ka Mousam Kharab Ho ga
-Murtaza Birlas
290 notes · View notes
rekhtaa · 3 months
Text
Kabhi kisi ko, mukammal jahaan nahin milta,
Kahin zamin, toh kahin aasman nahin milta,
Tamam shahr mein, aisa nahin khulus na ho,
Jahan umid ho iski, wahan nahin milta,
Kahan charagh jalaen, kahan gulab rakhen,
Chhath-en to milti hain, lekin makaan nahin milta,
Ye kya azaab hai, sab apne aap mein gum hain,
Zaban mili hai, magar ham-zaban nahin milta,
Charagh jalte hi, binaai bujhne lagti hai
Khud apne ghar mein hi,  ghar ka nishan nahin milta
-
Nida Fazli
Saturday, March 16, 2024
12.10 am, Bangalore, India
70 notes · View notes
arcane-ersana · 1 year
Text
In my "aadat akelepan ki jo pehle azaab thi, ab lutf ban gai hai, aziyat nahi rahi" era
185 notes · View notes
blogbyameera · 10 months
Text
Kayi haadsey mere jism o jaan pe guzar gaye mujhe jane kis ki thi bad'dua , mein maraa nahi
Wo jo ek shaam thi khuwab si , kahin kho gayi wo jo ek din tha azaab sa , wo dhalaa nahi
- dr sajid rahim
73 notes · View notes
stylized-corpse · 1 month
Text
Azaab @ Traxide - 05/11/2024
0 notes
cyberdank · 1 month
Text
also i went to go see a death metal band from pakistan last night it was SO GOOD (i live very far from pakistan so it was so neat and a very special thing to have in my city)
0 notes
pyaariposting · 1 year
Text
kisi ko saunpa gya tu bagair mehnat ke meri kamayi koi chheen le gya mujhse
ab iss azaab mein ek khudkushi hai hal mera ye ek hal magar deen le gya mujhse
- me
61 notes · View notes
maihonhassan · 2 years
Text
“Kitna azaab hota hai kisi ka kabhi nazar na aana aur kitna azaab hota hai kisi ka har waqt nazar aate rehna”.
— From Drama (Hum kahan k sachay thay)
258 notes · View notes
scribblesbyavi · 1 year
Text
Tumblr media Tumblr media
yaad-e-maazi azaab hai ya rab
cheen le mujhse hafiza mera
69 notes · View notes