Tumgik
maihonhassan · 4 hours
Text
Tamām umr tirā intizār kar leñge,
Magar ye rañj rahegā ki zindagī kam hai
- Shahid Siddiqui
8 notes · View notes
maihonhassan · 6 hours
Text
Sometimes, you just can't hold it inside:
"Aaj sadmay balaa ke thay, warna dil ki adat nahin ke aaah kare."
- Arslan Abbas
21 notes · View notes
maihonhassan · 1 day
Text
There is melancholy in this line:
"agar main yai kahon tum se, ke tum bin adhoora hoon, tou kya takmeel mumkin hai?"
15 notes · View notes
maihonhassan · 1 day
Text
When Nasir Kazmi said, “Din bhar to main duniya ke dhandon mein khoya raha, jab diwaron se dhup dhali tum yaad aaye.” and when Parveen Shakir said, “Ishq ne seekh hi li waqt ki taqseem ke ab, wo mujhe yaad to aata hai magar kaam ke baad.”
17 notes · View notes
maihonhassan · 3 days
Text
Imtiaz Ali and his obsession with “Uss paar”
Laila Majnu — “Paharon ke uss paar”
Rockstar — “Ghalat aur sahi ke uss paar”
Chamkila — “Mujhe jana hai uss paar”
18 notes · View notes
maihonhassan · 4 days
Text
youtube
In the era of remakes, this soothes me, Only Irshad Kamil, A.R Rehman sir and Arijit could deliver this. Masterpeice
9 notes · View notes
maihonhassan · 5 days
Text
When Ahmad Faraz said:
chalā thā zikr zamāne kī bevafā.ī kā, so aa gayā hai tumhārā ḳhayāl vaise hī
And when Faiz Ahmad Faiz said:
kar rahā thā ġham-e-jahāñ kā hisāb, aaj tum yaad be-hisāb aa.e
33 notes · View notes
maihonhassan · 5 days
Text
When Mahmoud Darwish said:
“Take me back to where I was before met you, then leave.”
And Wajid Shaikh Said:
“Tum chaho toh phir bhichar jaana mujhe bas tum phir pehle jaisa kardo”
78 notes · View notes
maihonhassan · 6 days
Text
5 reasons why you are Mirza Ghalib:
Aapko neend raat bhar nahi aati.
(maut ka ek din muayyan hai,niind kyu raat bhar nahi aati)
Har kisi se Wafa ki ummeed rakhte ho.
(ham ko un se wafa ki hai ummeed,jo nahi jante wafa kya hai)
Aapko ishq ne niqamma kar diya hai.
(ishq ne 'ghalib' nikamma kar diya varna ham bhi aadmi the kaam ke.)
Junoon mai kuch bhi bakte rehte ho.
(bak raha hu junoon me kya-kya,kuchh na samjhe khuda kare koi)
Sab se tawaqqo uth gayi hai.
(jab tavaqqo hi uth gayi 'ghalib',kyu kisi ka gila kare koi)
107 notes · View notes
maihonhassan · 9 days
Text
These lines by Mustansar Hussain Tarar is so real:
"Logoun ke hissay ki khushi par hasad mat karein. Aap ne inke hissay ka gham bhi tou nahi dekha."
65 notes · View notes
maihonhassan · 10 days
Text
When Farhat Ehsas wrote:
Meri dil ki tabahi ki shikayat par kaha us ne , tum apne ghar ki chizon ki hifazat kyun nahin karte
And Jaun Eliya Replied:
Kaun is ghar ki dekh bhaal kare, roz ek cheez toot jaati hai
41 notes · View notes
maihonhassan · 11 days
Text
Read somewhere,
“Jab haasil hojaye tou khaak barabar; rizq bhi, ishq bhi, raqeeb bhi.”
and I have been witnessing this to a scary amount.
131 notes · View notes
maihonhassan · 11 days
Text
When Local Train sang:
Aaoge tum kabhi, meri jaa keh rahi, gayega ya sama, gayegi ye zameen
Badlega ye jahan, gayega asmaan, aaoge tum kabhi, meri jaa keh rahi
And Jaun Eliya replied:
"Tum jab aaogi to khoya hova paogi mujhe, meri tanhai mein khwabon ke siwa kuchh bhi nahin."
19 notes · View notes
maihonhassan · 12 days
Text
I have no place to call a home
Hence aimlessly I ramble and roam,
The wild grass is my restful bed;
The sky above, a sheltering dome.
"Koi veerani si veerani hai, dasht ko dekh ke ghar yaad aaya."
15 notes · View notes
maihonhassan · 12 days
Text
Seeking you is not the same as having you:
“Tujhe paane ki koshish mein kuchh itna kho chuka hun main, ki tu mil bhi agar jaye to ab milne ka gham hoga.”
— Waseem Barelvi
60 notes · View notes
maihonhassan · 13 days
Text
In English we say;
“don’t make promises you can’t keep”
But in Urdu we say;
“ye soch kar koi ehd-e-wafa karo humse, hum aik waadein pe umrein guzaar dete hain”
18 notes · View notes
maihonhassan · 13 days
Text
My dear, you and I were created in chaos. May be in between forever and nothing, there’s a place for us. I won’t forget you and may be that’s the only forever the two of us will have together and Jamal Ehsani beautifully describes the pain in this couplet:
“ye gham nahin hai ki hum donon ek ho na sake, ye ranj hai ki koi darmiyaan mein bhi na tha.”
26 notes · View notes