#dil ne kaha dil se
Explore tagged Tumblr posts
Text
बाथरूम में "दिल ने ये कहा है दिल से" पर लड़की की अजीब हरकत: वायरल वीडियो देख लोग हैरान, बना मजाक का कारण!
Viral News: सोशल मीडिया आज एक ऐसा मंच बन चुका है, जहां लोग अपनी प्रतिभा, अजीब हरकतों या विवादित कंटेंट के जरिए रातोंरात फेमस हो जाते हैं। हाल ही में एक लड़की का वीडियो सोशल मीडिया पर तहलका मचा रहा है, जिसमें वह बाथरूम में बॉलीवुड के मशहूर गाने “दिल ने ये कहा है दिल से” पर ऐसी एक्टिंग करती नजर आ रही है कि लोग देखते ही अपना सिर पीट ले रहे हैं। इस अनोखे और ऊटपटांग अंदाज ने न सिर्फ लोगों का ध्यान…
#bathroom reel#bollywood song reel#dil ne ye kaha hai dil se#Funny Video#instagram reel#khushi videos#khushivideos1m#Social Media Trend#Viral Video#weird acting
0 notes
Text






Reading Parveen shakir gives college vibes but in urdu aesthetic eraaa "Parveen Shakir"
Apne bistar pe bahut der se main neem-daraz
sochti thi ki wo is waqt kahan par hoga
Main yahan hoon magar us kucha-e-rang-o-bu mein
roz ki tarah se wo aaj bhi aaya hoga
Aur jab us ne wahan mujh ko na paya hoga!?
Aap ko ilm hai wo aaj nahin aayi hain?
Meri har dost se us ne yahi poochha hoga
Kyun nahin aayi wo kya baat hui hai aakhir
Khud se is baat pe sau baar wo uljha hoga
Kal wo aayegi to main us se nahin bolunga
Aap hi aap kai baar wo rootha hoga
Wo nahin hai to bulandi ka safar kitna kathin
Seedhiyan chadhte hue us ne ye socha hoga
Rahdaari mein hare lawn mein phoolon ke qareeb
Us ne har samt mujhe aan ke dhoonda hoga
Naam bhule se jo mera kahin aaya hoga
Ghair-mahsus tareeqe se wo chaunka hoga
Ek jumle ko kai baar sunaya hoga
Baat karte hue sau baar wo bhoola hoga
Ye jo ladki nai aayi hai kahin wo to nahin
Us ne har chehra yahi soch ke dekha hoga
Jaan-e-mahfil hai magar aaj faqat mere baghair
Haye kis darja wahi bazm mein tanha hoga
Kabhi sannaton se vahshat jo hui hogi use
Us ne be-sakhte phir mujh ko pukara hoga
Chalte chalte koi manus si aahat paa kar
Doston ko bhi kis uzr se roka hoga
Yaad kar ke mujhe nam ho gayi hongi palkein
Aankh mein pad gaya kuch keh ke ye taala hoga
Aur ghabra ke kitabon mein jo li hogi panaah
Har satar mein mera chehra ubhar aaya hoga
Jab mili hogi use meri ala'lat ki khabar
Us ne aahista se deewar ko thaama hoga
Soch kar ye ki bahal jaaye pareshani-e-dil
Yunhi be-wajah kisi shakhs ko roka hoga
Ittifaqan mujhe us shaam meri dost mili
Main ne poochha ki suno aaye the wo? kaise the?
Mujh ko poochha tha mujhe dhoonda tha chaaron janib?
Us ne ek lamhe ko dekha mujhe aur phir hans di
Is hansi mein to wo talkhi thi ki is se aage
Kya kaha us ne mujhe yaad nahin hai lekin
Itna maaloom hai khwabon ka bharam toot gaya!
#parveen shakir#urdu poetry#urdu literature#literature#urdu stuff#shayari#hindi poetry#hindi shayari#aesthetic desi#desi tumblr#desi aesthetic#desiblr#desi blog#jaun elia
99 notes
·
View notes
Text

maa baap ko beemar daikh k dil ko ajeeb si kheench parti hai. kuch tabiyat bhi kharab rahi hai aur hospital main itna arsa kaam bhi kiya hai. zindagi aur maut k beech phansi hui iss kashmakash... beemari... se main khoob waqif hoon main. par yeh beybasi aik aur hi nauyiat ki hai.
aaj subha amma ko hospital lana tha. keh rahi theen pichle saal jab main yahan nahi thi tou woh kitna paraishaan theen. abhi bhi akaile aane se darr rahi theen. main gum gayi tou? gaari kahan park karoon gi? acha yeh building kahan hai? tumhe pata hai isska? laakh samjhaon bhi tou beychain hi rehti hain. soochti hoon yeh wohi hasti hai jisne mujhe janam diya. jiska haafza abhi bhi itna tez hai k mujhe organic chemistry parha sake. jo k bahar ja kar har rooz kaam karti hai.
kaghzaat jama karwate hue bhi har cheez 3 baar check karti hain. kuch bhool jaye you ghabra jaati hain. kal raat bhi 2 baar dawaiyoon ki list check ki. phir mujhse aledah kaghaz par likhwai k nurse ko dayni hai. laikin phir bhi... baat sehat pe aati hai tou sirf beybasi...
aur phir mere abba. unka apna hisaab hai. pichli baar unhe hospital lay kar gayi tou saath andar tak chorh k aane ki zidd ki. mana karte rahe k parking k paise lag jayen ge. khamakhua mera waqt barbaad hoga. waghera waghera. laikin amma bata raheen theen dil hi dil main bohat khush thay. baad main apne dostoon ko bohat fakhr se keh rahe thay aray nahi. mujhe bilkul madad ki zaroorat nahi hai. meri beti hai na. woh ussi hospital main kaam karti thi. usse sab pata hai.
aur jab nurse ne unhe kaha k aap wahan dosre mareezoon k paas ja kar baith jayen tou mujhe kehte hain, “main kyun baithoon? main mareez thori hoon. main bilkul theek hoon.”
hansi bhi aayi aur tars bhi...
meri itne saal ki training main mujhe aaj tak koi doctor yeh nahi sikha saka k umr k iss sach se kaise larna hai. k jab maa ya baap saamne ho tou apne aapko kaise detached rakhna hai. haan. waise mujhe sab aata hai. jiggar bohat hai par kabhi kabhi himat jawaab day jaati hai. abba kehte hain mere baad tumhara kya hoga? koi hona chahiye tumhara khayal rakhne k liye. main maanoon gi nahi par aise lamhoon main wakiye dil karta hai main bhi kisi k kandhe par sar rakh sakoon.
#spilled ink#lit#words#prose#writing#personal#my writing#originally written 2019#my photos#urdu#in a funk tbh… abt everything
24 notes
·
View notes
Note
Dil ne ye kaha hai dil se😔🖐️🫶☝️😋😘😎
Mohabbat ho gyi hai tumse.
(I am on my knees I don't how I misses your ask.)
14 notes
·
View notes
Text
Sau baar kaha dil-se, chal bhool bhi ja usko,
Har baar kaha dil ne, tum dil se nahi kehte.
17 notes
·
View notes
Text
Chaand ko itna romanticize krne ke baad aakhir waha pahunch hi gye. SRK ne sahi kaha rha, kisi cheez ko dil se chaaho to puri kayanat usey tumse milane ki koshish mein lag jaati hai.
78 notes
·
View notes
Text
Sau baar kaha dil ko ab bhool bhi ja usko
Har baar kaha dil ne tum dil se nahi kehte
9 notes
·
View notes
Text
"I subscribe to Spotify Premium for songs like these."
8 notes
·
View notes
Text
Chandni ke Paar (Beyond the Moonlight)
From the Diary Entries of Anthony, 16/03/2015

Mera naam Ratan hai. Main Jharkhand ke Jamshedpur ka rehne waala hoon.
Main sirf 10 saal ka tha jab maine usse pehli baar dekha tha. Baarish ka time tha. Sab zameen geeli thi. Main baarish mein bhaag raha tha, aur peepal ke ped ke neeche woh khadi thi — ek safed chaadar mein lipti hui, baal itne kaale ki unse andhera bhi sharma jaaye, aur aankhon mein ek ajeeb si roshni.
"Naam kya hai?" maine poocha.
Usne bola, "Chandni."
Phir muskara ke boli, "Par tum subah tak bhool jaaoge mujhe."
Lekin main kabhi nahi bhoola. Wo har dusri-teesri raat aati thi. Kabhi ped ke neeche, kabhi mere sapnon mein. Main chhota tha, par dil... dil toh usi waqt bada ho gaya tha mera. Uske saath waqt guzarta gaya — Aur pyaar… woh toh bina ijazat ke ho gaya.
Wo hamesha kehti thi, "Main teri rooh se bandhi hoon, Ratan." Uski thandi ungliyaan mere garm haathon ko chhoo jaati thi toh meri saari takleefein chali jaati thi.
Mera vyavhaar badalne laga tha. Main logon se kata-kata sa rehne laga tha. Raaton ko ussi peepal ke ped ke pass jaane laga tha. Par ek din meri Maa ne mera peecha kiya. Aur mujhe usse baat karte dekh liya. Unke liye woh bas hawa thi. Par mere liye shayad meri jaan se bhi bardh kar thi.
Mujhe ghar mein bandh kar rakh diya gaya. Tantrik bulaye gaye. Mere upar Jhaad-phunk hua. Ganga jal chhidka gaya. Mujhe uss din bohot takleef ho rahi thi. Aur phir us raat wo mere kamre mein aayi.
Usne sirf ek baat boli — "Agar dubara isse mujhse alag karne ki koshish ki toh main isse apne saath Hamesha ke liye le jaungi."
Maa behosh ho gayi. Baba ne ro kar mujhe godh mein utha liya — yeh pehli baar tha zindagi mein. Jab uss lamhe mein mujhe samjh nahi aa raha tha kya sahi hai aur kya galat.
Par main… main bas usse dekh raha tha usse. Chahta tha ki duniya jal bhi jaaye, par uska haath kabhi na chhoote mere haathon se. Phir wo raat aayi. Uss raat main apne ghar se chupke se bahar nikal gaya.
Main daud kar Subarnarekha Nadi ke Chatth Ghat ki taraf jaane laga. Maine dekha woh wahan khadi thi. Aur uss Chaandni raat mein uska chehra chand se zyada chamak raha tha.
"Mujhpe bharosa hai?" usne pucha.
Maine sir hila diya.
Usne mera matha chuma. Aur mera haath thaam kar neeche kodd ne ko kaha.
Fir ek tezz aawaz ke baad. Khamoshi chaa gayi uss Ghat pe. Akhbaar mein aaya agli subah sirf meri chappalein mili wahan. Aur Ghat ke railing se bandha ek safed kapda — bilkul jaisa Chandni pehna karti thi.
Log kehte hain meri laash kabhi nahi mili.
Aur Chandni?
Woh ussi raat andheron mein kho gayi.
#desi#desi academia#desi shit posting#desi stuff#desi tag#desi thoughts#desi tumblr#desiblr#just desi things#deep love#desi blr#desi blog#desi love#desi light academia#desi life#desi post#desi people#desi poetry#desi parents
6 notes
·
View notes
Text
Musalmaan Ammi Hindu Lund
Ahmed ki Ammi aur uska muslamaan gharana
Mera naam Ahmed hai aur mai 22 saal ka ek neak shareef musalmaan ladka hoon, Mere abbu dubai me rahte hai aur Meri Ammi SHABANA behad haseen aur mohazzib khatoon hai. Meri 2 behne hai Ek Afiya baji jinki shadi 3 saal pahle hui aur ek beta hai 2 saal ka aur dusri Zubeda jiska nikah hone wala hai.
Ye un dino ki baat hai jab choti behan Zubeda ki shadi ka mahool tha, badi behan Afiya baji apne 2 saal ke bache rehan ke sath aayi hui thi, mere jiju aslam ghar ziyada nahi aate isliye Afiya baji ko bheje kar apni zimmedari se fariq hogaye, Choti behan Zubeda apni shadi ki khushi me khawabo me raha karti thi. Ammi ghar ki zimmedari aur ghar ke sare kaam me hamesha masroof rahti thi, hamare ghar ka naukar Ramesh subah savere aajaya karta tha use kafi madad milti thi hume.
Lekin shadi ke mahool me mai akela in sub kaamo se kafi masroof raha karta tha. Ek baar mai samaan lene bahar nikla mere bachpan ka dost Raghav raste me mila.
Raghav : Abey ahmed saale dikhta nahi aajkal kidhar hai
Ahmed : arey puch mat yaar Raghav kaam itna hai ke kya kahu
Raghav : kyu be shadi hogayi kya teri aise bolraha hai
Ahmed : nahi choti behan Zubeda ki shadi hai 10 din baad usi me busy hoon.
Raghav gussa dikhate hue..aby saale to bol na apne dost ko mai kab kaam aaonga kahte hue meri bike ke piche baith gaya, mai apne sache dost Raghav ko lekar apne ghar aaya, raghav ko sub hi jante the isliye mai use apne ghar le aaya, ghar aate hi Raghav aise mere ghar me ghus gaya jaise usi ka apna ghar ko mujhe acha laga ke mera dost mere ghar aaya hai meri behan ki shadi me madad karne.
Ammi : arey Raghav beta kaise ho ab yaad aayi hai hamare ghar aane ki.
Raghav :arey aunty ye ahmed kuch batata nahi, aaj bola ke zubeda ki shadi hai, pucho isse zara,, bol be ahmed.
Ahmed : arey bhai galati hogayi ab jane bhi de.
Afiya baji : Ahmed zara jakar ye samaan le aa (kahte hue raghav singh ko dekh kar) oho janaab kaise hai raghav.
Raghav : Afiya baji aapki shadi kya hui aap to bhool hi gayi kahte hue Afiya baji ke haseen namazi seene per halki si Nazar daali.
Ahmed ke dil me ajeeb sa hua lekin Afiya baji 28 saala ek bache ki ammi hai wo apne aap ko mahfooz rakhna janti hai, Ahmed ne itna dhyan nahi diya lekin Raghav singh Afiya baji ki Namazi chut ka pahle se ashiq tha.
Itne me Ahmed ka bhanja Rehan zidd karne laga ke usko dukaan se chocklate chahiye
Raghav ne bhanje ko apni godi me uthaya, arey kya pyara hai Afiya baji aapka ye chotu moto kahte hue dukaan lejakar laata hon kahte hue usko lekar dukaan chala gaya aur Ahmed apne ghar ke kaamo me lag gaya,
Ahmed ki behan Afiya baji Shalwar kameez pahne namazi gol Islami 36 ka seena, 30 ki kamar aur namazi 40 ki Gol Gaand badi haseen lagrahi thi, itne me Raghav Ahmed ke bhanje rehan ke le aaya aur afiya baji ke paas lejakar halke se kaha Rehan ka khayal hamesha ache se rakhna, Afiya baji halki se Nazar se Raghav ko dekhte hue, hamesha rakhti hon isme mujhe tum hi Nazar aate ho, Ahmed ko pata hi nahi tha ke ye Afiya aur Raghav singh ki najayaz mohabbat ki nishani hai
Itne me ghar ka Naukar Ramesh aakar Afiya baji se paise mangne laga
Ramesh : Afiya bibi Shabana bibi ne aapko paise dene ko kaha.
Afiya : Ramesh mai abhi lati (kahte hue Afiya apna namazi Nazar Raghav ki nazro se mila kar chali gayi.
Raghav : Kya be Ramesh kaisa kaam karraha hai ghar me?
Ramesh : kya bataon meri patni roz mujhse jhagda karti hai mera dimaag kharaab hojata hai (itne me Ahmed ki Ammi aate hue sun leti hai)
Ahmed ki Ammi : arey Ramesh tumko boli hoon kayi baar ke aise tension nahi liya karte har baar jhagda hojata hai bechara Ramesh ka hamare dekho kaise parshan rahta hai (Ahmed ki Ammi ki hamdardi aur Ramesh ka akelapan ek naya mod leraha tha Ahmed ke ghar me).
Ahmed niche seedhiyo ke paas khada aur jab Ramesh afiya se paise lekar niche aaraha tha tab Ramesh ki dhoti se uska Uncut pyasa bhagwadhari lauda latakte hue Nazar aane laga aur jaise hi Ramesh niche aaya
Ahmed : abye Ramesh tu pagal hai kya sidhe kapde pahen ke aya kar buddhu
Ramesh: Ahmed baba dusre itne kapde hai nahi aur bina dhoti ke lungi ke mujhe kaam karna nahi aata (kahte hue bahar samaan laane chala jata hai)
Ahmed Ramesh ka napaak bhagwa sanatani uncut lauda dekh kar pareshan hojata hai ke ye buddhu sa dikhne wala Ramesh ka lauda inta mota aur ajeeb tha ke Ahmed ko apne hi ghar me sharm aagayi.
11 notes
·
View notes
Text
Kaate nahi kat-te hain lamhe intezaar ke, Nazarein jama ke baithe hain raste pe yaar ke, Dil ne kaha dekhein jo jalwe husn-e-yaar ke, Laaya hai koun inko, phalak se utaar ke.
काटे नहीं कटते हैं लम्हे इंतज़ार के, नज़रें जमा के बैठे हैं रस्ते पे यार के, दिल ने कहा देखें जो जलवे हुस्न-ऐ-यार के, लाया है कौन इनको, फलक से उतार के।
#hum aapke hain koun#hahk#salman khan#madhuri dixit#sooraj barjatya#salmanmadhuri#bollywood#indian cinema#classic bollywood#blockbuster
12 notes
·
View notes
Text




Agar aap mard hain to yaha likhi hui baaton ko kahani , kisi novel ka hissa ,ya chand lines ke bajaye ek Amal ke taur pe tasleem kariyega agar aap aurat hain to yaha likhi baaton ko ek kadi naseehat samajhiyega ,
Aaj hmare ghr ek janab tashreef farmate Chand ghadiyan guzarne ke baad baaton baaton mein vo ye batate hai ki unke peshey (profession) ke barey mein unki biwi ko koi khabar nahin mohtarma ko nahin pata ki janab kya karte hain halaki unka pesha koi sharmindagi haram kaam se juda huwa nahi lekin bas janab ne zaruri nahin smjha ,
Meri ammi ki shadi kam umr mein hui amtaur pe us zamaney mein shadiyan jse huwa karti thi mere baba meri maa se umr mein kaafi badey the
Maine us waqt ghaur kiya ki meri maa ne shadi k baad graduation complete kiya baba ne ammi ko post-graduation ke liye bhi push kiya jabki unka koi dil nahin tha lekin baba ki koshishon se, sath se aur sabse badi baat apsi discussions se unki magazines, newspapers ,politics aur education mein dilchaspi badhi aur ammi ne pg k sath sath diploma bhi liya ,
hmare baba ka school tha jisko chalane me ammi ne Shana ba Shana 30 saal tak sath diya,
Lekin phir bhi kabhi apni maa ko baba se oonchi awazon mein baat krte nahin suna , na mere baba ne kbhi Aisa Kiya , meri maa kbhi mere baba ke dosto k samne ni gyi, hm 3 betiyon ko har cheez se parey tarjeeh aur taleem di ,
Aj chand mahino pehle mere papa ko brain hammeroage ho gya jis wajah se bistar pe paralyzed hain hmara school band hone ki kagar pe tha kyunki koi ladka uska waris ni logo ne baate bnani shuru kar di vo school hmari amdani ka eklauta zariya tha har shakhs ko yahi laga ki ye school band ho jyega, baba k bimar hone k bad insan ki shkl mein bhediyon ki nazrein hmari choti si family pe tik gyi lekin meri maa us saf me a k khadi ho gyi jaha mere baba khadey hote the unhone school ka management apne hath me liya aur kaha ki sabkuch wse hi continue hoga jse baba karte the, alhamdulillah hm us pareshani se bahar a gye ,
Meri ye Amal o naseehat un mardo k liye hai jo apni biwiyon aur behno ko ye samajhte ki iska hmare buisness me kya kaam, "tum kya jaan ke karogi"
" Tmhe kaha smjh ayega " agar mere baba ne 30 saal pehle ye bol k meri maa ko gharelu aurat k nam pe dayrw mein bandh diya hota to aaj shyd hum badtareen halaton ka samna kar rahe the ,
Ummed hai ki aapne ye padha hai to zindagi me iska
Amal zarur krengey ,
Ye baatein sochti hoon to lagta hai ki aurat bhi badey hi shafaqat aur classy tareeke se apne mazhabi dayron ko ikhtiyar kar ke bhi independent ban sakti hai ba shart uska baap o shauhar ek ache sathi ho
mainey ye isliye likha kyunki mjhse ehsas hua ki duniya ke kisi koney me, kisi blog mein kisi site pe ,kisi panney pe ye baat likhi honi chahiye.
#until dawn#urdu ghazal#urdu literature#urdu poetry#urdu stuff#literature#shayari#desi academia#hindi poetry#aesthetic desi#novel quotes#urdu novels
42 notes
·
View notes
Text
nazm
main apni pyaas par khaamosh thi
aur reg e sehra ki tarah se zindagi ko dhoop ka tukra samajhti thi
kabhi sairaab hone ki tamanna ne
badan mein sir uthaya bhi
toh apne dil se main ne maazrat kar li
kaha us se
ke andar aag kaisi hi bharkti ho
mujhe baarish ki jaanib aankh utha kar dekhne ka haq nahin hai
zubaan par aable padte rahein
lekin mujhe sabnam nahi chakhni
mujhe baadal ke haathon se koi tohfa nahin lena
nami ki aik hi soorat hai meri zindagi mein
aur woh aansoo hai!
magar jab se kisi lehje k namm ne
mere dil ki ret ko aakar chooa hai
mere andar
mukammal bheeg jaane ki tamanna jaag uthi hai
lahu mein ab mere bas aatish-e-seyal hai
aur jism angaare ki tarah se dehekta hai
magar kya bakht hai mera
ke darya choom kar mera kinaara
chhod deta hai
sarapa tashnagi hoon
aur bhara pyala laabon tak laake koi
kheench leta hai!
—parveen shakir
8 notes
·
View notes
Text
Kaha ho tum chale aao mohabbat ka taqaza hai,gham-e-duniya se ghabra kar tumhe dil ne pukara hai.
Tumhari be-rukhi ek din,humari jaan le le gi Qasam tum ko zara socho,ke dastoor-e-wafa kya hai............
#desiblr#desi tumblr#desi aesthetic#desi academia#urdu lines#urdu poetry#urdu literature#urdu shayari#urdu aesthetic#urdu stuff
19 notes
·
View notes
Text
Kaha ho tum chale aao
Mohabbat ka taqaza hai
Ghum-e-duniya se ghabra ke
Tumhe dil ne pukara hai
4 notes
·
View notes