Tumgik
#فیص احمد
maihonhassan · 4 months
Text
Tumblr media
himmat-e-iltija nahin baqi
zabt ka hausla nahin baqi
ek teri did chhin gai mujh se
warna duniya mein kya nahin baqi
- Faiz Ahmad Faiz
📓 - Nuskha Hai Wafa (Kulliyat-e-Faiz)
79 notes · View notes
maihonhassan · 1 year
Text
In English We Says;
“You got beautiful eyes”
But in Urdu We Says;
“teri surat se hai aalam mein bahaaron ko sabaat teri aankhon ke siwa duniya mein rakkha kya hai”
256 notes · View notes
maihonhassan · 4 months
Text
Once Albert Camus:
“There is so much stubborn hope in the human heart."
And Faiz Ahmad Faiz said:
"Dil na-umid to nahin nakaam hi to hai, lambi hai gham ki sham magar sham hi to hai"
46 notes · View notes
maihonhassan · 1 year
Text
tumhaari yaad ke jab zakhm bharne lagte hain
kisi bahane tumhein yaad karne lagte hain
— Faiz Ahmad Faiz
163 notes · View notes
maihonhassan · 2 years
Text
when Nasir Kazmi said;
“kaun us raah se guzarta hai, dil yun hi intizar karta hai”
and when Faiz said;
“na jane kis liye umeed var baitha hun, ek aisi raah pe jo teri rahguzar bhi nahin”
163 notes · View notes
maihonhassan · 5 months
Text
5 Signs you are Faiz Ahmad Faiz:
Kab thahrega dard ai dil kab raat basar hogi
Mujh se pahli si mohabbat meri mahbub na mang
Aur bhi dukh hain zamane mein mohabbat ke siwa
Himmat-e-iltija nahin baqi zabt ka hausla nahin baqi
Tere qaul-o-qarar se pahle apne kuchh aur bhi sahaare the
11 notes · View notes
maihonhassan · 1 year
Text
aaj phir dard-o-gham ke dhage mein
hum piro kar tere khayal ke phul
today once again on the thread of my sorrows, I have strung the flowers of your memory.
— Faiz Ahmad Faiz
35 notes · View notes
maihonhassan · 2 years
Text
;‏When Faiz Ahmed Faiz said
‏میرے ضبطِ حال سے روٹھ کر میرے غمگسار چلے گئے
‏I related to every bit of it
30 notes · View notes