Tumgik
#Mile Ho Tum
skapentertainment · 2 years
Text
youtube
3 notes · View notes
Text
0 notes
Text
Tumblr media Tumblr media
tum bhi usi chaand ko dekhte ho jise mai dekhti hu;
ho jati hai mulaaqaatein tumse bina mile isi bahane se.
202 notes · View notes
originalmoonkid · 1 year
Text
Eye contact has their own vocabulary.
इन आँखों की मस्ती के मस्ताने हज़ारों हैं
मस्ताने हज़ारों हैं…
Tumblr media
Tose naina jabse mile
Ban gaye, Silsile
Tumblr media
Tum aankhon se batana
Hum samajh jaayenge
Tum halki si sharmana
Hum tere ho jaayenge
Tumblr media
154 notes · View notes
pyaariposting · 1 year
Text
tum bhi usi chaand ko dekhte ho jise mai dekhti hu;
ho jati hai mulaaqaatein tumse bina mile isi bahane se.
147 notes · View notes
heruntoldfeelingss · 1 year
Text
Tujhse kehna tha bohot kuch,
Lekin kaha nahi gaya.
Itne khat likhey teri yaad mei,
Lekin tujh tak pohchaya nahi gaya.
Ab vo saare khatt,
Mere dil ki almaari mei mehfooz hai.
K kisi na kisi din kahin tu mile,
Toh tujhe sunaenge,
Tere bin kya guzri,
sabb bataenge.
Tumblr media
••••••••••••••••
Kaash tum kuch kehdete,
Izhaar naa sahi koi ishaara kardete.
Mere intezaar ki inteha hogayi,
Baatein adhoori rehgayi.
Kuch nahi toh koi khat likhtey,
Mera haal puchte,
Ya kuch apni sunaate.
Jab dil mei koi baat ho toh kehdena chaiye,
Waqt rehte hi apno ko mana lena chaiye.
Tumblr media
70 notes · View notes
blogbyameera · 1 year
Text
Tujhe roz dekhu'n qareeb se
Mere shauq bhi hain ajeeb se
Meri sab duaon ki dawa ho tum
Mile kya sukoon phir tabeeb se
101 notes · View notes
southasiansource · 2 years
Photo
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
JODHAA AKBAR + soundtrack
(requested by anonymous) [insp]
[Image ID: five colorful gifs of Jodhaa Akbar, made for each song on the soundtrack. There is a small, black-and-white central gif with a circular soundwave in the middle. The background gif is fully colored. The cursive text on top is a couplet from the song, and the block text at the bottom of the gif is the name of the song:
GIF 1: Central gif is Jodhaa pressing her hands together in prayer in front of her deity's statue. The background gif is colored red, and is an overhead shot of her laying on her outstretched arm in front of the statue, a bottle of poison in one hand. The text at the top reads, "Tum bin paun kaise chain, tarsu tumhi ko din rain." and the song title reads, "Mann Mohanaa."
GIF 2: Central gif is Akbar pausing as he hears of Jodhaa's entrance into his palace. The background gif is colored orange and is of all the dancers spinning as they sing. The text at the top reads, "Tera mazhab hai jo mohabbat, kitne dilon par teri hukumat" and the song title reads, "Azeem-o-shan Shahenshah."
GIF 3: Central gif is Jodhaa praying to her god with her head slightly bowed above her folded hands. In profile, Akbar watches her fondly. The background gif is colored green, and is of Jodhaa and Akbar walking together through the palace. The text at the top reads, "Milke bhi hum milte nahi, khilke bhi gul khilte nahi." and the song title reads, "Jashn-e-Bahara"
GIF 4: Central gif is an overhead shot of Akbar spinning slowly with the rest of the dancers. The background gif is colored blue, and is of the saints who have come to sing a prayer during Jodhaa and Akbar's wedding. The text at the top reads, "Hai mere peer ka sadqa, tera daaman hai thaama" and the song title reads, "Khwaja Mere Khwaja."
GIF 5: Central gif is Akbar wrapping his arms around Jodhaa from behind. The background gif is colored purple, and is a shot of their outstretched hands moving to clasp the other's. The text at the top reads, "Mile dekho aise hai hum, ke do sur ho jaise madham" and the song title reads, "Inn Lamhon Ke Daaman Mein."
/end ID]
182 notes · View notes
syyedmohdsaad · 2 months
Text
Allah ne us ke jaisa aur koi kyun nahi banaya?"
" Allah ne har insaan ka naimul badal bnaya hai, us se bhi behtar honge"
" shayad aisa ho lekin uske jaisa dil Allah ne kisi ka nahi bnaya, uski jaisi mohabat kisi shayar ki kitaab mein bhi kahin nahi mile gi"
" aisa kya hai us mein jo tumhe wo itni hee pasand hai?"
" wo mere liye ek shaks nahi balke ek ghar hai. Ek aisa ghar jis ke andar dheir saara sakoon, khudpasandi aur bahaduri hai. Wo apne pyaron ki khushi ki khaatir saari duniya se lar sakti hai."
" toh phir wo tumhare liye kyun nahi lari?"
"kyun ke mujh se zyada kuch pyare log us ghar mein bohat deir se rahte hein. Usne mere liye larai ki bjai Allah ko chuna, Allah ki chaahat pe khud ko supurd kardiya, aur is tarha us ne khud ko bhi aur apne pyaron ki khushi ko bhi jeet liya."
" aur tum, tum kab apne pyaron ki khushi ki khaatir khud ko azaad kar do ge? Khud ko hamesha hamesha ke liye udaasi se paak kar do ge?"
" mere andar ye dard mere Allah se mohabat ka saboot hai. Allah ko pta hai ke ma bachpan se kitna zidi tha, lekin ek moajze ki aas ne mujhe mere liye ye duniya bohat choti kar di, aur ab sab Allah ke hawaaley hai, mera har chota bara khwaab, meri har khushi aur udaasi, ab sab ka sab Allah ko de diya aur sirf sabr aur yakeen ko maine apne paas mehfooz kar liya hai"
" kaash tumhari har tahreer har lafz us tak pohanch jaye aur wo tumhare liye dheiron duayein kare"
" nahi mere alfaaz shayad usko aur udaas kardein, mujhe us ki udaasi se zyada us ki khushi ko apnaana hai, aur wo khush mere sabr aur Allah se juri is dosti se hogi jo us ne kabhi nahi dekhi"
10 notes · View notes
tasavvur-e-jaana · 10 months
Text
Main tumhari chitaa par Tumse milne nahi aaya. Kyon ki main jaanta hoon Ki tum mar nahi sakte.
Ye jo rakh hawa mein udd rahi hai, Wo tum nahi, Ye jo lakdiyaan sulag rahi hain, Wo tum nahi. Jhoota hai woh, Jisne tumhare marne ki sacchi khabar failaayi hai.
Tum ab bhi wo kursi mein ho Jo tumhare mez ke saamne padi rehti hai, Tum ab bhi un kitaabon mein ho, Jinme maine tumhare liye phool chhipaaye the. Yeh soch kar ki tum jab bhi un par haath pheroge, Wo khushboo mujh tak aayegi.
Tum aaj bhi Godavari mein gote lagaa rahe ho, Aaj bhi purani dilli ki sadkein naap rahe ho, Tum Adilabaad ke jungle mein, mere saath… Tum inquilaab ki nas nas mein, watan ke saath…
Wo saal jo tumne naami-badnaami ke zimme guzaare the, Kahaan hain woh sab abhi, Wo din jo tumne virah aur ranj mein kaate the, Kahaan hain woh din sabhi? Mere seene mein sanjot kar rakhe hain saare, Kabhi mann kare toh inhe bhi bahaane chale aana.
Tum zinda ho mujh mein, Chitaa mein main jal raha hoon, Kabhi fursat mile toh Isi nadi ke tat par baatein karne chale aana.
20 notes · View notes
tumkaafiho · 4 months
Note
Tum 👉 kuchh adhoore se 🌜
Hum 👈 bhi kuchh aadhe 🌛
Aadha aadha 🌝 hum jo dono mila dein 👉👈😳
To ban jaayegi 🤝 apni ek zindgaani 🌃🏡👯
Yeh duniya 🌏 mile na mile humko 👭
Khushiyaan 😃 bhaga dengi 🏃‍♂️ har gam 😔ko
Tum saath 💑 ho phir kya baaki ho 😌❤️
Mere liye tum kaafi ho ‼️‼️‼️
Bheegi 💦 bheegi 💦 raaton 🎑 mein
Meethi 😋 meethi 😋 baaton 🗣️ mein
Aisi barsaaton ☔ mein, kaisa lagta hai ⁉️
Aisa lagta hai tum banke baadal ☁️
Mere badan ko bhigo ke 🌬️ mujhe chhed 😵‍💫 rahe ho
7 notes · View notes
poetxtext · 1 year
Text
Mere pass kuch gulaab the jo tumne mujhko diye the,jaate waqt kaha tha ke ho sake toh inhe fhek dena meri koi yaad sambhaalna mat aap Wajid
"Mene wahi kara jo tumne kaha”
Mere ghar ke bageeche mein,ek saayedaar dharkth ke pass unhe dafna diye, aur us dharkath pe woh taarik likh di jab tum aakhri baar mile the,yhi kuch alaamate hain meri mohabbat ki jo tum salaamat rakhna
— Wajid Shaikh ,from his broadcast notes
22 notes · View notes
muskaanayesha · 1 year
Text
Suno... ye khat tumhare liye hai. Kahi dino se yaad arahe ho tum. Baarish ka mausam hai aur baarishon mein ghalat fehmiyan dhul jaati hai to apne puranay yaad bohat atay hain. To tum se kehna ye tha ke.... ab kissi ki baat na sun paati hu aur na apni baat bol paati hu. Adat to buri hai par bharosa toot jaye to adatein buri hi ho jati hai. Tumhe mile huwe kahi saal ho gaye. Ab to ye baat yaad ho gayi hai ke waqt aur mohabbat aise bhagte hai jaise kahi pohanchna ho. Tumne kabhi dekha hai? Ke koi Rail gaari apni sifaariyon ko chor kar khud dhorta huwa jaye? Bas wese hi waqt aur mohabbat dono kissi race mein dhorte ja rahe hai aur main udhar hi khari huwi hu jaha par tumne mujhe chora tha. Jaise ke maazi ki qaidi hu main. Khair, main kya keh rahi thi? Ke ab kissi ki baat na sun paati hu aur na apni baat bol paati hu. To tumse kehna yahi tha ke ....Suno.... ye khat tumhare liye hai.
23 notes · View notes
verses-n-moon · 7 months
Text
So my baba said ke "maa baap yahi chahte hain ke unke bachy hamesha khush rahen, Tum jo chahti ho tumhen sab mile ga kiu ke tumhare sath hamari duain hayn." Maa baap ka bas nhi chalta warna wo apne bachon ke liye har hadh se guzar jain, in se ziada mukhlis hamen puri duniya mei koi nhi mile gaa. [via - Hazel Clouds]
11 notes · View notes
golden-earcuffs · 1 year
Text
Pavitr Prabhakar Headcanons Part 4 (Romance Special)
I’m back, after a while this time, and with a topic that is a bit foreign for me, but I hope I do Pav justice, in our desi way. Also, I didn’t mention his sexuality because I just want my boy to be loved by someone he deserves, you’re free to imagine whoever you want :)
Has very different and high expectations of romantic gestures originating entirely from Indian film industry. Rather than a kiss, he longs to be hugged by someone like there is no tomorrow. Wants to dance in the rain with his s/o and hold their hand as a declaration of love.
Wants that Radha-Krishna [the Epitome of Love in Hindu Mythology] type of epic love but at the same time he doesn’t, because yes he does want to feel that ever-consuming Love, where his soul and his s/o’s are one, but he does not know, and does not want to know if he could ever survive the pain of losing that love.
He would not say “I don’t know what I did to deserve you” but instead he would say “Jab tum mujhko apna kehte ho, apne pe guroor aa jaata hai” (“when you say I’m yours, I feel confident about myself”)
His love language is words of affirmation. He would write letters to his s/o, with flowery descriptions of them and their attributes that he’s come to adore, how he thinks their flaws make them beautiful.
Wants someone who would pull all nighters with him. Someone who would look at him when he’s most exposed, bags under his eyes, hair messed up by his own ink stained fingers, a book open in his lap as his body posture reek of exhaustion and just smile at him, asking if they should call it a night.
Would not initiate physical touch, that’s something that is entirely in the hands of his s/o. Once they hugged Pavitr after he saved them from a villain and he burst in tears and hugged back as fiercely.
Ball Dances? Nah he takes his s/o to Dandiya Nights
Is really shy and confident at the same time. Shy as in he’d be all blushing while giving them flowers but confident as in he’d be absurd enough to suggest that they recreate the train scene from DDLJ “[come on I’ll get Maya Aunty to say ‘Jaa Pavitr jaa jee le apni zindagi’ (‘go Pavitr go, live your life!’)]”
Tells his s/o “Tum mile ho mujhe yoon, jaise banjaare ko ghar” (“I’ve found you, like a traveler finds home”) because they’re the first person whom he has told about his secret identity and sometimes it takes to much to handle it and he doesn’t know what he’d do without them.
HAND KISSES HAND KISSES HAND KISSES. Loves to be hand kissed & likes to do the same, but only if he is 100% sure that his s/o is comfortable.
Feels most relaxed when his s/o cards their fingers through his hair, gently petting and playing with it, it makes him want to drop his head in their lap and stay there.
There you go, bunch of romantic ideas on Pavitr. I hope you enjoyed it!
Tagging: @never-trust-a-stark @tmarauder101 @ebjs1313
(I’m tagging you guys with theassumption that you are still interested in these hcs. If not, do tell, I’ll remove it. Also, if anyone else wants to be tagged do tell that too.)
24 notes · View notes
shari-ya · 10 months
Text
wo sab gaye, unhe jaana hi tha; wo mile the humse bichadne ko hi. ab tum mile ho mujhe toh unn jaisa akela kr kr na jana. ab tum mile ho mujhse toh bas ..... theher jana.
9 notes · View notes