Tumgik
#mehfooz
goharshahi · 11 months
Text
youtube
*** ENABLE CC FOR ENGLISH SUBTITLES ***
New Video: Loh e Mehfooz Tak Rasayi | Sufi Master Younus AlGohar | ALRA TV https://www.youtube.com/watch?v=Mb_Zu_fhvjw
Sufi Master Younus AlGohar reveals how one can gain access to the Loh e Mehfooz (Guarded Tablet) which is also referred to as the Mother of all Books in the Qur'an as it contains every celestial scripture and the divine knowledge pertaining to this universe.
✅ Get the latest updates from ALRA TV on Telegram Messenger. Download Telegram Messenger from the AppStore or Google PlayStore and subscribe to: https://t.me/official_alratv
❓ Question Sufi Master Younus AlGohar directly! Text your questions to us on WhatsApp: +447472540642 or Facebook messenger: http://m.me/alratv
Watch the live recordings of these lectures every day at 22:00 GMT at: http://www.younusalgohar.com
For Izn e Zikr-e-Qalb (Permission for Awakening of the Spiritual Heart) call Shaykh Amjad Gohar on this number +44 (0) 740 1855 568 via WhatsApp.
📱Social Media Instagram: http://instagram.com/alratv https://www.instagram.com/younus_algohar
Twitter: https://twitter.com/AlRa_TV https://twitter.com/mehdifoundation https://twitter.com/MessiahFdn https://twitter.com/younusalgohar
Facebook: https://www.facebook.com/alratv/ https://www.facebook.com/HHYounusAlGo…
Websites: http://www.goharshahi.us/ http://www.theawaitedone.com/ http://thereligionofgod.com http://www.younusalgohar.org/
NEW URDU LANGUAGE WEBSITE http://www.mehdifoundation.com/
0 notes
Text
youtube
Raag Bahar - Sakal Ban Phool Rahi Sarson Ustad Mehfooz Khokhar 
The Dream Journey sessions
 Vocalist: Ustad Mehfooz Khokhar 
Sarangi: Zohaib Hassan
​ Tabla: Sarfaraz Khan 
Translation: Musab Bin Noor 
Camera & Editing: Mahera Omar 
Sound: Mahera Omar 
Co-produced by: Arif Ali Khan, Asif Hasnain, Musab Bin Noor & Mahera Omar
Source: the youtube channel The Dream Journey.
One of the most famous poems of Amir Khusrau.
Amir Khusrau (1253-1325) was major Indian Muslim mystic, poet and musician who lived in Delhi and wrote in Persian, but also in Hindavi (like in the poem of the video), the common language of the northern and central regions of the Indian Subcontinent in that period.
The Nizamudin of the poem is Hazrat Nizamudin Auliya (1238-1325), one of the greatest Sufi saints in the Indian Subcontinent and Khusrau’s spiritual master.
Ustad means the mentor in poetry or the master of music.
1 note · View note
heruntoldfeelingss · 10 months
Text
You give meaning to all the things I ever heard about love. Things were blur to me but now that I've known you, I can see how much power love holds. You look at me like I'm a piece of art- you call my name like it's your favourite song. I don't feel butterflies fluttering in my stomach - my heart feels safe when you're around. It's the feeling of being home after a long tiring day, no increased heartbeat- I'm at peace. You're my destination, I've been waiting to reach you and now that I have, I don't want to go anywhere else, ever. I want to stay here. Right beside you. You ask me, what can I do for you - love, just stay. And let me stay too. Rest, we'll see - you have me and I have you.
Aapse milke mohabbat k maayne jaane. Sab dhundhla sa tha, ab jo aapko jaana toh yeh bhi jaanliye k mohabbat mei kitni takath hoti hai. Aap mujhe yun dekhte hain jaise mei koi nayaab cheez hoon, mere naam yun lete hai jaise koi khoobsurat gazal ho. Mere dil ki dhadkanein tezz nahi hoti aapko dekh k- mera dil aapki moujudgi mei mehfooz mehsoos karta hai. Jaise koi sukoon ho. Aisa sukoon jo ghar pohochne pe hota hai. Aap meri manzil hai, meine aap tak pohochne k liye bohot safar tey kiye hain. Ab jo aap mile hain, ab jo aaptak pohoche hai, ab yahin mera ghar, yehi mera basera hai, meine ab yahin rehna hai. Aapke paas. Aap puchte hain, k kya karun tumhare liye? Meri jaan- bass rukk jaayein. Mujhe bhi rukne dein. Baaki, saath milkar sab dekhlenge- aapke paas mei jo hoon, mere paas aap hain.
Tumblr media Tumblr media Tumblr media
54 notes · View notes
scribblesbyavi · 3 months
Text
Na likhna kabhi tum meray rang roop chaal ke bare mei
Tum likhna toh likhna mera khwab, meri udaan ke baray mei
Na rakhna mujhey kabhi band kamron mein mehfooz
Tum likhna toh likhna meray khulay aasmaan k baray mei
Aur kyun tumhara naam joodney say he ho mera naam pura
Tum likhna tou likhna meri sab say alag pehchaan ke baray mei
Uff. It’s such a beautiful poem. <3
20 notes · View notes
tasavvur-e-jaana · 11 months
Text
Meri pasand, meri raay, meri tadbir, Sab tay kar liya zamaane ne. Meri deewaron ka rang, meri parchhaai, Sab tay kar liya zamaane ne.
Mere dost, mere yaar, meri shanasaai, Sab tay kar liya zamaane ne. Meri bandishein, mere haq, meri rusvaai, Sab tay kar liya zamaane ne.
In gulaabi pardon ke aage Siyaah aankhon ki ghataa hai chhai, Lekin meri haqeeqat, meri ruswaai, Sab tay kar liya zamaane ne.
Mahalon ke roshan divan ho bhale hi, Aazadi hai meri zulfon mein mehfooz Yeh baat badi der mein samajh aai Kyun ki sab tay kar liya tha zamaane ne.
50 notes · View notes
syyedmohdsaad · 2 months
Text
Allah ne us ke jaisa aur koi kyun nahi banaya?"
" Allah ne har insaan ka naimul badal bnaya hai, us se bhi behtar honge"
" shayad aisa ho lekin uske jaisa dil Allah ne kisi ka nahi bnaya, uski jaisi mohabat kisi shayar ki kitaab mein bhi kahin nahi mile gi"
" aisa kya hai us mein jo tumhe wo itni hee pasand hai?"
" wo mere liye ek shaks nahi balke ek ghar hai. Ek aisa ghar jis ke andar dheir saara sakoon, khudpasandi aur bahaduri hai. Wo apne pyaron ki khushi ki khaatir saari duniya se lar sakti hai."
" toh phir wo tumhare liye kyun nahi lari?"
"kyun ke mujh se zyada kuch pyare log us ghar mein bohat deir se rahte hein. Usne mere liye larai ki bjai Allah ko chuna, Allah ki chaahat pe khud ko supurd kardiya, aur is tarha us ne khud ko bhi aur apne pyaron ki khushi ko bhi jeet liya."
" aur tum, tum kab apne pyaron ki khushi ki khaatir khud ko azaad kar do ge? Khud ko hamesha hamesha ke liye udaasi se paak kar do ge?"
" mere andar ye dard mere Allah se mohabat ka saboot hai. Allah ko pta hai ke ma bachpan se kitna zidi tha, lekin ek moajze ki aas ne mujhe mere liye ye duniya bohat choti kar di, aur ab sab Allah ke hawaaley hai, mera har chota bara khwaab, meri har khushi aur udaasi, ab sab ka sab Allah ko de diya aur sirf sabr aur yakeen ko maine apne paas mehfooz kar liya hai"
" kaash tumhari har tahreer har lafz us tak pohanch jaye aur wo tumhare liye dheiron duayein kare"
" nahi mere alfaaz shayad usko aur udaas kardein, mujhe us ki udaasi se zyada us ki khushi ko apnaana hai, aur wo khush mere sabr aur Allah se juri is dosti se hogi jo us ne kabhi nahi dekhi"
10 notes · View notes
shadowseductress · 1 year
Text
When you send him your picture in desi wear and he casually says this:
Tumblr media
In English we say you are precious But in urdu we say.. teri seerat saaf seeshe ki trah mere daman me daag hazaro hai,me khoya hua logo ki bheed me hu,tu nayab kisi patthar ki tarah chamakti hui mehfooz kisi kinaare pe hai
25 notes · View notes
baiju-bawara · 5 months
Text
In the West they say: “You turn me on from across the room, and I’ll completely melt if you come any closer.” 🌻💌🌼
But, in our Desi Culture we say:
Tere siva ho jaata hain sab choo-mantar... Main sawar jaunga tu mujhe chhoo agar...
Bikhar hee jaunga le tu choom agar... Tujh mein ram jaaun main jhoom-jhoom kar...
Tujhe pata mera dil hain mehfooz ghar... Main kehna ho chahun mehsoos kar...
Main toh chahta hoon mera misuse kar... Kehde kuch yoon na tu confuse kar...
Tumblr media
हम ने उस को इतना देखा जितना देखा जा सकता था
लेकिन फिर भी दो आँखों से कितना देखा जा सकता था |
11 notes · View notes
mashriqiyyah · 1 year
Text
Pichhle saal yunhi September ki ek baarish me mujhay wo baat yaad aayi, jo pehle kabhi seekhi thi...Kay Insan ka dil Allah ki do Ungliyon me hai, wo jab chahay, usay palat Saktay Hain...jaise...wo waqt, jab mujhay baarish pasand aanay lagi. Bachpan se maine Baarish par muh banaya tha. Shayad school baarishwale dinon me start hua karta tha isliye, aur phir ground ke kichad me meray polished jootay aur safayd Uniform, dhuli dhulai cycle ke tyres, sab kichad-aalood hojate thay. Bag bheeg jata lekin waterproof tha to khayr thi, kitabon me lekin nami reh jati. Meri kitabein, jinko mai apni jaan se zyada sambhala karti thi. Mai nafasat pasand rahi hun aksar. Bachpan se. Phir college ke dinon tak, Baarish ka ye kichad aur uljhan mujhay bahot bezaar karte rahay hain. Aangan me gilay, gale hue patton ka phailna, har shay geeli aur numm. Gharme raho to neend aajati, khelne baahar koi jaane nh deta aur phir thandi baarish se beemar honay ka ehsas. Bezari si bezaari. Phir ek waqt wo aaya, jab apne shehar se door ek aisi jagah rehna pada, jahan door door tak aasmaan, Pahaad aur sookha maidan nazar aata. Apne mehfooz ghar, kichad walay school se door, anjan logon ke beech tanha hue jab maine wahan baarish hotay aur pani ki chhoti chhoti nehar banke ek taalaab me jaa miltay dekha.. Uss lamhe mein, mai pehli baar bezaar nahi hui. Pehli dafa kichad se uljhan nh hui, na hi ye fikr rahi ke saaf kapde maile hojayengay ya kitabein bheeg jayengi. Pehle ek haath aur phir saari ki saari mai, uss baarish me khari hogayi. Uss waqt nafasat ko nahi bhuli thi, bas ye eham nahi raha tha ke jootay, kapde aur cycle inki safai kabhi mustaqil hogi... Inn cheezon ko saaf rakhte rakhte shayad mai ek waqe'atan khubsoorat ehsas se door rahi thi. Meray dil me ye itminan aaya ke ye Allah ki rehmat hai, jisme mai bheeg rahi hun, mehaz pani nahi. Iss waqt mere Rabb ki tarafse sabse bada waseelah hai jissay mai Usko apne qareeb mehsoos kar rhi hun. Gharke, gharwalon ke tahaffuz se door, uss bijliyon aur garajti baarish me Allah ne mera dil badal diya tha. Yun jaise Do Ungliyon me bas chutki si bajayee ho. Uske baad se aaj tak, Baarish ne mujhay kabhi bezaar nahi kiya. Na hi kichad aalood juton ne, na hi meray maile hue safayd libas ne na hi bag me kai tahon me chhupi meri numm kitabon ne. Aaj jab mai aasman se barasti boondon ko dekhte iss bareme sochti hun, to samajh aata hai ..ke Uss din ki baarish ke zariye sirf baarish ke liye muhabbat hi nahi mili thi mujhay... balke ek mazeed ilham bhi mujhpar hua tha... Ek aur baat thi, jo wo baarish mere liye Allah ki tarafse paigam ki surat lekr aayi thi. Ye, ke koi jazbaa, koi insan, koi shay, koi haalaat itne mustaqil nahi hotay ke aapka ussay dil na uthhay. Har wo shay jisko aap chhorna chahte hain, lekin dil ke haathon majboor hain, aap Allah se kehden. Wo aapka dil badal Dengay. Ek aisi baarish, jahan saari umr ki bezari khatm hojati hai. Allah se wo baarish maangein.
©️ mashriqiyyah
18 notes · View notes
wordofheart3 · 11 months
Text
Mehfooz saare baadshah, vazeer Or Sehzade hai Jo be-ghar tufaan mai vo mehaj piyade hai
महफूज सारे बादशाह,वजीर और शहजादे हैं
जो बेघर है तूफां में वो महज प्यादें है
Tumblr media
8 notes · View notes
xavixax · 4 months
Text
Parwaanon se talukaat kam hi hain aaj kal humare, yeh apne ishq ke pagalpan mein mehfooz, izhaar tabahi se ka jaate hain. Shamah ne jo iss najayaz ishq ke khaatir dil lagane ki gustaakhi ki thi, woh toh sirf janazah uthati reh jaati hai.
6 notes · View notes
Text
Charagon ko aankhon mein mehfooz rakhna
Badi der tak raat hi raat hogi
Musafir hain hum bhi musafir ho tum bhi
Kisi mod par phir mulaqaat hogi.
- Raza Murad
5 notes · View notes
heruntoldfeelingss · 1 year
Text
Tujhse kehna tha bohot kuch,
Lekin kaha nahi gaya.
Itne khat likhey teri yaad mei,
Lekin tujh tak pohchaya nahi gaya.
Ab vo saare khatt,
Mere dil ki almaari mei mehfooz hai.
K kisi na kisi din kahin tu mile,
Toh tujhe sunaenge,
Tere bin kya guzri,
sabb bataenge.
Tumblr media
••••••••••••••••
Kaash tum kuch kehdete,
Izhaar naa sahi koi ishaara kardete.
Mere intezaar ki inteha hogayi,
Baatein adhoori rehgayi.
Kuch nahi toh koi khat likhtey,
Mera haal puchte,
Ya kuch apni sunaate.
Jab dil mei koi baat ho toh kehdena chaiye,
Waqt rehte hi apno ko mana lena chaiye.
Tumblr media
70 notes · View notes
hey-duaaa-here · 6 months
Text
kuch logoun ko Allah musa ki tarhan ladla rakhta haa , unhein taqleef deta haa , intezar krwata haa , azmata haa phr unk liye samander sey raasta nikalta haa unhein firoun jesoun sey mehfooz rakhta haa kisnein kaha haai ladloun ko taqleef nahe milti ? unhein tou firoun jesoun sey larna parhta haa taqleef sbko milti haa Lekn usk hissey mein ziada ati haa jo mehboob hota haa.♥️
3 notes · View notes
Text
Kitna pyara hai yeh pyar, pyara pyara
Isse zada naram aur mehfooz ehsas mein ne mehsoos hi nahi kiya
Aur isse khoobsurat kuab mein ne deka hi nahi
(Fam)
1 note · View note
zindagi-se-darte-ho · 10 months
Note
zindagi to tum bhi ho zindagi toh hum bhi hai
hum zindagi nahi. hum maut hai. maut ki aamad ki agahi se hal-e-dil mehfooz rehti hai humari.
aur haan,
"kaaga re kaaga re mori itni araj tose, chun chun khaiyo maas.
arajiya re khaaiyo na tu naina morey, khaaiyo na tu naina morey, piya ke milan ki aas."
rough translation of the context: dear crow, eat my meat selectively after my death, don't eat my eyes, for i wish to see my beloved.
5 notes · View notes