Tumgik
#theshasays
hereisnxbiya · 5 months
Text
When Shafin Khan wrote
Rote hue insaan ke pass ek kahani hoti hai, Or muskurate hue insaan ke pass uss kahani ko chupane ka ek andaaz.
I really felt that.!
158 notes · View notes
maihonhassan · 6 months
Text
When @theshasays wrote this:
Aksar weham kha jaate hain rishto'n ko,
Har baar toote raabtey ki wajah bewafayi nahi hoti
He captures reality in his writing.
25 notes · View notes
theshasays · 3 months
Text
Tumblr media
She said it to me while looking into my eyes with wonder :
Apni aankhai'n dekhi hai , kaisi ho rakkhi hai..
Tumne mera baad apna ye kya haal kar diya hai..
And in response, I said while avoiding eye contact with her :
Tumne jo dikhaya hai wahi haiqiqat samjhi hai maine , Magar tumne khawabo'n mai bhi mujhko behaal kar diya hai.
– Shafin Khan @theshasays
11 notes · View notes
blogbyher · 1 month
Text
It's always 'I don't want to lose you' and never
Ek tera jaana khalta hai mujhe.. Mere haatho'n se ye sara jahaa'n bhi jaaye to mujhe fark nahi padta.
- Shafin khan
@theshasays
97 notes · View notes
blogbyameera · 3 months
Text
When Mahmoud Darwish said
I do not abandon anyone, but I do not hold the hand of that who wishes to leave.
And Shafin khan wrote
Dil se jo gaya, wo gaya meri zindagi se bhi...
Ki main samundar kho dene ke baad, paas apne ek katra bhi nahi rakhta.
- @theshasays
66 notes · View notes
hereisnxbiya · 5 months
Text
In English we say
"My gaze forever seeks your essence."
Tumblr media
But in Urdu Shafin Khan says : 
"Udaas aankho'n ne maanga bhi to didaar tera, Haaye jahan ke haseen nazare isey khaakh lagey."
117 notes · View notes
hereisnxbiya · 5 months
Text
Shafin Khan's words fill me with hope, suggesting that if the timing aligns, we'll meet soon, and everything will fall into place at the right moment.
Tumblr media
Mousam badlenge, phool bikhre huye fir khil jayenge, Hum bichdenge kai baar..or sahi waqt pe fir mil jayenge.
— Shafin Khan @theshasays
51 notes · View notes
hereisnxbiya · 5 months
Text
Someone said : Har wo cheez mujhsy dur hogai Jisko shiddat sey chaha mainy.
Then Shafin khan said : Hoti agar wo chiz qabil tere liye, yaqeenan wo tere pass hoti.
29 notes · View notes
hereisnxbiya · 4 months
Text
In English, they say:
Her beauty is impossible to miss
Tumblr media
But in Urdu, Shafin Khan says :
Hum wo hain ki nazar bhi naa aaye pure majme ko, Aur wo, wo hain jo nazar bhi aa jaaye to nazar lag jaati hain.
19 notes · View notes
hereisnxbiya · 5 months
Text
Parakhna mat parakhne mein koi apna nahin rehta, kisi bhi aaine mai der tak chehra nahi rehta.
— Bashir Badr
Jo hogi wo haqiiqat aa jayegi ek din samne, Insaan parakhne mai insaan gawa na dena.
— Shafin Khan
21 notes · View notes
hereisnxbiya · 5 months
Text
They said you always have a smile on your face, but the reality is :
Jaise hain waise nazar kaha aate hain,
Mere Humnasheen hum itna muskurate hain.
- Shafin Khan / @theshasays
18 notes · View notes
hereisnxbiya · 5 months
Text
When Parveen Shakir say:-
"Hum toh samjhe the ki ek zakam hai bhar jaega ..
Kya kabar thi ki rag-e- jaan mein utar jaega.."
When Shafin khan also said >>
"Hame to yakeen the tu loat kar aayega ek Deen..
Kya kabar thi ki sari Umar ka intezar bekaar jaega.."
19 notes · View notes
hereisnxbiya · 28 days
Text
They say loneliness isn't good for us, but Shafin Khan revealed the truth when he wrote :
Kabhi kuch na hone ka ahsaas bhi hone do..
Kabhi sab se door ho kar,
Khud ko khud ke paas hone do.
14 notes · View notes
hereisnxbiya · 7 days
Text
When Ahmed Faraz said..
Rukna ho agar to sau bahaane.. Jaana ho to raaste bade hain.
and when Shafin Khan also wrote..
Bachte the hum jinse wo haadse ho gaye... Socha tha rokenge wo kisi na kisi bahane se Magar dekho to, Kitne khule raaste ho gaye.
7 notes · View notes
hereisnxbiya · 5 months
Text
When Shafin Khan Said : Jinko hum mil jaate hain aasani se, unke liye hum zaroori nahi hotey.Jinke liye hum la-hasil rehte hain wo qadar hamari jaantey hain.
14 notes · View notes
hereisnxbiya · 20 days
Text
It's always "I don't want to lose you" and never..
" Ek tera jaana khalta hai mujhe.. Mere haatho'n se ye sara jahaa'n bhi jaaye to mujhe fark nahi padta. "
— Shafin khan @theshasays
15 notes · View notes