Tumgik
#Har Jeet
myauditionfordrphil · 3 months
Text
Toss is rain delayed due to wet outfield, if the match is washed out then India will proceed into the finals 👀
7 notes · View notes
his-heart-hymns · 3 months
Text
Only a brave girl could say this:
Jeet lungi tujhe duniya se yeh mera wada hain,
har baar ho meri haar,zaroori toh nahi.
-Parveen Shakir
49 notes · View notes
pyaari-naari · 5 months
Text
Tension to Puri duniya deti hai par.. Aao main tumhe attention du.
Do cup chai wali ek subah du.
Tumblr media
Thandi hawa me tehelne wali ek shaam du.
Tum thak ke office se aao, main apni baahon me tumhe aaram du.
Be-mausam baarish me tumhe bhiga du.
Tumblr media Tumblr media
Tu apne pure din ka haal bataye aur main Haan me haan du.
Tu kabhi gajre laye to main ghum ke tujhe hi laga dene ko keh du.
Tumblr media
Tujhe apni favourite chocolate me se aakhri tukda du.
Tere hothon pe aayi muskan ki wajah banu.
Tumblr media
Tere kurte ke tute button ko seete hue tujhe laparwah hone ke liye pyaar se daant du.
Teri har Jeet me tera munh meetha karu.
Tumblr media
Teri har ladai me tera sath du.
Aa.. is duniya ki bhaag daud me, main tujhe do pal ka sukoon du..
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
51 notes · View notes
maihonhassan · 6 months
Text
And the saddest lines i have written somewhere is this;
"Jub har cheez ko chorh hi jana ho, tou haasil kya, mehroomi kya, jeet kya aur haar kya?"
58 notes · View notes
rekhtaa · 1 year
Text
Jab har cheez ko chhor hi jaana hai,
Toh haasil kya, mehroomi kya, jeet kya aur haar kya ?
-
Credits : Unknown
Tuesday, June 6, 2023
10:15 PM, Bangalore, India
153 notes · View notes
tired-yashika-core · 8 months
Text
jaise jaise zyada saath rahenge,
vaisi hi toh baat karenge,
mai pehle toh kabhi aapke gam liye nahi thi,
par ab hu.
pehli mulakaat mai khwaab,
ab ham kaise rahenge saath,
uska naksha bhi bana liya hamne.
(vaise, naak-naksha khubsurat hai aapka janaab)
kabhi kabhi lagta hai,
kaash.
kaash pehle saath hote,
honi ko toh nahi taal sakti thi,
lekin sambhaal zaroor sakti thi.
par aaj jab aapko dekhti hu,
sochti hu kis tarah aapne apne aap ko buna hai,
lagta hai, hamse zyada insaan hai aap.
mai aage,
har haar, har jeet ke liye rahungi aapki.
chand sa chehra, bholi si surat,
mere dil mai aap aur apki zindagi dheere dheere samaa si gayi hai.
kuch baate bin bole hi samajh jaungi.
pata hai?
aapke naina bohot kuch keh jaate hai,
aur sach hi toh hai,
kuch baate na boli na suni hi theek hai,
meri baate bhi toh aap bas samajh jate hai na?
aakhir,
ham tum itne paas hai kitne duur hai chaand sitare,
sach pucho toh mann ko jhoote lagte hai yeh saare,
magar sache lagte hai yeh dharti, yeh nadiya, yeh raina,
(aur?)
aur tum.
45 notes · View notes
ishuess · 2 months
Text
Main tumhari har jeet aur tumhari haar mein saath dunga. Tumhara haath pakadkar tumhari tanhaai ko cheen lunga. Tumhe muskurane ka kaaran dunga. Kabhi aansoo nahi aane dunga. Duniya mujhe laakh kose tumhare sirhaane baith ke tumhare kaan dhak dunga taaki tum unhe sunn na paao....aur tum?
"So cheesy. I have an image to keep. Love you, I am getting late to work."
16 notes · View notes
syyedmohdsaad · 2 months
Text
Allah ne us ke jaisa aur koi kyun nahi banaya?"
" Allah ne har insaan ka naimul badal bnaya hai, us se bhi behtar honge"
" shayad aisa ho lekin uske jaisa dil Allah ne kisi ka nahi bnaya, uski jaisi mohabat kisi shayar ki kitaab mein bhi kahin nahi mile gi"
" aisa kya hai us mein jo tumhe wo itni hee pasand hai?"
" wo mere liye ek shaks nahi balke ek ghar hai. Ek aisa ghar jis ke andar dheir saara sakoon, khudpasandi aur bahaduri hai. Wo apne pyaron ki khushi ki khaatir saari duniya se lar sakti hai."
" toh phir wo tumhare liye kyun nahi lari?"
"kyun ke mujh se zyada kuch pyare log us ghar mein bohat deir se rahte hein. Usne mere liye larai ki bjai Allah ko chuna, Allah ki chaahat pe khud ko supurd kardiya, aur is tarha us ne khud ko bhi aur apne pyaron ki khushi ko bhi jeet liya."
" aur tum, tum kab apne pyaron ki khushi ki khaatir khud ko azaad kar do ge? Khud ko hamesha hamesha ke liye udaasi se paak kar do ge?"
" mere andar ye dard mere Allah se mohabat ka saboot hai. Allah ko pta hai ke ma bachpan se kitna zidi tha, lekin ek moajze ki aas ne mujhe mere liye ye duniya bohat choti kar di, aur ab sab Allah ke hawaaley hai, mera har chota bara khwaab, meri har khushi aur udaasi, ab sab ka sab Allah ko de diya aur sirf sabr aur yakeen ko maine apne paas mehfooz kar liya hai"
" kaash tumhari har tahreer har lafz us tak pohanch jaye aur wo tumhare liye dheiron duayein kare"
" nahi mere alfaaz shayad usko aur udaas kardein, mujhe us ki udaasi se zyada us ki khushi ko apnaana hai, aur wo khush mere sabr aur Allah se juri is dosti se hogi jo us ne kabhi nahi dekhi"
10 notes · View notes
aashufta-sar · 11 months
Text
When Sylvia Plath said "I didn't know why I was going to cry, but I knew that if anybody spoke to me or looked at me too closely the tears would fly out of my eyes and the sobs would fly out of the throat and I'd cry for a week." and When Saahir Ludhianvi penned "Kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona aaya, baat nikli tou har ik baat pe rona aaya / kis liye jeete hain hum kiske liye jeete hain baarha aise sawaalaat pe rona aaya"
51 notes · View notes
valcntinos · 1 year
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
meri kismat ke har ek panne pe mere jeete jee baad marne ke mere har ek kal har ek lamhe mein tu likh de mera usse
26 notes · View notes
myauditionfordrphil · 10 months
Text
Umeed chhodh di hai ab honestly 🥲
8 notes · View notes
tellywoodtrash · 7 months
Note
Hey TT how's your life going?are you watching all the celebs in the Jamnagar met gala? sometimes even I Wana be part of celebrations like these just to forget all of life's pain n live in a Ishqbazesque world for a time😫
Lmao nooooo, the only one I related with over there through the whole event was Baby Jeh:
Tumblr media Tumblr media
Yeh bachcha har festival/event mein dil jeet jaata hai, he is forever the mood!!!!! I honestly love him the most out of allllllll the celeb kids!!!!
9 notes · View notes
Text
Mohabbat dhoondnay chali thi mein.
Ek Khandaani darakhth pay kali thi mein.
Baap ko beta say beti honay ka gham.
Maa ko apne khawand kay gham ka sangam.
Kudrat nay bachpan diya, jo laga adhoora.
Rooh hi rooh mein har ek din bhi na lagay poora.
Nafrat aur jayaz ho kay bhi najayaz har pal yaad karliya.
“Log kya kahain gay” in lafzon mein bhala para aur yehi sabak bangaya.
Aaj bhi do chehron ko ek saath apne hi saath zindagi ko jhelnay kay liye apna lia.
Ek dostoon aur ghairon kay liye aur ek apni choti si khushi kay liye.
Mohabbat na mili, thoroon na day di hamdaardi.
Toot gayi woh kali, akhir jeet hui samajh ki zabardasti.
6 notes · View notes
maihonhassan · 8 months
Text
Read these lines somewhere;
"Jub har cheez ko chorh hi jana hai tou phir hasil kya? mehroomi kya? jeet kya? haar kya ? " And we all relate somehow in our life. :')
24 notes · View notes
the-healing-words · 4 months
Text
"Jab har cheez ko chhod he jaana hai,
Toh haasil kya, mehroomi kya, Jeet kya aur haar kya?"
– Unknown
4 notes · View notes
jalebi-weds-bluetooth · 9 months
Note
Hi Jalebi! No questions just wanna say thank you for having this blog, for maintaining it and giving us absolute GOLD content. I cannot even fathom how much time and energy it takes to come up with original, creative ideas.
I really, really appreciate all the effort you put into this blog. Thank you so much for fuelling our ipkknd obsessions 😩
Hope that life is going by smoothly, because you deserve nothing but the best!
Dher saara pyaar aap ke liye <3
Tumblr media
Ek hi dil hai, zaroori hai ki har line main humara dil jeet loge? This literally made my day. I don't have words to say about the impact this had on my mood.
Just feel free to ask whatever you want cause now I have a special corner for you in my heart :")
Love love love,
Jalebi
11 notes · View notes