Tumgik
#Urdu Ghazal
maihonhassan · 22 hours
Text
What is one sided love?
"Ek lamhe kī tavajjoh nahīñ hāsil us kī, aur ye dil ki use had se sivā chāhtā hai."
- Parveen Shakir
41 notes · View notes
peaceishim · 1 month
Text
Tumblr media
I found this on twitter.
(Not mine)
415 notes · View notes
blogbyher · 5 months
Text
In English we call them Dark Circles but in urdu
Adhurey khwabo ka qabristan hai ye,
yahan qisse chhupe hai daur-e-hayat ke!
566 notes · View notes
thatanonymousgirl · 1 month
Text
Tumblr media
253 notes · View notes
noorjehan · 1 month
Text
"tumne shayad galati se dhund liya tha mujhe,
tumhe talaash kisi aur ki thi"
203 notes · View notes
his-heart-hymns · 13 days
Text
5 reasons why you are Mirza Ghalib:
Aapko neend raat bhar nahi aati.
(maut ka ek din muayyan hai,niind kyu raat bhar nahi aati)
Har kisi se Wafa ki ummeed rakhte ho.
(ham ko un se wafa ki hai ummeed,jo nahi jante wafa kya hai)
Aapko ishq ne niqamma kar diya hai.
(ishq ne 'ghalib' nikamma kar diya varna ham bhi aadmi the kaam ke.)
Junoon mai kuch bhi bakte rehte ho.
(bak raha hu junoon me kya-kya,kuchh na samjhe khuda kare koi)
Sab se tawaqqo uth gayi hai.
(jab tavaqqo hi uth gayi 'ghalib',kyu kisi ka gila kare koi)
154 notes · View notes
stickyblazecreator · 2 months
Text
Tumblr media
"Milne ki ummed to nhi tujhse
per kaise keh dun ki intezar nhi tera"
211 notes · View notes
blogbyameera · 2 months
Text
Here's a piece of advice for you -
" Dil se nikaal dijiye ehsaas e aarzu , mar jaiye par kisi ki tamanna na kijiye "
157 notes · View notes
kafi-farigh-yusra · 3 months
Text
جو ہم پہ گزری ہے شاید سبھی پہ گزری ہے
فسانہ جو بھی سُنا، کچھ سُنا سُنا سا لگا
اقبال عظیم
Tumblr media
Jo hum pe guzri hai shyd sabhi pe guzri hai
Fasana jo bhi suna, kuch suna suna sa laga
-Iqbal Azeem
169 notes · View notes
nemralam · 6 months
Text
Tumblr media
-Majnuu
Story of Layla and Majnun // October 11, 2011 ~ ecstasyoflove
341 notes · View notes
pagesofjasmine · 4 months
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
Na tum Hume jano, na hum tumhe jane…
155 notes · View notes
maihonhassan · 1 month
Text
How hopeless a poet was when he wrote this line:
"Tum se bohat kuch kehna hai magar, kabhi tum nahi milte kabhi alfaaz nahi milte."
243 notes · View notes
peaceishim · 1 month
Text
Insaan aisa pasand karo ki fir uske baad koi insaan pasand na aaye.
-(via @safedchitthi on ig)
196 notes · View notes
blogbyher · 8 months
Text
They say "stop crying" but our fictional man Salar said kya haal kar liya hai tumne apni aankho ka, tumhe mujh par taras nhi aata!
Book Peer e Kamil by Umera Ahmad
309 notes · View notes
thatanonymousgirl · 1 month
Text
Aye gardish e aayam mujhe ranj bohot hai
Kuch khwab the aise jo bikharne ke nahi the..
Tumblr media
109 notes · View notes
noorjehan · 4 months
Text
"dil mein iss qadar mohabbat hai unke liye, ke soye to khwaab unke aur jaage to khayal unke"
244 notes · View notes